Search This Blog

Tuesday, 23 June 2020

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye

Bismillahhirrahmanirrahim

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye 
-------------

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,Hadith-570–Sahih
-----------------------

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन की रूह (मौत के बाद भी)क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए.
सुनन ईब्न माजा,जिल्द-2,हदिस-570–सही
-----------------------

 ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: آدمی کی جان اس کے قرض کے ساتھ لٹکی رہتی ہے یہاں تک کہ اس کی طرف سے ادائیگی کر دی جائے-
سنن ابن ماجہ،جلد-۲،حديث- ۵۷۰-صحيح
-----------------------

✦  It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off.
Sunan Ibn Majah,Book-15,Hadith-2413-Sahih
------------------------------

No comments:

Post a Comment