Search This Blog

Showing posts with label Imaan (Faith). Show all posts
Showing posts with label Imaan (Faith). Show all posts

Sunday, 27 June 2021

Hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye

Bismillahhirrahmanirrahim

Hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye 
-------------

✦ Pus hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye aur kehnay lagay kay mein apnay rab ki taraf hijrat kerney wala hun. Woh bara hi ghalib aur hakeem hai.
Al~Quran,Surah Ankaboot (29),Aayat-26
-----------------------

✦ पस हजरत इब्राहीम अलैहि सलाम पर हज़रत लूत अलैहि सलाम ईमान ले आए और कहने लगे के मै अपने रब के तरफ हिजरत करने वाला हूं. वो बड़ा ही ग़ालिब और हक़ीम है
अल~क़ुरान,सूरए अन अनक़बूत(29),आयत-26
-----------------------

پس حضرت ابراہیم (علیہ السلام) پر حضرت لوط(علیہ السلام ایمان لائے اور کہنے لگے کہ میں اپنے رب کی طرف ہجرت کرنے والا ہو وہ بڑا ہی غالب اور حکیم ہے۔
القرآن،سورة العنكبوت(٢٩)،آیت-٢٦
-----------------------

✦ So Lut believed in him. He (Ibrahim Alaihi salam) said: "I will emigrate for the sake of my Lord Verily, He is the All-Mighty, the All-Wise.
Al~Quran,Surah Ankaboot(29),Aayat-26
------------------------------

Saturday, 1 August 2020

Eesa Alaihi Salam ne ek shaksh ko chori karte huye dekha phir us se...

Bismillahhirrahmanirrahim

Eesa Alaihi Salam ne ek shaksh ko chori karte huye dekha phir us se...
-------------

✦ Abu Huraira Radhi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eesa Alaihi Salam ne ek shaksh ko chori karte huye dekha phir us se pucha ki kya tune chori ki hai ? usne kaha hargiz nahi , us zaat ki kasam jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi hai. is par hazrat Eesa Alaihi salam ne farmaya ki main Allah par imaan laya hu , meri aankho ko dhokha hua hai.
Sahih Bukhari,Hadith-3444
-----------------------

✦ अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसुल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया ईसा अलैहि सलाम ने एक शख्स को चोरी करते हुए देखा फिर उस से पुछा की क्या तुने चोरी की है ? उसने कहा हरगिज़ नही , उस ज़ात की कसम जिसके सिवा कोई इबादत के लायक नही , इसपर हजरत ईसा अलैहि सलाम ने फरमाया की मै अल्लाह पर ईमान लाया हूँ , मेरी आँखों को धोखा हुआ है.
सही बुखारी,हदिस-3444
-----------------------

 ہم کو معمر نے خبر دی، انہیں ہمام نے اور انہیں ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”عیسیٰ ابن مریم علیہما السلام نے ایک شخص کو چوری کرتے ہوئے دیکھا پھر اس سے دریافت فرمایا: تو نے چوری کی ہے؟ اس نے کہا ہرگز نہیں، اس ذات کی قسم جس کے سوا اور کوئی معبود نہیں۔ عیسیٰ علیہ السلام نے فرمایا کہ میں اللہ پر ایمان لایا اور میری آنکھوں کو دھوکا ہوا۔
صحيح بخارى،حديث-٣٤٤٤
-----------------------

✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Alahu  The Prophet (ﷺ) said, "Isa Alaihi Salam (jesus), seeing a man stealing, he asked him, 'Did you steal?, He said, 'No, by Allah, except Whom there is None who has the right to be worshipped' Jesus said, 'I believe in Allah and suspect my eye
Sahih Bukhari,Book-55,Hadith-653
------------------------------
Note : is hadith se ye sabaq milta hai ki agar aapke paas koi gawha na ho aur koi insan Allah ki kasam le le uski baat par yakeen dilaye to uska peecha chorh dena chahiye, phir uska gunah uske aur Allah subhanahu ke supurd ho gaya.

Monday, 30 March 2020

Eh Iman walon ALLAH ke samne sachchi tauba karo

Bismillahhirrahmanirrahim

Eh Iman walon ALLAH ke samne sachchi tauba karo

يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا تُوبُوا إِلَى اللَّهِ تَوْبَةً نَّصُوحًا
-------------
Al~Quran : Surah Tahrim(66),Aayat-8

✦Eh Iman walon Allah ke samne sachchi tauba karo
-----------------------

✦एह ईमान वालों अल्लाह के सामने सच्ची तौबा करो
-----------------------

اے ایمان والوں  اللہ کے سامنے سچی توبہ کرو  
-----------------------

✦O you who have believed, Repent to Allah with sincere repentance.
------------------------------

Sunday, 4 August 2019

Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai
-------------
✦Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhte hai aur Allah ki raah mein ladte hai , ye log Allah ke nazdeek barabar nahi hai , aur Allah zalim logon ko hidayat nahi deta
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Aayat-19
-----------------------
✦क्या तुमने हाजियों को पानी पिलाना और मस्जिद अल-हराम (काबा) को आबाद करना उनके बराबर जैसा ख्याल कर लिया है जो अल्लाह और आखिरत के दिन पर ईमान रखते हैं और अल्लाह की राह में लड़ते हैं ये लोग अल्लाह के नज़दीक बराबर नहीं हैं और अल्लाह जालिमों को हिदायत नहीं दिया करता
अल~क़ुरान,सुरह तौबा(9),आयत-19
-----------------------
کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد الحرام یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو اللّه اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہےاور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ اللّه کے نزدیک برابر نہیں ہیں  اور اللّه ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا-
القرآن،سورة التوبة(٩)،آیت-١٩
-----------------------
✦Do you consider the providing of drinking water to the pilgrims and the maintenance of Al-Masjidal-Haram (at Makkah) as equal to the worth of those who believe in Allah and the Last Day, and strive hard and fight in the Cause of Allah? They are not equal before Allah. And Allah guides not those people who are the Zalimun (polytheists and wrong-doers).
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Verse-19
------------------------------

Sunday, 3 February 2019

ALLAH ne tumhare liye yahi deen pasand farmaya hai isliye marna hai to Musalman hi mrna

Bismillahhirrahmanirrahim
ALLAH ne tumhare liye yahi deen pasand farmaya hai isliye marna hai to Musalman hi marna
-----------
★Aur Ibrahim (alaihi Salam) ne apney beto ko isi baat ki waseeyat ki aur Yaqub (alaihi Salam) ne bhi ( yahi kaha) ki beta ALLAH ne tumhare liye yahi deen pasand farmaya hai , isliye marna hai to Musalman hi mrna.
Al~Quran,Surah Al-Baqara(2),Aayat-132
-----------------------
★और इब्राहिम (अलैही सलाम) ने अपने बेटों को इसी बात की वसीयत की और याक़ूब (अलैही सलाम) ने भी ( यही कहा) की बेटा अल्लाह ने तुम्हारे लिए यही दीन पसंद फरमाया है , इसलिए मरना है तो मुसलमान ही मरना
अल~क़ुरान,सुराह अल-बक़रा(2),आयत-132
-----------------------
اور اسی بات کی ابراھیم اور یعقوب نے بھی اپنے بیٹوں کو وصیت کی کہ اے میرے بیٹو بے شک الله نےتمہارے لیے یہ دین چن لیا سو تم ہر گز نہ مرنا مگر درآنحالیکہ تم مسلمان ہو-
القرآن،سورة البقرة(٢)،آیت-١٣٢
-----------------------
★And this (submission to ALLAH, Islam) was enjoined by Ibrahim (Abraham alihi salam)n upon his sons and by Ya'qub (Jacob Alaihi salam) (saying), "O my sons! ALLAH has chosen for you the (true) religion, so do not die except while you are Muslims.
Al~Quran,Surah Al-baqara(2),Verse-132
-----------------------------------------------------------

Thursday, 22 November 2018

Gair Muslim mardo aur aurto se kabhi nikah na karna

Bismillahhirrahmanirrahim
Gair Muslim mardo aur aurto se kabhi nikah na karna
-----------
★Aur Momino mushrik aurton se tab tak Nikah na Karna jab tak Imaan na laye kyunki mushrik aurat chahe tumko kitni bhi achchi lage us se imaan wali gulam aurat behtar hai aur esee tarha mushrik mard (hindu , murtipuja karne wale ya shirk karne wale) se bhi tab tak nikah na karna jab tak iman na laye kyunki mushrik mard chahe tumko kitna bhi achcha lage us se imaan wala Gulam mard behtar hai. ye mushrik log dozakh ki taraf bulate hain aur Allah Subhanahu apni mehrbani se Jannat aur bakhshis ki taraf bulata hain aur apne hukm logo se khol khol Kar bayan karta hai taaki nasihat hasil karen.
Al~Quran,Surah Al Baqarah(2),Aayat-221
-----------------------
★और मोमीनों मुशरिक औरतों से तब तक निकाह ना करना जब तक ईमान ना लाए क्यूंकी मुशरिक औरत चाहे तुमको कितनी भी अच्छी लगे उस से ईमान वाली गुलाम औरत बेहतर है और इसी तरह मुशरिक मर्द (हिंदू , मूर्तीपूजा करने वाले या शिर्क करने वाले ) से भी तब तक निकाह ना करना जब तक ईमान ना लाए क्यूंकी मुशरिक मर्द चाहे तुमको कितना भी अच्छा लगे उस से ईमान वाला गुलाम मर्द बेहतर है. ये मुशरिक लोग दोज़ख़् की तरफ़ बुलाते हैं और अल्लाह सुबहानहु अपनी मेहरबानी से जन्नत और बख्शिश की तरफ़ बुलाता हैं और अपने हुक्म लोगों से खोल खोल कर बयान करता है ताकि नसीहत हासिल करें.
अल~क़ुरान,सुराह अल बक़रा(2),आयत-221
-----------------------
ﻣﺸﺮﮎ ﻋﻮﺭﺗﯿﮟ ﺟﺐ ﺗﮏ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻧﮧ ﻻﺋﯿﮟ ﺍﻥ ﺳﮯ ﻧﮑﺎﺡ ﻧﮧ ﮐﺮﻭ ﺍﻭﺭﻣﺸﺮﮎ ﻋﻮﺭﺗﻮﮞ ﺳﮯ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﺩﺍﺭ ﻟﻮﻧﮉﯼ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ ﮔﻮ ﻭﮦ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮭﻠﯽ ﻣﻌﻠﻮﻡ ﮨﻮ ﺍﻭﺭ ﻣﺸﺮﮎ ﻣﺮﺩﻭﮞ ﺳﮯ ﻧﮑﺎﺡ ﻧﮧ ﮐﺮﻭ ﯾﮩﺎﮞ ﺗﮏ ﮐﮧ ﻭﮦ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻻﺋﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺍﻟﺒﺘﮧ ﻣﻮﻣﻦ ﻏﻼﻡ ﻣﺸﺮﮎ ﺳﮯ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ ﺍﮔﺮﭼﮧ ﻭﮦ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺍﭼﮭﺎ ﮨﯽ ﻟﮕﮯ ﯾﮧ ﻟﻮﮒ ﺩﻭﺯﺥ ﮐﯽ ﻃﺮﻑ ﺑﻼﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺍﻟﻠﻪ ﺟﻨﺖ ﺍﻭﺭ ﺑﺨﺸﺶ ﮐﯽ ﻃﺮﻑ ﺍﭘﻨﮯ ﺣﮑﻢ ﺳﮯ ﺑﻼﺗﺎ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺍﭘﻨﯽ ﺁﯾﺘﯿﮟ ﮐﮭﻮﻝ ﮐﺮ ﺑﯿﺎﻥ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﮯ ﺗﺎﮐﮧ ﻭﮦ ﻧﺼﯿﺤﺖ ﺣﺎﺻﻞ ﮐﺮﯾﮟ-
ﺍﻟﻘﺮﺁﻥ،ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﺒﻘﺮﺓ(٢)،ﺁﯾﺖ-٢٢١
-----------------------
★And do not marry Al-Mushrikat (idolatresses) till they believe (worship Allah Alone). And indeed a slave woman who believes is better than a (free) Mushrikah (idolatress), even though she pleases you. And give not (your daughters) in marriage to Al-Mushrikun till they believe (in Allah Alone) and verily, a believing slave is better than a (free) Mushrik (idolater), even though he pleases you. Those (Al-Mushrikun) invite you to the Fire, but Allah invites (you) to Paradise and Forgiveness by His Leave, and makes His verses clear to mankind that they may remember.
Al~Quran,Surah Al Baqarah(2),Verse-221
-----------------------------------------------------------

Sunday, 28 October 2018

Imaan madine mein simat kar is tarah aa jayega jaise saanp simat kar apne bill mein aa jata hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Imaan madine mein simat kar is tarah aa jayega jaise saanp simat kar apne bill mein aa jata hai
-----------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ( Qayamat ke kareeb) Imaan madine mein simat kar is tarah aa jayega jaise saanp simat kar apne bill mein aa jata hai.
Sahih Bukhari,Jild-3,Hadith-1876
-----------------------
★अबू हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया (क़यामत के करीब) ईमान मदीने में सिमट कर इस तरह आ जाएगा जैसे साँप सिमट कर अपने बिल में आ जाता है
सही बुख़ारी,जिल्द-1,हदिस-1876
-----------------------
ﺍﺑﻮ ﮨﺮﯾﺮﮦ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﻧﮯ ﺑﯿﺎﻥ ﮐﯿﺎ ﮐﮧ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ‏( ﻗﯿﺎﻣﺖ ﮐﮯ ﻗﺮﯾﺐ ‏) ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻣﺪﯾﻨﮧ ﻣﯿﮟ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﺳﻤﭧ ﺁﺋﮯ ﮔﺎ ﺟﯿﺴﮯ ﺳﺎﻧﭗ ﺳﻤﭧ ﮐﺮ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﻞ ﻣﯿﮟ ﺁ ﺟﺎﯾﺎ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﮯ۔
ﺻﺤﯿﺢ ﺑﺨﺎﺭﯼ ﺟﻠﺪ ۳ ۱۸۷
-----------------------
★Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet sallallahu alaihi wasallam said Verily Belief returns and goes back to Medina as a snake returns and goes back to its hole (when in danger).
Sahih Bukhari,Book-30,Hadith-100
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 17 October 2018

RAB ka irshad hua ki Subah huyee to mere kuch bande momeen rahe aur kuch kafir ho gaye

Bismillahhirrahmanirrahim
RAB ka irshad hua ki Subah huyee to mere kuch bande momeen rahe aur kuch kafir ho gaye
-----------------------
★Zaid bin khalid jahni Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne humein Hudebiya mein subah ki namaz padhayee aur raat ko barish ho chuki thi , namaz se farig hone ke baad Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne logo ki taraf munh kiya aur farmaya , malum hai tumhare RAB ne kya farmaya hai , logon ne kaha ki Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi wasallam khoob jante hain ,Aap ne farmaya ki tumhare RAB ka irshad hai ki subah huyee to mere kuch bande momeen rahe aur kuch kafir ho gaye jisne kaha ki Allah ke fazal aur rahmat se hamare liye barish huyee to wo mera momeen hai aur sitaro ka munkir hai aur jisne kaha ki falah sitare ki falah jagah par aane se barish huyee to wo mera munkir hai(yani mujhse kufr kiya) aur sitaro ka momeen hai (yani sitaro par iman rakhne wala hai)
Sahih Bukhari,Jild-1,846
-----------------------
★ज़ैद बिन खालिद अल-जुहानी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने हूमें हुदेबिया में सुबह की नमाज़ पढ़ाई और रात को बारिश हो चुकी थी , नमाज़ से फारिग होने के बाद आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने लोगो की तरफ मुँह किया और फरमाया , मालूम है तुम्हारे रब ने क्या फरमाया है , लोगों ने कहा की अल्लाह और उसके रसूल सललल्लाहू अलैही वसल्लम खूब जानते हैं ,आप ने फरमाया की तुम्हारे ऱब का इरशाद है की सुबह हुई तो मेरे कुछ बंदे मोमीन रहे और कुछ काफ़िर हो गये जिसने कहा की अल्लाह के फ़ज़ल और रहमत से हमारे लिए बारिश हुई तो वो मेरा मोमीन है और सितारो का मुनकीर है और जिसने कहा की फ़लाह सितारे की फ़लाह जगह पर आने से बारिश हुई तो वो मेरा मुनकीर है(यानी मुझसे कुफ्र किया) और सितारो का मोमीन है (यानी सितारो पर ईमान रखने वाला है)
सही बुखारी,जिल्द-1,846
-----------------------
زید بن خالد جہنی رضی اللہ عنہ نے بیان کیا ، انہوں نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ہمیں حدیبیہ میں صبح کی نماز پڑھائی اور رات کو بارش ہو چکی تھی نماز سے فارغ ہونے کے بعد آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے لوگوں کی طرف منہ کیا اور فرمایا معلوم ہے تمہارے رب نے کیا فرمایا ہے ۔ لوگوں نے کہا کہ اللہ اور اس کے رسول خوب جانتے ہیں ( آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ ) تمہارے رب کا ارشاد ہے کہ صبح ہوئی تو میرے کچھ بندے مجھ پر ایمان لائے ۔ اور کچھ میرے منکر ہوئے جس نے کہا کہ اللہ کے فضل اور اس کی رحمت سے ہمارے لیے بارش ہوئی تو وہ میرا مومن ہے اور ستاروں کا منکر اور جس نے کہا کہ فلاں تارے کے فلانی جگہ پر آنے سے بارش ہوئی وہ میرا منکر ہے اور ستاروں کا مومن-
صحيح بخارى، جلد-1، 846
-----------------------
★ Narrated Zaid bin Khalid Al-Juhani Radi Allahu AnhuThe Prophet Sallallahu Alaihi wasallam led us in the Fajr prayer at Hudaibiya after a rainy night. On completion of the prayer, he faced the people and said, "Do you know what your Lord has said (revealed)?" The people replied, "Allah and His Apostle Sallallahu Alaihi wasallam know better." He said, "Allah has said, 'In this morning some of my slaves remained as true believers and some became non-believers; whoever said that the rain was due to the Blessings and the Mercy of Allah had belief in Me and he disbelieves in the stars, and whoever said that it rained because of a particular star had no belief in Me but believes in that star.
Sahih Bukhari,Book-12,Hadith-807
-----------------------------

Wednesday, 3 October 2018

To hum Aasman se unpar farishtey hi rasool banakr bhejtey

Bismillahhirrahmanirrahim
To hum Aasman se unpar farishtey hi rasool banakr bhejtey
-----------------------
★Aur logon ko Imaan lane se jabki unke pass hidayat aaa gayee sirf isi cheez ne roka hai ki kahne lage kya ALLAH ne Aadmee ko Rasool banakar bheja hai kah do agar zameen mein farishte itminan se chalte phirte to hum Aasman se un par farishtey hi rasool banakar bhejte
Surah Al Isra(17),94-95
-----------------------
★और लोगो को ईमान लाने से जबकी उनके पास हिदायत आ गयी सिर्फ इसी चीज़ ने रोका है की कहने लगे की क्या अल्लाह ने आदमी को रसूल बनाकर भेजा है कहदो अगर ज़मीन में फरिश्ते इतमीनान से चलते फिरते तो हम आसमान से उनपर फरिश्ते ही रसूल बनाकर भेजते
सूरह अल इसरा(17),आयत-94-95
-----------------------
اور لوگوں کو ایمان لانے سے جب کہ ان کے پاس ہدایت آ گئی صرف اسی چیز نے روکا ہے کہ کہنے لگے کیا الله نے آدمی کو رسول بنا کر بھیجا ہے-کہہ دو اگر زمین میں فرشتے اطمینان سے چلتے پھرتے ہوتے تو ہم آسمان سے ان پر فرشتہ ہی رسول بنا کر بھیجتے
سورة الإسراء(17)، 94-95
-----------------------
★ And what prevented the people from believing when guidance came to them except that they said, "Has ALLAH sent a human messenger?" Say, "If there were upon the earth angels walking securely, We would have sent down to them from the heaven an angel [as a] messenger."
Surah Al Isra(17),94-95
-----------------------------

Wednesday, 5 September 2018

Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya

Bismillahhirrahmanirrahim
Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya
-----------------------
★Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya aur kahne lage Allah ka shukr hai jisne humen imaan wale bando par fazilat di, aur Sulaiman Alaihi Salam Dawud alaihi salam ke waris huye aur kahne lage ki eh logo humein parindo ki boli sikhayee gayee hain aur humko har tarah ke saaz aur saman diye gaye hain beshak ye sareeh fazilat hai
Al~Quran,Surah An-Naml(27),Aayat-15-16
-----------------------
★और हमने दावूद अलैहि सलाम और सुलैमान अलैहि सलाम को इल्म दिया और कहने लगे  अल्लाह का शुक्र है जिसने हमे ईमान वालो बन्दों पर फ़ज़ीलत दी और सुलैमान अलैहि सलाम दावूद अलैहि सलाम के वारिस हुए और कहने लगे ऐ लोगो हमे परिंदो की बोली सिखायी गयी है और हमको हर तरह के साज़ और सामान दिए गए हैं , बेशक ये सरीह फ़ज़ीलत है
अल~क़ुरान,सुरह नमल(27),आयत-15-16
-----------------------
ﺍﻭﺭ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺩﺍﺅﺩ ﺍﻭﺭ ﺳﻠﯿﻤﺎﻥ ﮐﻮ ﻋﻠﻢ ﺩﯾﺎ ﺍﻭﺭ ﮐﮩﻨﮯ ﻟﮕﮯ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﺎ ﺷﮑﺮ ﮨﮯ ﺟﺲ ﻧﮯ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﮩﺖ ﺳﮯ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﺩﺍﺭ ﺑﻨﺪﻭﮞ ﭘﺮ ﻓﻀﯿﻠﺖ ﺩﯼ-ﺍﻭﺭ ﺳﻠﯿﻤﺎﻥ ﺩﺍﺅﺩ ﮐﺎ ﻭﺍﺭﺙ ﮨﻮﺍ ﺍﻭﺭ ﮐﮩﺎ ﺍﮮ ﻟﻮﮔﻮ ﮨﻤﯿﮟ ﭘﺮﻧﺪﻭﮞ ﮐﯽ ﺑﻮﻟﯽ ﺳﮑﮭﺎﺋﯽ ﮔﺌﯽ ﮨﮯ ﺍﻭ ﺭﮨﻤﯿﮟ ﮨﺮ ﻗﺴﻢ ﮐﮯ ﺳﺎﺯﻭ ﺳﺎﻣﺎﻥ ﺩﯾﮯ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺑﮯ ﺷﮏ ﯾﮧ ﺻﺮﯾﺢ ﻓﻀﯿﻠﺖ ﮨﮯ-
القرآن،ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﻨﻤﻞ(٢٧)،آیت-١٥-١٦
-----------------------
★And indeed We gave knowledge to Dawud and Sulaiman (Solomon), and they both said: "All the praises and thanks be to Allah, Who has preferred
us above many of His believing slaves!" And Sulaiman inherited (the knowledge of) Dawud . He said: "O mankind! We have been taught the language of birds, and on us have been bestowed all things. This, verily, is an evident grace (from Allah)."
Al~Quran,Surah An-Naml(27),Verse-15-16
-----------------------------------------------------------

Monday, 30 July 2018

Allah tumhey tumharey Ajar dega aur tumse tumharey maal nahi maangega

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah tumhey tumharey Ajar dega aur tumse tumharey maal nahi maangega
-----------------------
★Beshaq Duniya ki zindagi to khel aur tamasha hai aur agar tum Imaaan lao aur parhaaizgari ikhtiyar karo to (Allah) tumhey tumharey Ajar dega aur tumse tumharey maal nahi maangega.
Surah Muhammad,(47), Verse-36
-----------------------
★बेशक दुनिया की ज़िन्दगी तो खेल और तमाशा है और अगर तुम ईमान लाओ और परहेज़गारी इख़्तियार करो तो(अल्लाह) तुम्हे तुम्हारे अज्र देगा और तुमसे तुम्हारे माल नही मांगेगा
सूरह मुहम्मद(47), आयत-36
-----------------------
بلاشبہ دنیا کی زندگی تو کھیل اور تماشا ہے اور اگر تم ایمان لاؤ اور پرہیزگاری اختیار کرو تو تمہیں تمہارے اجر دے گا اورتم سے تمہارے مال نہیں مانگے گا-
سورة محمد (47)-36
-----------------------
★The life of this world is but play and pastime; but if you believe, and fear Allah, and avoid evil, He will grant you your wages, and will not ask you your wealth.
Surah Muhammad,(47), Verse-36
-----------------------------

Sunday, 15 October 2017

Qatil aur maqtul (qatl honey wala) dono dozakhi hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Qatil aur maqtul (qatl honey wala) dono dozakhi hai
-----------------------
★Al-Ahnaf bin Qais Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab Do musalman apni apni Talwarein lekar aapas mein ladney lag jaye to Qatil aur Maqtul(Qatl honey wala) dono jahannami hain mainey arz kiya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Qatil to khair ( jaruri jahannam mein hona chahiye) magar Maqtul (qatl honey wala) kyun ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya wo bhi apney saathi ko maar daalney ki hirs (tamanna) rakhta tha.
Sahih Bukhari,Jild-1,Hadith-30
-----------------------
★अल अहनाफ बिन कैस रदि अल्लाहु अन्हु  से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जब दो मुसलमान अपनी अपनी तलवारे लेकर आपस में लड़ने लग जाए तो क़ातिल और मक़तूल (क़त्ल होने वाला) दोनों जहन्नमी हैं, मैंने अर्ज़ किया या रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम क़ातिल तो खैर (जरूरी जहन्नम में होना चाहिए) मगर मक़तूल (क़त्ल होने वाला) क्यूँ ? आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया वो भी अपने साथी को मार डालने की हिर्स(तमन्ना)रखता था
सही बुखारी,जिल्द-1,हदिस-30
-----------------------
احنف بن قیس رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جب دو مسلمان اپنی اپنی تلواریں لے کر بھڑ 
جائیں تو قاتل اور مقتول دونوں دوزخی ہیں۔ میں نے عرض کیا یا رسول اللہ! قاتل تو خیر ( ضرور دوزخی ہونا چاہیے ) مقتول کیوں؟ فرمایا ”وہ بھی اپنے ساتھی کو مار ڈالنے کی حرص رکھتا تھا۔“ ( موقع پاتا تو وہ اسے ضرور قتل کر دیتا دل کے عزم صمیم پر وہ دوزخی ہوا ) ۔
صحيح بخارى،جلد-١،حديث-٣٠
-----------------------
★Narrated Al-Ahnaf bin Qais Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said , 'When two Muslims fight (meet) each other with their swords, both the murderer as well as the murdered will go to the Hell-fire.' I said, 'O Allah's Apostle!It is all right for the murderer but what about the murdered one?' Allah's Apostle replied, "He surely had the intention to kill his companion."
Sahih Bukhari,Book-2,Hadith-31
------------------------------

Sunday, 27 November 2016

Jab mera banda neki karne ka irada karta hai magar usko karta nahi to bhi mai uske liye ek neki likh deta hu

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab mera banda neki karne ka irada karta hai magar usko karta nahi to bhi mai uske liye ek neki likh deta hu
-----------------------
★Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu farmata hai jab mera banda neki karne ka irada karta hai magar usko karta nahi to bhi main uske liye ek neki likh deta hu (kyunki usne neki ka irada kar liya tha) aur agar wo us neki ko kar leta hai to main us ek ke badle 10 se lekar 700 nekiya likh deta hu aur jab kisi burayee ka irada karta hai aur agar wo usey nahi karta to main koi burayee uske liye nahi likhta aur agar karta hai to ek burayee hi likhta hu.
Sahih Muslim, Vol 1, 335
-----------------------
★अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अल्लाह सुब्हानहु फरमाता है की जब मेरा बन्दा नेकी करने का इरादा करता है लेकिन उसको करता नही तो भी मैं उसके लिए एक नेकी लिख देता हूँ(क्योंकि उसने नेकी का इरादा कर लिया था) और अगर वो उस नेकी को कर लेता है तो मै उस एक के बदले 10 से लेकर 700 नेकिया लिख देता हु और जब किसी बुराई का इरादा करता है और अगर उसको नही करता है तो मैं कोई बुराई उसके लिए नही लिखता और अगर करता है तो एक बुराई ही लिखता हूँ
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 335
-----------------------
حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایاکہ اللہ جل جلالہ نے فرمایا جب میرا بندہ نیکی کرنے کا ارادہ کرتا ہے اورپھراس کو کرتا نہیں تو میں اس کے لیے ایک نیکی لکھتا ہوں اور جو کرتا ہے اس نیکی کو تو میں اس کے بدلے دس نیکیوں سے سات سو نیکیوں تک لکھتا ہوں اور جببرائی کا ارادہ کرتا ہے لیکن کرتا نہیں تو وہ برائی میں نہیں لکھتا ، اگر کرتا ہے تو ایک برائی لکھتا ہوں۔
سحى مسلم، جلد 1، 335
-----------------------
★It is narrated on the authority of Abu Huraira that the Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said/Allah, the Great and Glorious, said: Whenever my bondsman intends to do good, but does not do it, I write one good act for him, but if he puts it into practice I wrote from ten to seven hundred good deeds in favour of him.When he intends to commit an evil, but does not actually do it, do not record it. But if he does it, I write only one evil.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 234
-----------------------------