Search This Blog

Showing posts with label Hajj (Pilgrimage). Show all posts
Showing posts with label Hajj (Pilgrimage). Show all posts

Friday, 10 July 2020

Kaba Sharif ka Tawaf ki fazilat

Bismillahhirrahmanirrahim

Kaba Sharif ka Tawaf ki fazilat 
-------------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Aadmee tawaf ke saat chakkar lagaye aur phir do rakat adaa karen usko ek gardan aazad karne ke barabar sawab milta hain, tawaf mai aadmee ko ek qadam uthane aur rakhne par 10 nekiyan milti hain 10 gunah maaf hote hain aur 10 darjat buland kiye jaate hain
Musnad Ahmed-4339-Sahih
-----------------------

✦ रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो आदमी तवाफ़ के सात चक्कर लगाए और फिर दो रकात अदा करें उसको एक गर्दन आज़ाद करने के बराबर सवाब मिलता हैं, तवाफ में आदमी को एक क़दम उठाने और रखने पर 10 नेकियाँ मिलती हैं 10 गुनाह माफ़ होते हैं और 10 दरजात बुलंद किए जाते हैं
मसनद अहमद,4339-सही
-----------------------

 رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا جو آدمی طواف کے سات چکر لگائے اور پھر دورکعت ادا کرے اسے ایک گردن آزاد کرنے کے برابر ثواب ملتا ہے۔  طواف میں آدمی کو ایک ایک قدم اٹھانے اور رکھنے پر دس نیکیاں ملتی ہیں، دس گناہ معاف ہوتے ہیں اور دس درجے بلند کئے جاتے ہیں۔ 
مسند احمد-٤٣٣٩-صحیح
-----------------------

✦ The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said Whoever circles the Kabah seven times and prays two cycles will be rewarded as if he has freed a slave. A man does not raise his foot and bring it back down but that ten good deeds will be written for him, ten bad deeds will be erased, and he will be raised by ten degrees.
Musnad Ahmed,4339-Sahih
------------------------------

Sunday, 4 August 2019

Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai
-------------
✦Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhte hai aur Allah ki raah mein ladte hai , ye log Allah ke nazdeek barabar nahi hai , aur Allah zalim logon ko hidayat nahi deta
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Aayat-19
-----------------------
✦क्या तुमने हाजियों को पानी पिलाना और मस्जिद अल-हराम (काबा) को आबाद करना उनके बराबर जैसा ख्याल कर लिया है जो अल्लाह और आखिरत के दिन पर ईमान रखते हैं और अल्लाह की राह में लड़ते हैं ये लोग अल्लाह के नज़दीक बराबर नहीं हैं और अल्लाह जालिमों को हिदायत नहीं दिया करता
अल~क़ुरान,सुरह तौबा(9),आयत-19
-----------------------
کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد الحرام یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو اللّه اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہےاور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ اللّه کے نزدیک برابر نہیں ہیں  اور اللّه ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا-
القرآن،سورة التوبة(٩)،آیت-١٩
-----------------------
✦Do you consider the providing of drinking water to the pilgrims and the maintenance of Al-Masjidal-Haram (at Makkah) as equal to the worth of those who believe in Allah and the Last Day, and strive hard and fight in the Cause of Allah? They are not equal before Allah. And Allah guides not those people who are the Zalimun (polytheists and wrong-doers).
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Verse-19
------------------------------

Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj

Bismillahhirrahmanirrahim
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj
-------------
✦Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni sari Zindagi mein sirf ek baar Hajj kiya tha
Sahih Bukhari,Hadith-1778
-----------------------
✦रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अपनी सारी ज़िन्दगी में सिर्फ एक बार हज किया था
सही बुखारी,हदिस-1778
-----------------------
رسول اللہ ﷺ نے اپنی سری زندگی میں صرف ایک حج کیا تھا -
صحیح بخاری،حديث-١٧٧٨
-----------------------
✦Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed only one Hajj in his whole life.
Sahih Bukhari,Book-27,Hadith-6
------------------------------

Monday, 27 August 2018

Hajj Karne wala aisa ho jata hai jaise uski Maa ne usko abhi paida kiya ho

Bismillahhirrahmanirrahim
Hajj Karne wala aisa ho jata hai jaise uski Maa ne usko abhi paida kiya ho
-----------------------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jis shaksh ne Allah subhanahu ke liye is tarah Hajj kiya ki na koi fahash (buri) baat ki aur na koi gunaah to wo is tarah wapas aayega jaise uski Maa ne usko abhi paida kiya ho ( yani gunaaho se bilkul paak).
Sahih Bukhari,Jild-2,Hadith-1521
-----------------------
★अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया की जिस शख्स ने अल्लाह सुबहानहु के लिए इस तरह हज किया की न कोई बुरी बात की और न कोई गुनाह तो वो इस तरह वापस आएगा जैसे उसकी माँ उसको अभी पैदा किया हो (यानि गुनाहों से बिलकुल पाक)
सहीह बुखारी,जिल्द-2,हदीस-1521
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے سنا اور انہوں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا کہ
آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس شخص نے اللہ کے لیے اس شان کے ساتھ حج کیا کہ نہ کوئی فحش بات ہوئی اور نہ کوئی گناہ تو وہ اس دن کی طرح واپس ہو گا جیسے اس کی ماں نے اسے جنا تھا۔
صحيح بخارى جلد-٢،حديث-١٥٢١
-----------------------
★Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, Whoever performs Hajj for Allah's pleasure and does not do evil or sins then he will return (after Hajj free from all sins) as if he were born a new.
Sahih Bukhari,Book-26,Hadith-596
-----------------------------------------------------------

Saturday, 18 August 2018

Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai
-----------------------
★Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya baar baar Hajj aur Umrah kiya karo kyunki baar baar Hajj aur umraah karna Gareebi ( Muflisi) aur Gunaahon ko aisey khatam kar deta hai jaisey bhatti lohey ke mail ko khatam kar deti hai.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,1044--Sahih
-----------------------
★उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया बार बार हज और उमरा किया करो क्यूंकि बार बार हज और उमरा करना गरीबी और गुनाहों को ऐसे खत्म कर देता है जैसे भट्टी लोहे के मैल को खत्म कर देती है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-2,हदीस-1044
-----------------------
عمر رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﻧﺒﯽ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺣﺞ ﺍﻭﺭ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﻮ ﯾﮑﮯ ﺑﻌﺪ ﺩﯾﮕﺮﮮ ﺍﺩﺍ ﮐﺮﻭ، ﺍﺱ ﻟﯿﮯ ﮐﮧ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﺑﺎﺭﺑﺎﺭ ﮐﺮﻧﺎ ﻓﻘﺮ ﺍﻭﺭ ﮔﻨﺎﮨﻮﮞ ﮐﻮ ﺍﯾﺴﮯ ﮨﯽ ﺩﻭﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ ﺟﯿﺴﮯ ﺑﮭﭩﯽ ﻟﻮﮨﮯ ﮐﮯ ﻣﯿﻞ ﮐﻮ ۔
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ ﺟﻠﺪ ۲ ۱۰۴۴ ﺻﺤﯿﺢ
-----------------------
★Narrated by Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu that the prophet peace be upon him said Perform Hajj and Umrah one after the another for performing them one after the other removes poverty and sin as the bellows removes impurity from iron.
Sunan Ibn Majah,Book-25,2887-Sahih
-----------------------------------------------------------

Friday, 17 August 2018

Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa

Bismillahhirrahmanirrahim
Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa
-----------------------
★Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Hajar-e-Aswad ke pass aaye aur use Bosa diya aur farmaya ki main khub janta hu tu ek paththar hai , na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa, Agar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko tujhe Bosa dete huye ( chumte huye) na dekhta to main tujhe kabhi bosa na deta.
Sahih Bukhari,Jild-2,Hadith-1597
-----------------------
★अबीस बिन राबिया रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु हज़र-ए-असवद के पास आए और उसे बोसा दिया (चूमा) और फरमाया की मैं खूब जनता हू तू एक पत्थर है , ना किसी को नुकसान पहुँचा सकता है ना ऩफा, अगर रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम को तुझे बोसा देते हुए ( चूमते हुए) ना देखता तो मैं तुझे कभी बोसा ना देता.
सही बुखारी,जिल्द-2,हदिस-1597
-----------------------
ﻋﻤﺮ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺣﺠﺮ ﺍﺳﻮﺩ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ ﺁﺋﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﺳﮯ ﺑﻮﺳﮧ ﺩﯾﺎ ﺍﻭﺭ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ” ﻣﯿﮟ ﺧﻮﺏ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﮧ ﺗﻮ ﺻﺮﻑ ﺍﯾﮏ ﭘﺘﮭﺮ ﮨﮯ، ﻧﮧ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﻧﻘﺼﺎﻥ ﭘﮩﻨﭽﺎ ﺳﮑﺘﺎ ﮨﮯ ﻧﮧ ﻧﻔﻊ۔ ﺍﮔﺮ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﻮ ﺗﺠﮭﮯ ﺑﻮﺳﮧ ﺩﯾﺘﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﻣﯿﮟ ﻧﮧ ﺩﯾﮑﮭﺘﺎ ﺗﻮ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﺗﺠﮭﮯ ﺑﻮﺳﮧ ﻧﮧ ﺩﯾﺘﺎ-
ﺻﺤﯿﺢ​ ﺑﺨﺎﺭى،جلد-٢،حديث-١٥٩٧
-----------------------
★Narrated Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu : Umar Radi Allahu Anhu came near the Black Stone (Hajr-e-Aswad) and kissed it and said No doubt, I know that you are a stone and can neither benefit anyone nor harm anyone. Had I not seen Allah's Apostle Peace be upon him kissing you I would not have kissed you.
Sahih Bukhari,Book-26,Hadith-667
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 15 August 2018

Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega
-----------------------
★Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega.
Al Silsila As Sahiha,Hadith-2146
-----------------------
★अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा
अल सिलसिला अस साहिहा,हदिस-2146
-----------------------
اﺑﻮ ﮨﺮﯾﺮﮦﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺳﮯ ﻣﺮﻭﯼ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﷺ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﺍﺭﺍﺩﮮ ﺳﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ، ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮ ﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮﻧﮯﮐﺎﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﮯ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎﮔﯿﺎ ﺗﻮ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﺠﺎﮨﺪ ﮐﺎ ﺍﺟﺮ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔
ﺍﻟﺴﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٢١٤٦
-----------------------
✦Abu Huraira reported:The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said,Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.
Al Silsila As Sahiha, 2146
-----------------------------------------------------------

Sunday, 12 August 2018

Tawaf ke waqt pahle 3 chakkaro mein ramal karna ( yani tez tez chale jis se quwwat ka izhar ho) sunnat hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Tawaf ke waqt pahle 3 chakkaro mein ramal karna ( yani tez tez chale jis se quwwat ka izhar ho) sunnat hai
-----------------------
★Ibn Abbas Radi Allahu anhuma se rivayat hai ki jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam (Makka) tashrif laye to mushriko ne kaha ki Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam aaye hain aur unke saath aise log aaye hain jinko yasrib (Madina Munawwara) ke bukhar ne kamzor kar diya hai isliye Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne hukm diya ki tawaf ke pahle teen chakkaro mein ramal kare ( yani tez tez chale jis se quwwat ka izhar ho) aur dono yamani rukno ke darmiyan hasab e mamul (normal) chale , Aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne hukm nahi diya tha ki sab phero mein ramal kare isliye ki usmein aasani ho.
Sahih Bukhari,Jild-2,Hadith-1602
-----------------------
★इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की जब रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम (मक्का) तशरीफ़ लाए तो मुशरिकों ने कहा की मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम आए हैं और उनके साथ ऐसे लोग आए हैं जिनको यसरब (मदीना मुनव्वारा) के बुखार ने कमज़ोर कर दिया है इसलिए रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने हुक्म दिया की तवाफ़ के पहले तीन चक्करों में रमल करे ( यानी तेज़ तेज़ चले जिस से क़ुव्वत का इज़हार हो) और दोनो यमानी रुकनों के दरमियाँ हसब ए मामूल (normal) चले , और आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने हुक्म नही दिया था की सब फेरों में रमल करे इसलिए की उसमें आसानी हो
सही बुखारी,जिल्द-2,हदिस-1602
-----------------------
ﺍﺑﻦ ﻋﺒﺎﺱ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮩﻤﺎ ﺳﮯﺭﻭﺍﯾﺖ ﮨﮯ ﮐﯽ ﺟﺐ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ‏( ﻣﮑﮧ ‏) ﺗﺸﺮﯾﻒ ﻻﺋﮯ ﺗﻮ ﻣﺸﺮﮐﻮﮞ ﻧﮯ ﮐﮩﺎ ﮐﮧ ﻣﺤﻤﺪ ‏( ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ‏) ﺁﺋﮯ ﮨﯿﮟ ، ﺍﻥ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﺍﯾﺴﮯ ﻟﻮﮒ ﺁﺋﮯ ﮨﯿﮟ ﺟﻨﮩﯿﮟ ﯾﺜﺮﺏ ‏( ﻣﺪﯾﻨﮧ ﻣﻨﻮﺭﮦ ‏) ﮐﮯ ﺑﺨﺎﺭ ﻧﮯ ﮐﻤﺰﻭﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺎ ﮨﮯ ۔ ﺍﺱ ﻟﯿﮯ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﺣﮑﻢ ﺩﯾﺎ ﮐﮧ ﻃﻮﺍﻑ ﮐﮯ ﭘﮩﻠﮯ ﺗﯿﻦ ﭼﮑﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺭﻣﻞ ‏( ﺗﯿﺰ ﭼﻠﻨﺎ ﺟﺲ ﺳﮯ ﺍﻇﮩﺎﺭ ﻗﻮﺕ ﮨﻮ ‏) ﮐﺮﯾﮟ ﺍﻭﺭ ﺩﻭﻧﻮﮞ ﯾﻤﺎﻧﯽ ﺭﮐﻨﻮﮞ ﮐﮯ ﺩﺭﻣﯿﺎﻥ ﺣﺴﺐ ﻣﻌﻤﻮﻝ ﭼﻠﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺁﭖ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﯾﮧ ﺣﮑﻢ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﯾﺎ ﮐﮧ ﺳﺐ ﭘﮭﯿﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺭﻣﻞ ﮐﺮﯾﮟ ﺍﺱ ﻟﯿﮯ ﮐﮧ ﺍﻥ ﭘﺮ ﺁﺳﺎﻧﯽ ﮨﻮ ۔
ﺻﺤﯿﺢ ﺑﺨﺎﺭﯼ، ﺟﻠﺪ ٢ﺣﺪﯾﺚ ١٦٠٢
-----------------------
★Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma When Allah's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam and his companions came to Mecca, the pagans circulated the news that a group of people were coming to them and they had been weakened by the Fever of Yathrib (Medina). So the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ordered his companions to do Ramal (walking faster) in the first three rounds of Tawaf of the Ka'ba and to walk between the two corners (The Black Stone and Yemenite corner). The Prophet did not order them to do Ramal in all the rounds of Tawaf out of pity for them.
Sahih bukhari,Book-26,Hadith-672
-----------------------------------------------------------

Saturday, 11 August 2018

Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Takbir aur talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai
-----------------------
Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
Takbir : Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaha illAllah Allahu Akbar, Allahu Akbar, Wa lillahil hamd
★Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Talbiya kahne wala ba aawaz e buland talbiya kahta hai to usko khushkhabri di jati hai aur takbir kahne wala jab bhi takbir kahta hai to usko bhi khushkhabri di jati hai , logo ne pucha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya jannat ki (khushkhabri di jati hai) Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ji haan
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan
-----------------------
★अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब भी कोई तलबिया कहने वाला बा आवाज़ ए बुलंद तलबिया कहता है तो उसको खुशख़बरी दी जाती है और तकबीर कहने वाला जब भी तकबीर कहता है तो उसको भी खुशख़बरी दी जाती है , लोगो ने पूछा या रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम क्या जन्नत की (खुशख़बरी दी जाती है) आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जी हाँ
अल-सिलसिला-अस-साहिहा हदीस # 1569
तबरानि , 7987-हसन
-----------------------
ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﮐﻮ ﺗﻠﺒﯿﮧ ﮐﮩﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﺑﺎٓﻭﺍﺯ ﺑﻠﻨﺪ ﺗﻠﺒﯿﮧ ﮐﮩﺘﺎ ﮨﮯ ﺍﺳﮯ ﺧﻮﺷﺨﺒﺮﯼ ﺩﯼ ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ
ﺍﻭﺭ ﺗﻜﺒﯿﺮ ﻛﮩﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﺗﻜﺒﯿﺮ ‏( ﺍﻟﻠﮧ ﺍﻛﺒﺮ ‏) ﮐﮩﺘﺎ ﮨﮯ ﺍﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﺧﻮﺷﺨﺒﺮﯼ ﺩﯼ ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ۔ ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮔﯿﺎ : ﻛﯿﺎ ﺟﻨﺖ ﻛﯽ ‏( ﺧﻮﺷﺨﺒﺮﯼ ﺩﯼ ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ ‏) ؟ ﺍٓﭖ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺟﯽ ﮨﺎﮞ۔
ﺳﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ١٥٦٩
ﻃﺒﺮﺍﻧﯽ ٧٩٨٧ - ﺣﺴﻦ
-----------------------
★Narrated by Abu hurairah Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said when anybody recite Talbiya loudly, he will be given glad tidings (good news) and when anybody recite takbir he will also be given glad tidings (good news) , the people asked , Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam , is it (good news) for paradise ? Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said yes.
Al-Silsila-As-Sahiha-1569
Tabrani , 7987-Hasan
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 3 July 2018

Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye

Bismillahhirrahmanirrahim
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye
-----------------------
★Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye aur tamam umre Dhul Qaida ke mahine mein kiye siwaye us Umre ke jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hajj ke saath kiya
1) Hudaibiya ka Umra bhi Aap ﷺ Dhul Qaida ke mahine mein kiya
2) Phir dusre saal mein Aap  ﷺ ne Dhul Qaida meinumra kiya aur
3) Ek umra Jirana se Aap  ﷺ ne kiya tha jaha Gazwe Hunain ki ganimat Aap  ﷺ ne taqseem ki thi ye bhi Dhul Qaida mein kiya tha
4) Aur ek umra Hajj ke sath kiya ( jo Dhul hajj mein kiya tha).
Saih Bukhari,Jild-5,Hadith-4148
-----------------------
★अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने चार (4) उमरा किए और तमाम उमरे ज़ुल क़ायदा के महीने में किए सिवाए उस उमरे के जो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम नेहज्ज के साथ किया
1) हुदेबिया का उमरा भी आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ज़ुल क़ायदा के महीने में किया
2) फिर दूसरे साल  में आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने ज़ुल क़ायदा में उमरा किया और
3) एक उमरा जिअराना से आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने किया था जहाँ गजवा ए हुनैन की गनीमत आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने तक़सीम की थी ये भी ज़ुलक़ायदा में किया था
4) और एक उमरा हज्ज के साथ किया ( जो ज़ुल हज्ज में किया था)
सही बुखारी, जिल्द 5, 4148
-----------------------
انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے خبر دی کہ رسول اللہ ﷺ نے چار عمرے کئے اور سوا اس عمرے کے جو آپ ﷺ نے حج کے ساتھ کیا  تمام عمرے ذیقعدہ ( کے مہینے ) میں کئے۔حدیبیہ کا عمرہ بھی آپ ﷺ ذی قعدہ ( کے مہینے ) میں کرنے تشریف لے گئے پھر دوسرے سال  آپ ﷺ نے ذی قعدہ میں عمرہ کیااور ایک عمرہ جعرانہ سے آپ  ﷺ نے کیا تھا  جہاں غزوہ حنین کی غنیمت آپ ﷺ نے تقسیم کی تھی۔ یہ بھی ذی قعدہ میں کیا تھااور ایک عمرہ حج کے ساتھ کیا ( جو ذی الحجہ میں کیا تھا ) ۔
صحیح بخاری جلد ٥، ٤١٤٨
-----------------------
★Narrated Anas Radi Allahu Anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  performed four Umras, all in the month of Dhul-Qa'da, except the one which he performed with his Hajj (i.e. in Dhul-Hijja).
1) He ﷺ performed one Umra from Al-Hudaibiyain Dhul- Qa'da
2) another Umra in the following year in Dhul Qa'da
3) A third from Al-Jirana where he ﷺ distributed the war booty of Hunain, in DhulQa'da,
4) And the fourth Umra he ﷺ performed was with his Hajj.
Sahih Bukhari,Book-59,Hadith-469
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 29 May 2018

Dono mahiney (ramzan aur Dhul-Hijja) nakis nahi rahtey hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Dono mahiney (ramzan aur Dhul-Hijja) nakis nahi rahtey hai
-----------------------
★Abdul Rahman bin Abu Bakra Radhi Allahu Anhu ne khabar di aur unhey unkey walid ney ki nabi Karim Sall-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya dono mahiney nakis nahi rahtey hai.Murad ramzan aur Dhul-Hijja ke dono mahiney hai.
Sahih Bukhari, Jild-3,Hadith-1912
-----------------------
★अब्दुल रहमान बिन अबू बकर रदि अल्लाहु अन्हु ने खबर दी और उन्हें उनके वालिद ने की नबी करीम सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया दोनों महीने नाकिस नही रहते हैं, मुराद रमज़ान और ज़िल हिज्जा के दोनों महीने है
सही बुखारी,जिल्द-3,हदिस-1912
-----------------------
عبدالرحمٰن بن ابی بکرہ رضی اللہ عنہ نے خبر دی اور انہیں ان کے والد نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا دونوں مہینے ناقص نہیں رہتے ۔ مراد رمضان اور ذی الحجہ کے دونوں مہینے ہیں ۔
صحیح بخاری،جلد٣،حديث-١٩١٢
-----------------------
★Narrated Abu Bakra The Prophet (ﷺ) said, "The two months of `Id i.e. Ramadan and Dhul-Hijja, do not decrease (in superiority).
Sahih Bukhari,Book-31-Hadith-136
------------------------------

Monday, 19 February 2018

ALLAH subhanahu ka karz ada karney ka haq zyada hai

Bismillahhirrahmanirrahim
ALLAH subhanahu ka karz ada karney ka haq zyada hai
-----------------------
★Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya ki mere walid ki wafat ho gayi aur wo hajj nahi kar sakey , kya main unki janib se hajj kar sakta hu, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tumhare walid sahib par karz hota to kya tum unki taraf se wo karz ada kartey ? usney kaha ji haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir Allah subhanahu ka karz ada karney ka haq zyada hai.
Sunan Nasaii,Jild-2,550-Hasan
-----------------------
★इब्न अब्बास रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि एक सख्स ने रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम से फ़रमाया मेरे वालिद की वफात हो गयी और वो हज नही कर सके, क्या मैं उनकी जानिब से हज कर सकता हु? आप सल अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया अगर तुम्हारे वालिद साहेब पर कर्ज होता तो क्या तुम उनकी तरफ से वो कर्ज़ अदा करते? उसने कहा जी हाँ . तो आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया फिर अल्लाह सुब्हानहु का कर्ज अदा करने का हक़ ज्यादा है
सुनन नसाई,जिल्द-2,550-हसन
-----------------------
ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما نقل کرتے ہیں ایک دن خدمت نبوی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم میں ایک شخص نے عرض کیا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ سلم! میرے والد کی وفات ہوگئی ہے وہ حج نہیں کر سکے تھے کیا میں ان کی جانب سے حج ادا کر سکتا ہوں؟ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا اگر تمہارے والد صاحب قرض چھوڑتے تو کیا تم ان کا قرض ادا کرتے؟ اس نے عرض کیا جی ہاں۔ اس پر آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا پھر اللہ تعالیٰ کا قرضہ ادا کرنے کا زیادہ حق ہے۔
سنن نسائی،جلد-٢،حديث-٥٥٠-حسن
-----------------------
★It was narrated that Ibn ‘Abbas said: “A man said: ‘Messenger of Allah صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم! My father has died and he did not perform Hajj; shall I perform Hajj on his behalf?’ He said: ‘Don’t you think that if your father owed a debt you would pay it off?’ He said: ‘Yes.’ He said: ‘The debt owed to Allah is more deserving (of being paid off).”
Sunan Nasai,Book-24,Hadith-2640-Hasan
-----------------------------------------------------------

Monday, 12 February 2018

Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai
-----------------------
★Beshak logon ke waste jo sabse pahla ghar muqarrar huwa wo yahi hai jo makka mein barkat wala hai aur sare jahan ke logon ke liye rahnuma hai Ismein Zahir nishaniyah hain , Muqam-e-Ibrahim hai, aur jo usmein dakhil ho jaye wo aman wala ho jaata hai aur logon par is ghar ka HAJJ karna Allah ka haq hai jo shaksh ustak pahunchne ki taqat rakhta ho, aur jo inkaar kare to phir Allah jahan walon se be parwah hai.
Al~Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Aayat-96-97
-----------------------
★बेशक लोगों के वास्ते जो सबसे पहला घर मुक़र्रर हुआ वो यही है जो मक्का में बरकत वाला है और सारे जहाँ के लोगों के लिए रहनुमा है इसमें ज़ाहिर निशानियां हैं , मुक़ाम-ए-इब्राहिम है, और जो उसमें दाखिल हो जाए वो अमन वाला हो जाता है और लोगों पर इस घर का हज करना अल्लाह का हक़ है जो शख्स उस तक पहुँचने की ताक़त रखता हो, और जो इनकार करे तो फिर अल्लाह जहाँ वालों से बेपरवाह है
अल~क़ुरान,सुरह आल-ए-इमरान(3),आयत -96-97
-----------------------
بیشک سب سے پہلا گھر جو لوگوں ( کی عبادت ) کے لئے بنایا گیا وہی ہے جو مکہّ میں ہے ، برکت والا ہے اور سارے جہان والوں کے لئے ( مرکزِ ) ہدایتہے  اس میں کھلی نشانیاں ہیں ( ان میں سے ایک )ابراہیم ( علیہ السلام ) کی جائے قیام ہے ، اور جو اس میں داخل ہوگیا امان پا گیا ، اور اللہ کے لئے لوگوں پر اس گھر کا حج فرض ہے جو بھی اس تک پہنچنے کی استطاعت رکھتا ہو ، اور جو ( اس کا ) منکر ہو تو بیشک اللہ سب جہانوں سے بے نیاز ہے
القرآن،سورة آل عمران(٣)،آیت-٩٦-٩٧
-----------------------
★Verily, the first House (of worship) appointed for mankind was that at Bakkah (Makkah), full of blessing, and a guidance for Al-'Alamin (mankind and jinn). In it are manifest signs (for example), the Maqam (place) of Ibrahim (Abraham); whosoever enters it, he attains security. And Hajj (pilgrimage to Makkah) to the House (Ka'bah ) is a duty that mankind owes to Allah, those who can afford the expenses (for one's conveyance, provision and residence); and whoever disbelieves [i.e. denies Hajj (pilgrimage to Makkah), then he is a disbeliever of Allah], then Allah stands not in need of any of the 'Alamin (mankind, jinn and all that exists) .
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Verse:96-97
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 17 January 2018

Agar tum mein se koi mujhe salam karta hai to main uske salam ka jawab deta hu

Bismillahhirrahmanirrahim
Agar tum mein se koi mujhe salam karta hai to main uske salam ka jawab deta hu
-----------------------
Allahumma Salli Wa Sallim Ala Muhammad
----------
http://sunnah.com/abudawud/11/321
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum mein se koi mujhe salam karta hai to Allah Subhanhu meri rooh ko wapas lauta deta hai aur main uskey salam ka jawab deta hu.
Sunan Abu Dawud,Jild-2,273-Hasan
-----------------------
★अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अगर तुम में से कोई मुझे सलाम करता है तो अल्लाह सुबहानहु मेरी रूह को वापस लौटा देता है और मैं उसके सलाम का जवाब देता हूँ
सुनन अबू दाऊद,जिल्द-2,273-हसन
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : ” مجھ پر جب بھی کوئی سلام بھیجتا ہے تو اللہ تعالیٰ میری روح مجھے لوٹا دیتا ہے یہاں تک کہ میں اس کے سلام کا جواب دیتا ہوں “ ۔
سنن ابو داوود،جلد-٢، حديث-٢٧٣-حسن
-----------------------
★Narrated Abu Hurairah Radi Allahu Anhu :The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: If any one of you greets me, Allah returns my soul to me and I respond to the greeting.
Sunan Abu Dawud,Book-10,2036-Hasan
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 16 November 2016

Tumhara durud mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho

Bismillahhirrahmanirrahim
Tumhara durud mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho
-----------------------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Mujh par Durud bhejtey rahna kyunki tumhara durud mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho.
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 274-Sahih
-----------------------
★अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की मुझपर दुरुद भेजते रहना क्योंकि तुम्हारा दुरुद मुझतक पहुँच दिया जाता है,चाहे तुम किसी भी जगह हो
सुनन अबु दावूद,जिल्द 2, 274-सही
-----------------------
★ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اور میرے اوپر درود بھیجا کرو کیونکہ تم جہاں بھی رہو گے تمہارا درود مجھے پہنچایا جائے گا ۔
سنن ابو داؤد،جلد 2، 274-صحیح
-----------------------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu said that The Prophet peace be upon him said: invoke blessings on me, for your blessings reach me wherever you may be.
Sunan Abu Dawud,Book 10,2037-Sahih

Monday, 19 September 2016

Hajj Se Wapas Aane Wale Masoom Bacchon ki Tarah Gunahon se Paak

Bismillahhirrahmanirrahim
*Hajj Se Wapas Aane Wale Masoom Bacchon ki Tarah Gunahon se Paak*
------------------
✦RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: “Jo koi Allah ke Liye Hajj kare aur na koi Fahesh baat kare aur na kisi Gunah ka Irtekab to wo Aisa Paak ho kar Lautega Jaisa ke Aaj hi us ki Maa ne use Jana ho.”
*[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol. 2 :: Hadith 1521]*
------------------
✦रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने इरशाद फ़रमाया की जो कोई अल्लाह के लिए हज करे और ना कोई फहस बात करे और ना किसी गुनाह का इर्तेकाब तो वो ऐसा पाक होकर लौटेगा जैसा की आज ही उस की माँ ने उसे जना हो
------------------
✦ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے سنا اور انہوں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس شخص نے اللہ کے لیے اس شان کے ساتھ حج کیا کہ نہ کوئی فحش بات ہوئی اور نہ کوئی گناہ تو وہ اس دن کی طرح واپس ہو گا جیسے اس کی ماں نے اسے جنا تھا۔
------------------
✦The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever performs Hajj for Allah's pleasure and does not have sexual relations with his wife, and does not do evil or sins then he will return (after Hajj free from all sins) as if he were born anew."
*[Sahih Bukhari :: Vol. 2 :: Book 26 :: Hadith 596]*
------------------------------

Wednesday, 14 September 2016

Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal

Bismillahhirrahmanirrahim
*Jo Log Gareebi ki wajah se Haj nahi kar paye unke liye sawab kamane ka ek aasan amal*
-----------------------
✦Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ne farmaya nadar (gareeb) log Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur kaha ki Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne wali jannat hasil kar chuke halanki jis tarah hum namaz parhte hain wo bhi parhte hain aur jaise hum roze rakhte hain wo bhi rakhte hain lekin maal wa Daulat ki wajah se unhe hum par fowqiyat hasil hai ki uski wajah se wo HAJJ karte hain Umrah karte hain Jihad karte hain aur sadqa dete hain aur hum Mohtaji ki wajah se un kaamo ko nahi kar paate is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki main tumhe ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karoge to jo log tumse aage bad chuke hain tum un tak pahunch jaoge aur tumhare martabe tak phir koi nahi pahunch sakta aur tum sabse achche ho jaoge siwa unke jo yahi amal shuru kar de Har namaz ke baad 33 martaba Tasbeeh ( Subhanallah) aur Tamheed ( Alhamdulillah) aur Takbeer ( Allahu Akbar) kaha karo phir hum main Ikhtilaf ho gaya kisi ne kaha ki hum tasbeeh 33 martaba , tamheed 33 martaba aur takbeer 34 martaba kahe . Maine is par Aap Sallallaho Alaihewasallam se dobara malum kiya to Aap SallallahoAlaihe wasallam ne farmaya Subhanallah aur Alhamdulillah aur Allahu akbar kaho taki har ek unmein se 33 martaba ho jaye.
*Sahih Bukhari, Vol 2, #843*
-----------------------
✦अबु हुरैरा रदि अल्लाहु ने फ़रमाया की गरीब लोग नबी सल-अल्लाहु अलैहि वसलम के खिदमत में हाजिर हुए और फरमाया की अमीर और रईस लोग बुलंद दर्जात हासिल कर चुके हालांकि जिस तरह हम नमाज पढ़ते है वो भी पढ़ते है और जैसे हम रोज़े रखते है वो भी रखते है लेकिन माल और दौलत के वजह से उन्हें हम पर फ़ोकीयत हासिल है की उसकी वजह से वो हज करते है उमरा करते है जिहाद करते है सदका देते है और हम मोहताजी के वजह से उन कामो को नही कर पाते इस पर आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की मै तुम्हे एक ऐसा अमल बताता हु की अगर तुम उसकी पाबन्दी करोगे तो जो लोग तुमसे आगे बढ़ चुके है तुम उन तक पहुच जाओगे और तुम्हारे मर्तबे तक फिर कोई नहीं पहुच सकता और तुम सबसे अच्छे हो जाओगे सिवाए उनकर जो यही अमल शुरू कर दे हर नमाज के बाद 33 मर्तबा तस्बीह(सुभानअल्लाह)और तमहीद (अल्हम्दुलिल्लाह)और तकबीर(अल्लाहु अकबर)कहा करो और फिर हम में इख़्तिलाफ़ हो गया किसी ने कहा की हम तस्बीह 33 मर्तबा तमहीद 33 मर्तबा और तकबीर 34 मर्तबा कहे।मैंने इस पर आप सल अल्लाहु अलैहि वसलम से दुबारा मालूम किया तो आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की सुभानअल्लाह और अल्हमदुल्लिल्लाह और अल्लाहु अकबर कहो ताकि हर एक उनमे से 33 मर्तबा हो जाए
*सही बुखारी,जिल्द-2,हदीस-843*
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا کہ نادار لوگ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور کہا کہ امیر و رئیس لوگ بلند درجات اور ہمیشہ رہنے والی جنت حاصل کر چکے حالانکہ جس طرح ہم نماز پڑھتے ہیں وہ بھی پڑھتے ہیں اور جیسے ہم روزے رکھتے ہیں وہ بھی رکھتے ہیں لیکن مال و دولت کی وجہ سے انہیں ہم پر فوقیت حاصل ہے کہ اس کی وجہ سے وہ حج کرتے ہیں۔ عمرہ کرتے ہیں۔ جہاد کرتے ہیں اور صدقے دیتے ہیں (اور ہم محتاجی کی وجہ سے ان کاموں کو نہیں کر پاتے) اس پر آپ نے فرمایا کہ لو میں تمہیں ایک ایسا عمل بتاتا ہوں کہ اگر تم اس کی پابندی کرو گے تو جو لوگ تم سے آگے بڑھ چکے ہیں انہیں تم پالو گے اور تمہارے مرتبہ تک پھر کوئی نہیں پہنچ سکتا اور تم سب سے اچھے ہو جاؤ گے سوا ان کے جو یہی عمل شروع کر دیں ہر نماز کے بعد تینتیس تینتیس مرتبہ تسبیح «سبحان الله»،‏‏‏‏ تحمید «الحمد لله»،‏‏‏‏ تکبیر «الله أكبر» کہا کرو۔ پھر ہم میں اختلاف ہو گیا کسی نے کہا کہ ہم تسبیح «سبحان الله» تینتیس مرتبہ، تحمید «الحمد لله» تینتیس مرتبہ اور تکبیر «الله أكبر» چونتیس مرتبہ کہیں گے۔ میں نے اس پر آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے دوبارہ معلوم کیا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ «سبحان الله»،‏‏‏‏ «الحمد لله» اور «الله أكبر» کہو تاآنکہ ہر ایک ان میں سے تینتیس مرتبہ ہو جائے۔
-----------------------
✦Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Some poor people came to the Prophet Peace be upon him and said, The wealthy people will get higher grades and will have permanent enjoyment and they pray like us and fast as we do. They have more money by which they perform the hajj, and 'Umra; fight and struggle in Allah's Cause and give in charity. The Prophet Peace be upon him said, Shall I not tell you a thing upon which if you acted you would catch up with those who have surpassed you? Nobody would overtake you and you would be better than the people amongst whom you live except those who would do the same. Say Subhanallah, Alhamdulillah and AllahuAkbar thirty three times each after every (compulsory) prayer. We differed and some of us said that we should say, Subhanallah thirty times and Alhamdulillah thirty times and Allahu Akbar thirty four times. I went to the Prophet Peace be upon him who said, Say, Subhanallah and Alhamdulillah and Allahu Akbar all together for 33times.
*Sahih Bukhari, Book 12, Hadith 804*
------------------------------

Sunday, 11 September 2016

Sab paththar, Darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hai

Bismillahhirrahmanirrahim
*تلبیہ  » لَبَّيْكَ اللَّهُمَّ لَبَّيْكَ لَبَّيْكَ لاَ شَرِيكَ لَكَ لَبَّيْكَ إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ لاَ شَرِيكَ لَكَ «*
--------------
✦ Sahl bin Sad As-Saidi Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jab Talbiya (Labbaika Allahuma Labbaika.......)kahne wala Talbiya kahta hai to uske daye ( right side) aur baye (left side) zameen ke dono kinaro tak sab paththar, Darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hai.
*Sunan Ibn Majah, Vol 2 , # 1078 (Hasan)*
*Talbiyah* Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
(Translation of Talbiyah: Hazir hu main teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main teri khidmatmein, Hazir hu mein koi sharik nahi tera beshaq sab taarif aur naimat tere liye hi hai aur mulk tera hi hai Aur tera koi sharik nahi
*Sahih Muslim, Vol 3, 2811*
--------------
✦ सहल बिन साद अस शैदी रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया की तलबिया(लब्बैक अल्लाहुमा लब्बैक........) कहने वाला जब तलबिया कहता है तो उसके दाहीने (राईट) और बायें(लेफ्ट) ज़मीन के दोनों किनारो तक सब पत्थर दरख़्त और ढेले भी तलबिया कहते है
*तलबिया*-लब्बैक अल्लाहुमा लब्बैक,लब्बैक ला शरीक लका लब्बैक,इन्न्नल हमदा वा निमता लका वल मुल्क ला शरीक लका
*तर्जुमा*-हाजिर हु मैं तेरी खिदमत में ,या अल्लाह हाजिर हु मैं तेरी खिदमत में,हाजिर हु मैं, कोई शरीक नही तेरा,बेशक सब तारीफ़ और नेमत तेरे ही लिये है और मुल्क तेरा ही है और तेरा कोई शरीक नही
--------------
✦ رسول اللہ صلی اللہ علیہ  نے فرمایا: جب کوئی تلبیہ کہنے والا تلبیہ( لبیک اللہم لبیک لبیک ......) کہتا ہے، تو اس کے دائیں اور بائیں دونوں جانب سے درخت، پتھر اور ڈھیلے سبھی تلبیہ کہتے ہیں،
*تلبیہ*  لبیک اللہم لبیک لبیک لا شریک لک لبیک ان الحمد والنعمۃ لک والملک لا شریک لک
*ترجما* -میں بار بار حاضر ہوں اے اللہ ! تیرے حضور حاضر ہوں میں حاضر ہوں یقیناً تعریفیں اور ساری نعمتیں تیری ہیں اور ساری بادشاہت بھی تیری ہے ۔)کسی بھی چیز میں ( تیرا کو ئی شریک نہیں ۔
--------------
✦ It was narrated from Sahl bin Sad As-Saidi that the Messenger of Allah Peace be upon him said: There is no (pilgrim) who recites the Talbiyah but that which is to his right and left also recites it, rocks and trees and hills, to the farthest ends of the earth in each direction, from here and from there
*Sunan Ibn Majah, Vol 4 , # 2921 (Hasan)*
Talbiya : Labbaika Allahumma Labbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmulk, La sharika Laka
(English Translation of Talbiyah: I respond to Yourcall O Allah, I respond to Your call, and I am obedient to Your orders, You have no partner, I respond to Your call All the praises and blessingsare for You, All the sovereignty is for You, And You have no partners with you.
*Sahih Muslim, Book 007, Number 2667*
------------------------------

Wednesday, 7 September 2016

Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai
---------
✦ Aisha Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai, Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain ?
*Sahih Muslim, Vol 3, 3288*
------------------------------
✦ आयशा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अरफा से बढ़कर कोई दिन ऐसा नही जिसमे अल्लाह सुब्हानहु अपने बन्दों को आग से आज़ाद करता हो जितना की अरफा के दिन आज़ाद करता है अल्लाह सुब्हानहु करीब से करीब होता है और फरिश्तों के सामने बन्दों का हाल देख कर फख्र करता है और फरमाता है की ये किस इरादे से जमा हुए है ?
------------------------------
✦ حضرت عائشہ رضی اللہ عنہا سے روایت ہے وہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہﷺ نے فرمایا: اللہ تعالی عرفہ کے دن سے زیادہ کسی دن اپنے بندوں کودوزخ سے آزاد نہیں کرتا اور اللہ اپنے بندوں کے قریب ہوتا ہے اور فرشتوں کے سامنے اپنے بندوں پر فخر کرتاہے کہ یہ بندے کس ارادے سے آئے ہیں؟
------------------------------
✦ It was narrated from Ibn Musayyab that Aishah Radi allahu anha said that the Messenger of Allahsallallahu alaihi wasallam said: “There is no day on which Allah ransoms more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: ‘What do these people want?’”
*Sahih Muslim, Book 7, # 3126*
------------------------------
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
**************************
------------------------------

Wednesday, 24 August 2016

7 aadmiyon ki taraf se ek oont (camel) aur 7 Aadmiyon ki tataf se ek gaay (cow) ki Qurabani ki

Bismillahhirrahmanirrahim
7 aadmiyon ki taraf se ek oont (camel) aur 7 Aadmiyon ki tataf se ek gaay (cow) ki Qurabani ki
---------------------
✦Jabir ibn Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hudaybiyyah waley saal me humney Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ke saath milkar 7 aadmiyon ki taraf se ek oont (camel) ki qurbani ki aur 7 Aadmiyon ki tataf se ek gaay (cow) ki Qurabani ki
--------------------
✦जाबिर बिन अब्दुल्ला रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायात है की हुदैबिया वाले साल में हमने रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम के साथ मिलकर सात (7) आदमियो के तरफ से एक (1) ऊँट की क़ुरबानी की और सात (7) आदमियो के तरफ से एक (1) गाय की क़ुरबानी की
----------------------
✦حضرت جابر بن عبداللہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہےوہ فرماتے ہیں کہ ہم نے رسول اللہ ﷺکے ساتھ حدبییہ والے سال سات آدمیوں کی طرف سے ایک اونٹ ذبح کیا اور سات آدمیوں کی طرف سے ایک گائے بھی ذبح کی۔
---------------------
✦Jabir bin Abdullah (Allah be pleased with him) reported:In the year of Hudaibiya (6 H ), we, along with Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam sacrificed a camel for seven persons and a cow for seven persons.
Sahih Muslim, Vol 3,  3185
------------------------------