Search This Blog

Showing posts with label Sunan Ibn Majah. Show all posts
Showing posts with label Sunan Ibn Majah. Show all posts

Monday, 7 June 2021

Jab koi shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to …………

Bismillahhirrahmanirrahim

Jab koi shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to …………
-------------

✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek sahib ki madina mein maut huyee aur uki paidayeesh bhi madina mein huyee thi , phir Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne unka janaza padhne ke baad farmaya , kaash wo apne paida hone ki jagah par na mar kar kisi aur mulk ya shahar mein marta , ek shaksh ne arz kiya Kyu ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ? Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi (muslim) shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to usko apne paidayeesh ke muqam se lekar maut ke muqam tak ke faasle ki jagah Jannat mein di jayegi.
Sunan Ibn majah,Jild-1,1614-Hasan
Sahih Ibn Hibban, 3010
-----------------------

✦ अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की एक साहिब की मदीना में मौत हुई और उसकी पैदाईश भी मदीना में हुई थी, फिर आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने उनका जनाज़ा पढ़ने के बाद फरमाया , काश वो अपने पैदा होने की जगह पर ना मर कर किसी और मुल्क या शहर में मरता , एक शख्स ने अर्ज़ किया क्यूँ या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ? आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब कोई (मुस्लिम) शख्स अपने पैदाईश के मुक़ाम पर ना मर कर किसी और जगह मर जाए तो उसको अपने पैदाईश के मुक़ाम से लेकर मौत के मुक़ाम तक के फ़ासले की जगह जन्नत में दी जाएगी.
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,1614-हसन
सही इब्न हिब्बान,3010
-----------------------

مدینہ ہی میں پیدا ہونے والے ایک شخص کا مدینہ میں انتقال ہو گیا، تو نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے اس کی نماز جنازہ پڑھائی اور فرمایا: کاش کہ اپنی جائے پیدائش کے علاوہ سر زمین میں انتقال کیا ہوتا ایک شخص نے پوچھا: کیوں اے اللہ کے رسول؟ تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب آدمی کا انتقال اپنی جائے پیدائش کے علاوہ مقام میں ہوتا ہے، تو اس کی پیدائش کے مقام سے لے کر موت کے مقام تک جنت میں اس کو جگہ دی جاتی ہے-
سنن ابن ماجه،جلد-١,حديث-١٦١٤-حسن صحيح ابن حبان،حديث-٣٠١٠
-----------------------

✦ It was narrated that Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu said “A man died in Al- Madinah, and he was one of those who were born in Al-Madinah. The Prophet (ﷺ) offered the funeral prayer for him and said: “Would that he had died somewhere other than his birthplace.” A man among the people said: “Why, O Messenger of Allah?” He Sal-Allahu Alaihi wasallam said: If a (muslim) man dies somewhere other than his birthplace, a space will be measured for him in Paradise (as big as the distance) from the place where he was born to the place where he died.
Sunan Ibn Majah,Book-6,1614-Hasan
Sahih Ibn Hibban,3010
------------------------------

Jo shaksh ye pasand karta ho ki Quran ko bilkul usee tarah tilawat kare jis tarah se nazil hua tha to...

Bismillahhirrahmanirrahim

Jo shaksh ye pasand karta ho ki Quran ko bilkul usee tarah tilawat kare jis tarah se nazil hua tha to...
-------------

✦ Abdullah bin Masud Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Hazrat Abu bakr aur umar radi allahu anhuma ne unko khushkhabri di ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh ye pasand karta ho ki Quran ko bilkul usee tarah tilawat kare jis tarah se nazil hua tha to usko chahiye ki isko Ibn Umm Abd (yani Abdullah bin masood Radi allahu anhu) ki tarah tilawat kare.
Sunan Ibn Majah,Book-1,Hadith 138-Sahih
-----------------------

✦ अब्दुल्ला बिन मसूद रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि हजरत अबू बक्र और उमर रदि अल्लाहु अन्हुमा ने उनको खुशखबरी दी कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जो शख्स ये पसन्द करता हो कि कुरान को बिल्कुल उसी तरह तिलावत करे जिस तरह से नाज़िल हुआ था तो उसको चाहिए कि इसको इब्न उम्म अब्द(यानी अब्दुल्ला बिन मसूद रदि अल्लाहु अन्हु) की तरह तिलावत करे
सुनन इब्न माज़ा,हदिस-138-सही
-----------------------

عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ ابوبکرو عمر رضی اللہ عنہما نے انہیں بشارت سنائی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ہے: جو شخص چاہتا ہو کہ قرآن کو بغیر کسی تبدیلی اور تغیر کے ویسے ہی پڑھے جیسے نازل ہوا ہے تو ام عبد کے بیٹے ( عبداللہ بن مسعود ) کی قراءت کے مطابق پڑھے-
سنن ابن ماجه،حديث-١٣٨-صحيح
-----------------------

✦ It was narrated from 'Abdullah bin Mas'ud that: Abu Bakr and 'Umar gave him the glad tidings that the Messenger of Allah had said: Whoever would like to recite the Qur'an as fresh as when it was revealed, let him recite it like Ibn Umm 'Abd.
Sunan Ibn Majah,Book-1, Hadith-138-Sahih
------------------------------

Monday, 5 October 2020

Teen baatein aisee hain Mazak mein kahna bhi haqeeqat ho jata hai

Bismillahhirrahmanirrahim

Teen baatein aisee hain Mazak mein kahna bhi haqeeqat ho jata hai 
-------------

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen baatein aisee hain jisko haqeeqat mein kahna bhi haqeeqat hai aur Mazak mein kahna bhi haqeeqat ho jata hai , Nikah , Talaq aur ruju (yani talaq ke baad biwi ko wapas apna lena).
Sunan Ibn Majah,JIld-2,Hadith-196-Sahih
-----------------------

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तीन बातें ऐसी हैं जिसको हक़ीक़त में कहना भी हक़ीक़त है और मज़ाक में कहना भी हक़ीक़त हो जाता है निकाह , तलाक और रुजू (यानि तलाक के बाद बीवी को वापस अपना लेना).
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-2,हदिस-196-सही
-----------------------

ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تین کام ہیں جو سنجیدگی سے کرنا بھی حقیقت ہے، اور مذاق کے طور پر کرنا بھی حقیقت ہے، ایک نکاح، دوسرے طلاق، تیسرے ( طلاق سے ) رجعت ۱؎۔ 
سنن ابن ماجہ،جلد- ۲ ،حديث-۱۹۶-صحيح
-----------------------

✦  It was narrated from Abu Hurairah Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "There are three matters in which seriousness is serious and joking is serious: marriage, divorce and taking back (one's wife).
Sunan Ibn Majah,Book-10,Hadith-2039-Sahih
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 23 June 2020

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye

Bismillahhirrahmanirrahim

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye 
-------------

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,Hadith-570–Sahih
-----------------------

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन की रूह (मौत के बाद भी)क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए.
सुनन ईब्न माजा,जिल्द-2,हदिस-570–सही
-----------------------

 ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: آدمی کی جان اس کے قرض کے ساتھ لٹکی رہتی ہے یہاں تک کہ اس کی طرف سے ادائیگی کر دی جائے-
سنن ابن ماجہ،جلد-۲،حديث- ۵۷۰-صحيح
-----------------------

✦  It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off.
Sunan Ibn Majah,Book-15,Hadith-2413-Sahih
------------------------------

Sunday, 31 May 2020

Khane peene ki cheezo ko zakheera banakar rakh le (yani uski jama khori kare) to ...

Bismillahhirrahmanirrahim

Khane peene ki cheezo ko zakheera banakar rakh le (yani uski jama khori kare) to ...
-------------

✦ Umar bin khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo musalmano ke khane peene ki cheezo ko zakheera banakar rakh le (yani uski jama khori kare) to Allah subahanhu usko kodh ke marz aur muflisi mein mubtala farmayega.
Sunan Ibn Maja,Jild-2,Hadith-312–Hasan
-----------------------

✦ उमर बिन खत्ताब रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु ने फरमाया जो मुसलमानों के खाने पीने की चीज़ों को जखीरा बनाकर रख ले ( यानी उसकी जमाखोरी करे ) तो अल्लाह सुब्हानहु उसको कोढ़ के मर्ज और मुफलिसी में मुब्तला फरमाएगा.
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-2,हदिस-312-हसन
-----------------------

عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا: جو مسلمانوں کے کھانے کی چیزوں کی ذخیرہ اندوزی کرے گا، اللہ تعالیٰ اسے جذام  ( کوڑھ )  یا افلاس  ( فقر )  میں مبتلا کر دے گا-
سنن ابن ماجه،جلد-٢،حديث-٣١٢-حسن
-----------------------

✦ It was narrated that Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu said I heard the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam say: whoever hoards (stores) food from the Muslims, Allah will afflict him with leprosy and bankruptcy.
Sunan Ibn Maja,Book-12,Hadith-2155-Hasan
------------------------------

Friday, 1 May 2020

Jab tum mein se koi roza iftar karne lage to khajur se iftar kare aur agar...

Bismillahhirrahmanirrahim

Jab tum mein se koi roza iftar karne lage to khajur se iftar kare aur agar...
-------------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi roza iftar kare to khajur se kare  aur agar khajur na mile to paani se kare kyunki paani paak karne wala hai.
Sunan Ibn Majah,Jild-1,Hadith-1699-Sahih
-----------------------

✦ रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जब तुम में से कोई इफ़्तार करे तो खजूर से करे और अगर खजूर ना मिले तो पानी से करे क्यूंकि पानी पाक करने वाला है  
सुनन इब्न माजा,जिल्द-1,हदिस1699-सही
-----------------------

 رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جب تم میں سے کوئی افطار کرے تو کھجور سے کرے  اور اگر کھجور نہ ملے تو پانی سے کرے کیونکی پانی پاک کرنے والا ہے-
سنن ابن ماجہ جلد ١ حدیث ١٦٩٩ -صحیح
-----------------------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said When any one of you breaks his fast, let him break it with dates. If he cannot find dates, then let him break it with water, for it is a means of purification.
Sunan Ibn Majah,Book-7, 1699-Sahih
------------------------------

Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen) to Farishte uske liye dua karte hain

Bismillahhirrahmanirrahim

Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen)  to Farishte uske liye dua karte hain 
-------------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen)  to Farishte uske liye dua karte hain.
Sunan Ibn Maja,Book-1,Hadith-1748
-----------------------

✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया रोज़ेदार के सामने जब खाना खाया जाए (और वो सब्र करे) तो फ़रिश्ते उसके लिए दुआ करते हैं 
सुनन इब्न माजा,जिल्द-1,1748-हसन
-----------------------

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا روزہ دار کے سامنے جب کھانا کھایا جائے ( اور وہ صبر کرے )  تو فرشتے اس کے لیے دعا کرتے ہیں ۔ 
سنن ابن ماجہ جلد ١-١٧٤٨-حسن
-----------------------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said If food is eaten in the presence of one who is fasting (and he keep patience), the angels send blessing upon him
Sunan Ibn Maja,Book-7,Hadith-1748
------------------------------

Tuesday, 14 April 2020

Jo sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi

Bismillahhirrahmanirrahim

Jo sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi
-------------

✦Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi, aur agar wo us dauran mar gaya to dozakh mein jayega agar usne tauba kar li to Allah qubul farmayega. Aur phir dobara sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi, aur agar wo us dauran mar gaya to dozakh mein jayega agar usne tauba kar li to Allah qubul farmayega. Phir agar usne teesri baar phir sharab pee li to Allah subhanahu usko Qayamat ke din Radgat-AlKhabal jarur peelayenge Sahaba Radi Allahu Anhu ne arz kiya ki eh Allah ke Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Radgat Al Khabal kya cheez hai, farmaya dozakhiyo ka khoon aur peep.
Sunan Ibn Maja,Jild-3,Hadith-258-Sahih
-----------------------

✦अब्दुल्लाह बिन अम्र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शराब पीए और नशे में मस्त हो जाए तो उसकी नमाज़ चालिस (40) रोज़ तक क़ुबूल नही होगी, और अगर वो उस दौरान मर गया तो दोज़ख़ में जाएगा अगर उसने तौबा कर ली तो अल्लाह क़ुबूल फरमाएगा. और फिर दोबारा शराब पीए और नशे में मस्त हो जाए तो उसकी नमाज़ चलिस (40) रोज़ तक क़ुबूल नही होगी, और अगर वो उस दौरान मर गया तो दोज़ख़ में जाएगा अगर उसने तौबा कर ली तो अल्लाह क़ुबूल फरमाएगा. फिर अगर उसने तीसरी बार फिर शराब पी ली तो अल्लाह सुबहानहू उसको क़यामत के दिन रदगत-अलख़बाल ज़रूर पीलाएँगे सहाबा रदी अल्लाहू अन्हु ने अर्ज़ किया की एह अल्लाह के रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  रदगत-अलख़बाल क्या चीज़ है, फरमाया दोज़ख़ियो का खून और पीप.
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,हदिस-258-सही
-----------------------

عبداللہ بن عمرو رضی اللہ عنہما کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شراب پی کر مست ہو جائے ( نشہ ہو جائے ) اس کی نماز چالیس روز تک قبول نہیں ہوتی، اور اگر وہ اس دوران مر جائے تو وہ جہنم میں جائے گا، لیکن اگر وہ توبہ کر لے تو اللہ تعالیٰ اس کی توبہ قبول فرمائے گا، پھر اگر وہ توبہ سے پھر جائے اور شراب پئے، اور اسے نشہ آ جائے تو چالیس روز تک اس کی نماز قبول نہیں ہو گی، اگر وہ اس دوران مر گیا تو جہنم میں جائے گا، لیکن اگر وہ پھر توبہ کر لے تو اللہ تعالیٰ اس کی توبہ قبول فرمائے گا، اگر وہ پھر پی کر بدمست ہو جائے تو پھر اس کی نماز چالیس روز تک قبول نہیں ہو گی، اور وہ اسی حالت میں مر گیا تو جہنم میں جائے گا، اور اگر اس نے پھر توبہ کر لی تو اللہ تعالیٰ اس کی توبہ قبول کر لے گا، اب اگر وہ ( اس کے بعد بھی ) پئے تو اللہ تعالیٰ کے لیے حق ہو گا کہ اسے قیامت کے دن «ردغۃ الخبال» پلائے، لوگوں نے سوال کیا: اللہ کے رسول! یہ «ردغۃ الخبال» کیا ہے؟ فرمایا: جہنمیوں کا پیپ ۔ 
سنن ابن ماجه،جلد-٣،حديث-٢٥٨-صحيح
-----------------------

✦It was narrated from Abdullah bin Amr that the Messenger of Allah (ﷺ) said  Whoever drinks wine and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents, Allah will accept his repentance. If he drinks wine again and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents, Allah will accept his repentance. If he drinks wine again and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents Allah will accept his repentance.But if he does it again, then Allah will most certainly make him drink of the Radgat-AlKhabal (mire of the puss or sweat) on the Day of Resurrection. They said: O Messenger of Allah, what is the Radgat-AlKhabal (mire of the pus or sweat)? He Sal-Allahu Alaihi wasallam said The drippings of the people of Hell.
Sunan Ibn Maja,Book-30,Hadith-3377-Sahih

Wednesday, 1 April 2020

Jitni badi museebath hoti hai utna hi bada sawab hota hai

Bismillahhirrahmanirrahim

Jitni badi museebath hoti hai utna hi bada sawab hota hai 
-------------

✦Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jitni badi museebat hoti hai utna hi bada sawab hota hai, aur beshak Allah Subhanahu jab kisi qaum se muhabbat  karta hai toh usey aazmaata hai, phir jo koi us se raazi aur khush rahe toh woh us se raazi rahta hai, aur jo koi us se khafa ho toh woh bhi us se khafa jo jata hai.
Sunan Ibne Maja,Jild-3,Hadith-912-Sahih
-----------------------

✦रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया  जितनी बड़ी मुसीबत होती है उतना ही बड़ा सवाब होता है, और बेशक अल्लाह सुबहानहु जब किसी क़ौम से मुहब्बत  करता है तो उसे आज़माता है, फिर जो कोई उस से राज़ी और खुश रहे तो वो उस से राज़ी रहता है, और जो कोई उस से खफा हो तो वो भी उस से खफा जो जाता है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,हदिस-912-सही
-----------------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  جتنی بڑی مصیبت ہوتی ہے اتنا ہی بڑا ثواب ہوتا ہے، اور بیشک اللہ تعالیٰ جب کسی قوم سے محبت کرتا ہے تو اسے آزماتا ہے، پھر جو کوئی اس  آزمائش سے راضی و خوش رہے تو وہ اس سے راضی رہتا ہے، اور جو کوئی اس سے خفا ہو تو وہ بھی اس سے خفا ہو جاتا ہے  
سنن ابن ماجہ،جلد-٣،حديث-٩١٢-صحيح
-----------------------

✦Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said The greatest reward comes with the greatest trial. When Allah loves a people He tests them. Whoever accepts that gets his pleasure but whoever is discontent with that, earns His wrath
Sunan Ibn Maja,Book-36,Hadith-4031
------------------------------

Sunday, 23 June 2019

ALLAH ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain

Bismillahhirrahmanirrahim

ALLAH ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain
-------------

✦Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Meri Ummat mein sabse ziyada Raham Dil Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu hain. Aur unmein se ALLAH ke deen ke bare mein sabse zyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain , haya ke aitbar se sabse sachche Uthman Radi Allahu Anhu hain aur sabse achcha faisla karne wale Ali bin Abu Talib Radi Allahu Anhu hain , ALLAH ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain 
Sunan Ibn Majah,Jild-1,154-Sahih
-----------------------

✦अनस बिन मालिक रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया मेरी उम्मत में सबसे ज़्यादा रहमदिल अबु बक्र रदि अल्लाहु अन्हु हैं , और उनमें से अल्लाह के दीन के बारे में सबसे ज्यादा सख्त उमर रदि अल्लाहु अन्हु हैं , हया के एतबार से सबसे सच्चे उस्मान रदि अल्लाहु अन्हु हैं और सबसे अच्छा फैसला करने वाले अली बीन अबू तालिब हैं रदि अल्लाहु अन्हु हैं, अल्लाह की किताब को सबसे उम्दा पढ़ने वाले उबे बिन काब रदि अल्लाहु अन्हु हैं .
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,हदिस-154-सही
-----------------------

انس بن مالک رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: میری امت میں سب سے زیادہ میری امت پر رحم کرنے والے ابوبکر ہیں، اللہ کے دین میں سب سے زیادہ سخت اور مضبوط عمر ہیں، حیاء میں سب سے زیادہ حیاء والے عثمان ہیں، سب سے بہتر قاضی علی بن ابی طالب ہیں، سب سے بہتر قاری ابی بن کعب ہیں-
سنن ابن ماجه،جلد-١،حديث-١٥٤
-----------------------

✦Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him that the Messenger of Allah Peace be upon him said: “The most merciful of my Ummah towards my Ummah is Abu Bakr; the one who adheres most sternly to the religion of Allah is Umar; the most sincere of them in shyness and modesty is Uthman; the best judge is Ali bin Abu Talib; the best in reciting the Book of Allah is Ubayy bin Kab
Sunan Ibn Majah,Vol-1,154-Sahih
------------------------------

Saturday, 4 May 2019

ALLAH ke deen ke bare mein sabse zyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain

Bismillahhirrahmanirrahim
ALLAH ke deen ke bare mein sabse zyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain
-------------
✦Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Meri Ummat mein sabse ziyada Raham Dil Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu hain. Aur unmein se ALLAH ke deen ke bare mein sabse zyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain.
Sunan Ibn Majah,154-Sahih
-----------------------
✦अनस बीन मलिक रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया मेरी उम्मत में सबसे ज्यादा रहम दिल अबू बक्र रदि अल्लाहु अन्हु हैं और उनमें से अल्लाह के दीन के बारे में सबसे ज्यादा सख्त उमर रदि अल्लाहु अन्हु हैं
सुनन इब्न माज़ा,154-सही
-----------------------
انس بن مالک رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: میری امت میں سب سے زیادہ میری امت پر رحم کرنے والے ابوبکر ہیں، اللہ کے دین میں سب سے زیادہ سخت اور مضبوط عمر ہیں-
سنن ابن ماجه-١٥٤-صحيح
-----------------------
✦Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him that the Messenger of Allah Peace be upon him said: “The most merciful of my Ummah towards my Ummah is Abu Bakr radi allahu anhu; the one who adheres most strictly to the religion of Allah is Umar radi allahu anhu
Sunan Ibn Majah, Vol 1 ,154-Sahih
------------------------------

Tuesday, 26 March 2019

Jisne kisi aisee cheez ka dawa kiya ji uski na ho to wo apna thikana dozakh mein bana le

Bismillahhirrahmanirrahim
Jisne kisi aisee cheez ka dawa kiya ji uski na ho to wo apna thikana dozakh mein bana le
-------------
✦Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne kisi aisee cheez ka dawa kiya jo uski na ho to wo hum mein se nahi aur wo apna thikana dozakh mein bana le.
Sunan Ibn Maja,Jild-2,476-Sahih
-----------------------
✦अबू ज़र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने किसी ऐसी चीज़ का दावा किया जो उसकी ना हो तो वो हम में से नही और वो अपना ठिकाना दोज़ख़ में बना ले
सुनन इब्न माजा,जिल्द-2,476-सही
-----------------------
ابو ذر رضی الله عنه سے روایت ہے کی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو کسی ایسی چیز پر دعویٰ کرے جو اس کی نہیں ہے، تو وہ ہم میں سے نہیں، اور اسے اپنا ٹھکانا جہنم میں بنا لینا چاہیئے ۔
سنن ابن ماجہ جلد ٢ ، حدیث ٤٧٦ – صحیح
-----------------------
✦It was narrated from Abu Dharr that he heard the Messenger of Allah (ﷺ) say:“Whoever claims something that does not belong to him; he is not one of us, so let him take his place in Hell.”
Sunan Ibn Maja,Book-13,Hadith-2319-Sahih
------------------------------

Saturday, 9 February 2019

Namaz mein Tashahud ke baad (Aatahiyat aur Durud ibrahim ke baad) padhne ki dua

Bismillahhirrahmanirrahim
Namaz mein Tashahud ke baad (Aatahiyat aur Durud ibrahim ke baad) padhne ki dua
-------------
✦Rasool Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi aakhri tashahud ko padh le to Allah subhanahu se chaar cheezo se panah maange Dozakh ke azab se ,Qabr ke azab se , zindagi aur maut ke fitno se aur Maseeh Dajjal ke fitno se
Sunan Ibn Maja, Jild 1, 909-Sahih
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ
#Allahumma, inni Aauzubika min fitnatil-Qabri,  Wa min Azabi Jahannam,
Wa min fitnatil-mahya wal-mamati, wa min Fitnatil MAseeh Ad Dajjal
#Ya Allah main teri panah maangta hu , Qabr ke azab se , Jahannum ke azab se, Maut aur zindagi ke hayat se aur Maseeh Dajjal ke fitno se.
-----------------------
✦रसूल अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया जब तुम में से कोई आखरी तशहहुद को पढ़ ले तो अल्लाह सुबहानहु से चार चीज़ो से पनाह माँगे
दोज़ख़ के अज़ाब से ,क़ब्र के अज़ाब से , ज़िंदगी और मौत के फितनों  से और मसीह दज्जाल के फ़ितनों से
सुनन इब्न माजा,जिल्द 1, 909-सही
#अल्लहुम्मा, इन्नी आऊज़ूबिका मीन अज़ाब अलक़ब्र , वा मीन अज़ाब ए जहन्नम, वा मीन फीतनातिल महया वा अलममात
वा मीन फीतनातिल मसीह अद-दज्जाल
#या अल्लाह मैं तेरी पनाह माँगता हू , क़ब्र के अज़ाब से , जहन्नुम के अज़ाब से, मौत और ज़िंदगी के हयात से  और मसीह दज्जाल के फितने से
-----------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب کوئی شخص آخری تشہد ( تحیات اور درود ) سے فارغ ہو جائے تو چار چیزوں سے اللہ کی پناہ مانگے
جہنم کے عذاب سے، قبر کے عذاب سے، موت و حیات کے فتنے سے، اور مسیح دجال کے فتنے سے.
سنن ابن ماجہ - جلد ١-٩٠٩ صحیح
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ
#یا الله میں تیری  پناہ مانگتا ہوں قبر کے عذاب سے، جہنم کے عذاب سے، ، موت و حیات کے فتنے سے، اور مسیح دجال کے فتنے سے
-----------------------
✦I heard Abu Hurairah say that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: When anyone of you finishes the last Tashah-hud (Attahiyat), let him seek refuge with Allah from four things:
From the torment of Hell, from the torment of the grave, from the trials of life and death, and from the Fitnah (tribulation) of Masihud-Dajjal.
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ
#Allahumma, inni Aauzubika min fitnatil-Qabri,  Wa min Azabi Jahannam,
Wa min fitnatil-mahya wal-mamati, wa min Fitnatil MAseeh Ad Dajjal
#O Allah, I seek refuge with You from the trial of the grave, from the punishment of hell ,and from the trials of life and death, and from the tribulation of the Dajjal.
Sunan Ibn Maja,Book-5,909-Sahih
------------------------------

Sunday, 3 February 2019

ALLAH ke is Ism-e-Azam ke jariye jo dua maangi jati hai wo Qubul hoti hai

Bismillahhirrahmanirrahim
ALLAH ke is Ism-e-Azam ke jariye jo dua maangi jati hai wo Qubul hoti hai
-----------
★Rasool Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne ek shakhs ko ye dua karte huye suna
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِأَنَّ لَكَ الْحَمْدَ،‏‏‏‏ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ وَحْدَكَ لَا شَرِيكَ لَكَ،‏‏‏‏
 الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ،‏‏‏‏ ذُو الْجَلَالِ وَالْإِكْرَامِ،‏‏‏‏
#Allahumma! Inni Asaluka Bi-Anna Lakal-Hamd. La ilaha illa Anta, Wahdaka La sharika Lak, Al-Mannan. Badi-us-samawati Wal-ard, Dhul-jalali wal-ikram
#Eh Allah main tujhse sawal karta hu kyunki tere hi liye hamd hai tere siwa koi mabud e barhaq nahi , tu akela hai , tera koi sharik nahi, tu bahut ehsan karne wala hai, aasmano aur zameeno ko baghair misal ke paida karne wala hai Jalal aur azmat wala hai , #ye sunne ke baad Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya is shakhs nek Allah se uske ism-e-Aazam ke zariye sawal kiya hai jab bhi uske jariye sawal kiya jata hai to wo ata karta hai aur jab uske zariye dua maangi jati hai to wo qubul karta hai
Sunan Ibn Maja,Jild-3,738-Hasan
-----------------------
★रसूल अल्लाह सललललाहू अलैही वसल्लम  ने एक शख्स को ये दुआ करते हुए सुना
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِأَنَّ لَكَ الْحَمْدَ،‏‏‏‏ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ وَحْدَكَ لَا شَرِيكَ لَكَ،‏‏‏‏ الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ،‏‏‏‏ ذُو الْجَلَالِ وَالْإِكْرَامِ،‏‏‏‏
#अल्लहुम्मा इन्नी असअलूका बी-अन्ना लकल-हम्द  ला इलाहा इल्ला अन्त, वाहदका ला शरीका लक, अल-मन्नान. बदी-उस-समावाती वल-अर्द , ज़ुल-जलाली वल-इकराम
#एह अल्लाह मैं तुझसे सवाल करता हू क्यूंकी तेरे ही लिए हम्द है तेरे सिवा कोई माबूद ए बरहक़ नही , तू अकेला है , तेरा कोई शरीक नही, तू बहुत एहसान करने वाला है, आसमानों और ज़मीनो को बगैर मिसाल के पैदा करने वाला है , जलाल और अज़मत वाला है
#ये सुनने के बाद रसूल अल्लाह सललललाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया इस शख्स ने अल्लाह से उसके इस्म-ए-आज़म के ज़रिए सवाल किया है , जब भी उसके ज़रिए सवाल किया जाता है तो वो अता करता है और जब उसके ज़रिए दुआ माँगी जाती है तो वो क़ुबूल करता है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,738-हसन*
-----------------------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک شخص کو یہ دعا کرتے سنا
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِأَنَّ لَكَ الْحَمْدَ،‏‏‏‏ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ وَحْدَكَ لَا شَرِيكَ لَكَ،‏‏‏‏ الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ،‏‏‏‏ ذُو الْجَلَالِ وَالْإِكْرَامِ،‏‏‏‏
#اے اللہ! میں تجھ سے سوال کرتا ہوں کیونکہ تیرے ہی لیے حمد ہے، تیرے سوا کوئی معبود برحق نہیں، تو اکیلا ہے تیرا کوئی شریک نہیں، تو بہت احسان کرنے والا ہے، آسمانوں اور زمین کو بغیر مثال کے پیدا کرنے والا ہے، جلال اور عظمت والا ہے ،
#تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  اس شخص نے اللہ سے اس کے اس اسم اعظم کے ذریعہ سوال کیا ہے کہ جب بھی اس کے ذریعہ سوال کیا جائے تو وہ عطا کرتا ہے، اور جب اس کے ذریعہ دعا مانگی جائے تو وہ قبول کرتا ہے ۔
سنن ابن ماجہ،جلد-٣،حديث-٧٣٨-حسن
-----------------------
★It was narrated that Anas bin Malik said:Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam heard a man say
#اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِأَنَّ لَكَ الْحَمْدَ،‏‏‏‏ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ وَحْدَكَ لَا شَرِيكَ لَكَ،‏‏‏‏ الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ،‏‏‏‏ ذُو الْجَلَالِ وَالْإِكْرَامِ،‏‏‏‏
#Allahumma! Inni Asaluka Bi-Anna Lakal-Hamd. La ilaha illa Anta, Wahdaka La sharika Lak, Al-Mannan.
Badi-us-samawati Wal-ard, Dhul-jalali wal-ikram
#O Allah! I ask You by virtue of the fact that all praise is due to You; None has the right to be worshiped but You ,And You are alone, You have no partner , The Bestower, the Originator of the heavens and the earth, The Possessor of majesty and honor.'
#After hearing this Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wsallam said: He has asked Allah by His Greatest Name , if he is asked with this name, He gives and if He is called upon with this name, He answers.
Sunan Maja,Book-34,3858-Hasan
-----------------------------------------------------------

Thursday, 22 November 2018

Jismein istitaat (capacity) ho wo to nikah kar le aur jismein istitaat na ho wo roze rakhe

Bismillahhirrahmanirrahim
Jismein istitaat (capacity) ho wo to nikah kar le aur jismein istitaat na ho wo roze rakhe
-----------------------
★Aisha Radhi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Nikah meri sunnat hai aur jo koi meri sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi, Nikah kiya karo isliye ki tumhari zyada tadad par main dusri ummato ke samne fakhr karunga, jismein istitaat (capacity) ho wo to nikah kar le aur jismein istitaat na ho wo roze rakhe , wo isliye ki roza uski shahwat ( nafsani khwahishat) ko tod dega.
Sunan Ibn majah,Jild-2,2-Hasan
-----------------------
★आईशा रदी अल्लाहू अनहा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया निकाह मेरी सुन्नत है और जो कोई मेरी सुन्नत पर अमल ना करे उसका मुझसे कोई ताल्लुक़ नही, निकाह  किया करो इसलिए की तुम्हारी ज़्यादा तादाद पर मैं दूसरी उम्मतों  के सामने फख्र करूँगा, जिसमें इस्तिताअत  हो वो तो निकाह कर ले और जिसमें इस्तिताअत  ना हो वो रोज़ रखे , वो इसलिए की रोज़ा उसकी शहवात ( नफसानी ख्वाहिशात) को तोड़ देगा
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द -2,हदीस-2-हसन
-----------------------
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہ نے فرمایا نکاح میری سنت ہے جو میری سنت پر عمل نہ کرے اس کا مجھ سے کوئی تعلق نہیں اور نکاح کیا کرو اس لئے کہ تمہاری کثرت پر میں امتوں کے سامنے فخر کروں گا اور جس میں استطاعت ہو تو وہ نکاح کرلے اور جس میں استطاعت نہ ہو تو وہ روزے رکھے اس لئے کہ روزہ اس کی شہوت کو توڑ دے گا۔
سنن ابن ماجہ، جلد-2،حديث-2-حسن
-----------------------
★ It was narrated from Aishah Radhi allahu anha that:The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: “Marriage is part of my sunnah, and whoever does not follow my sunnah has nothing to do with me. Get married, for I will boast of your great numbers before the nations. Whoever has the means, let him get married, and whoever does not, then he should fast for itwill diminish his desire.”
Sunan Ibn Majah,Book-9,1846-Hasan
-----------------------------

Sunday, 28 October 2018

Pet ke bal (Ondhey munh) letna mana hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Pet ke bal (Ondhey munh) letna mana hai
-----------
★Abu dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mere pass se guzre , main pet ke bal leta hua tha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne mujhe apne pair se hila Kar farmaya Eh Junaidib sone ka ye andaz to jahannamiyo Ka hai
Sunan Ibn Maja,Jild-3,605-Sahih
-----------------------
★अबू ज़र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम मेरे पास से गुज़रे , मैं पेट के बल लेटा हुआ था तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने मुझे अपने पैर से हिला कर फरमाया एह जुनैदिब सोने का ये अंदाज़ तो जहन्न्मियों का है.
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,605-सही
-----------------------
ﺍﺑﯽ ﺫﺭ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺳﮯ ﺭﻭﺍﯾﺖ ﮨﮯ ﮐﯽ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻣﯿﺮﮮ ﭘﺎﺱ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﮮ , ﻣﯿﮟ ﭘﯿﭧ ﮐﮯ ﺑﻞ ﻟﯿﭩﺎ ﮨﻮﺍ ﺗﮭﺎ، ﺗﻮ ﺁﭖ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﭘﻨﮯ ﭘﯿﺮ ﺳﮯ ﮨﻼ ﮐﺮ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺍﮮ ﺟﻨﯿﺪﺏ ﺳﻮﻧﮯ ﮐﺎ ﯾﮧ ﺍﻧﺪﺍﺯ ﺗﻮ ﺟﮩﻨﻤﯿﻮﮞ ﮐﺎ ﮨﮯ-
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ ﺟﻠﺪ ٣ ﺣﺪﯾﺚ ٦٠٥ - ﺻﺤﯿﺢ
★Narrated by Abu Zarr Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam passed by me and I was lying on my stomach. He nudged me with his foot and said: Oh Junaidib, This is how the people of Hell lie.
-----------------------
Sunan Ibn maja,Book-33,3724-Sahih
-----------------------------------------------------------

Monday, 22 October 2018

Allah Subhanahu pet ke bal sone walo ko Pasand Nahi farmata

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah Subhanahu pet ke bal sone walo ko Pasand Nahi farmata
-----------
★Qais Radi Allahu Anhu apne walid se rivayat kartey hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne mujhe masjid mein pet ke bal (ondhe munh) soya hua dekha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apne paanw se mujhe hila kar farmaya tum is tarah kyu so rahe ho ? is tarah se sona Allah subhanhu ko napasand hai.
Sunan Ibn Maja,Jild-3,604-Sahih
-----------------------
★कैस रदी अल्लाहू अन्हु अपने वालिद से रिवायत करते है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने मुझे मस्जिद में पेट के बल सोया हुआ देखा तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अपने पैर से हिला कर फ़रमाया , इस तरह से क्यूँ सो रहे हो इस तरह से सोना अल्लाह सुब्हानहु को नापसंद है.
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,604-सही
-----------------------
ﻗﯿﺲ ﺑﻦ ﻃﺨﻔﺔ ﺍﻟﻐﻔﺎﺭﻯ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺍﭘﻨﮯ ﻭﺍﻟﺪ ﺳﮯ ﺭﻭﺍﯾﺖ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﮯ ﮐﯽ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﻣﺴﺠﺪ ﻣﯿﮟ ﭘﯿﭧ ﮐﮯ ﺑﻞ ‏( ﺍﻭﻧﺪﮬﮯ ﻣﻨﮧ ‏) ﺳﻮﯾﺎ ﮨﻮﺍ ﭘﺎﯾﺎ ﺁﭖ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﺍﭘﻨﮯ ﭘﺎﻭٔﮞ ﺳﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﮨﻼ ﮐﺮ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺗﻢ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﮐﯿﻮﮞ ﺳﻮ ﺭﮨﮯ ﮨﻮ؟ ﯾﮧ ﺳﻮﻧﺎ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﻮ ﻧﺎﭘﺴﻨﺪ ﮨﮯ-
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ ﺟﻠﺪ ٣ ﺣﺪﯾﺚ ٦٠٤ - ﺻﺤﯿﺢ
-----------------------
★It was narrated from Qais bin Tihfah Al-Ghifari that his father said The Messenger of Allah ﷺ found me sleeping in the masjid on my stomach. He nudged me with his foot and said Why are you sleeping like this? This is a kind of sleep that Allah dislikes, or that Allah hates.
Sunan Ibn maja,Book-33,3723-Sahih
-----------------------------------------------------------

Sunday, 14 October 2018

Taqwa aur achche akhlaq ke Zariye aksar log Jannat mein jayenge

Bismillahhirrahmanirrahim
Taqwa aur achche akhlaq ke Zariye aksar log Jannat mein jayenge
-----------
★Abu Huraira Radhi Allahu Anhu kahte hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya aksar log kis wajah se Jannat mein jayenge to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Taqwa ( Allah Subhanahu Ka khauf) aur Achche Akhlaq phir pucha gaya aksar log kis wajah se dozakh mein jayenge farmaya do khokhli cheezein, munh aur Sharmgah kyunki munh se buri baatein niklegi aur sharamgah se haram kaam karenge.
Sunan Ibn Maja,Jild-31127-Sahih
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﻧﺒﯽ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮔﯿﺎ : ﺍﮐﺜﺮ ﻟﻮﮒ ﮐﺲ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺟﻨﺖ ﻣﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺁﭖ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﺳﮯ ﮈﺭﻧﮯ ‏( ﺗﻘﻮﯼ ‏) ﺍﻭﺭ ﺣﺴﻦ ﺧﻠﻖ ‏( ﺍﭼﮭﮯ ﺍﺧﻼﻕ ‏) ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮔﯿﺎ ﺍﮐﺜﺮ ﮐﺲ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺩﻭﺯﺥ ﻣﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺁﭖ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﻣﻨﮧ ﺍﻭﺭ ﺷﺮﻣﮕﺎﮦ ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﮐﯿﻮﮞ ﮐﮧ ﻣﻨﮧ ﺳﮯ ﺑﺮﯼ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﻧﮑﺎﻟﯿﮟ ﮔﮯ ﺍﻭﺭ ﺷﺮﻣﮕﺎﮦ ﺳﮯﺣﺮﺍﻡ ﮐﺮﯾﮟ ﮔﮯ-
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ،جلد-٣،حديث-١١٢٧-صحيح
-----------------------
★It was narrated that Abu Hurairah said: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam was asked: What most admits people to Paradise? He said: Piety and good manners. And he was asked: What most leads people to Hell? He said The two hollow ones: The mouth and the private part.
Sunan Ibn Maja,Book-37,4387-Sahih
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 18 September 2018

Tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega
-----------------------
★Hazrat Abu Malik Ashari Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai , aur noha karney wali agar bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega.
Sunan Ibn Majah,Jild-1,1581-Hasan
-----------------------
★हज़रत अबू मलिक अशअरी रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु-अलैही-वसल्लम ने फरमाया नोहा (मातम) करना जाहिलियत का काम है , और नोहा करने वाली अगर बिना तौबा के मर जाए तो अल्लाह सुबहानहु उसको तारकोल का लिबास और दोज़ख़् के शोलो का कुर्ता पहनाएगा
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,1581-हसन
-----------------------
ابو مالک اشعری رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نوحہ ( ماتم ) کرنا جاہلیت کا کام ہے، اور اگر نوحہ ( ماتم ) کرنے والی عورت بغیر توبہ کے مر گئی، تو اللہ تعالیٰ اس کے لیے تارکول ( ڈامر ) کے کپڑے، اور آگ کے شعلے کی قمیص بنائے گا ۔
سنن ابن ماجع،جلد-١،حديث-١٥٨١-حسن
-----------------------
★It was narrated from Abu Malik Ashari that the Messenger of Allah Sall-Allahu Alaihi Wasallam said Wailing is one of the affairs of the Days of Ignorance, and if the woman who wails dies without having repented, Allah will cut a garment of pitch (tar) for her and a shirt of flaming fire.
Sunan Ibn Majah,Vol-1,1581- Hasan
------------------------------

Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi

Bismillahhirrahmanirrahim
Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi
-----------
★Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi aur jisne unse bugz rakha usne mujhse bugz rakha.
Sunan Ibn Majah,Jild-1,143-Hasan
-----------------------
★अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने हसन और हूसेन रदी अल्लाहू अन्हुमा से मुहब्बत रखी उसने मुझसे मुहब्ब्बत रखी और जिसने उनसे बुग्ज़ (नफरत) रखा उसने मुझसे बुगज़ रखा.
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,143-हसन
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس نے حسن و حسین سے محبت کی اس نے مجھ سے محبت کی، اور جس نے ان دونوں سے دشمنی کی اس نے مجھ سے دشمنی کی-
سنن ابن ماجه،جلد-١،حديث-١٤٣-حسن
-----------------------
★Narrated by Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu The Prophet Peace be upon him said: Whoever loves Hasan and Husain (Radi Allahu Anhuma) loves me; and whoever hates them, hates me.'”
Sunan Ibn Majah,Jild-1,143-Hasan
-----------------------------------------------------------