Search This Blog

Showing posts with label Qurbani(Sacrifices). Show all posts
Showing posts with label Qurbani(Sacrifices). Show all posts

Wednesday, 1 August 2018

Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey)

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey)
-----------------------
★Umm Salama Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey).
Sahih Muslim,Jild-5,Hadith-5119
-----------------------
★उम्म सलमा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जब तुम ज़िल-हिज्जा का चाँद देखो और तुम में से कोई क़ुर्बानी करना चाहे तो अपने बाल और नाखून यूँही रहने दे (यानी ना काटे )
सही मुस्लिम,जिल्द-5,हदिस-5119
-----------------------
ﺍﻡ ﺳﻠﻤﮧ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﮩﺎ ﺳﮯ ﺭﻭﺍﯾﺖ ﮐﯽ ﮐﮧ ﻧﺒﯽ ﮐﺮﯾﻢ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : " ﺟﺐ ﺗﻢ ﺫﻭﺍﻟﺤﺠﮧ ﮐﺎ ﭼﺎﻧﺪ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﻣﯿﮟ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺷﺨﺺ ﻗﺮﺑﺎﻧﯽ ﮐﺎﺍ ﺭﺍﺩﮦ ﺭﮐﮭﺘﺎ ﮨﻮ ، ﻭﮦ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﺎﻟﻮﮞ ﺍﻭﺭ ﻧﺎﺧﻨﻮﮞ ﮐﻮ ‏( ﻧﮧ ﮐﺎﭨﮯ ‏) ﺍﭘﻨﮯ ﺣﺎﻝ ﭘﺮ ﺭﮨﻨﮯ ﺩﮮ ۔
ﺻﺤﯿﺢ ﻣﺴﻠﻢ ﺟﻠﺪ ۵ ۵۱۱۹
-----------------------
★Umm Salama reported Allah's Messenger may peace be upon him having said this: When any one of you intending to sacrifice the animal enters in the month (of Dhu'l-Hijja) he should not get his hair or nails touched (cut).
Sahih Muslim,Book-22,Hadith-4869
-----------------------------------------------------------

Sunday, 27 August 2017

Qurbani ki dua

Bismillahhirrahmanirrahim
Qurbani ki dua
--------------------
إِنِّي وَجَّهْتُ وَجْهِيَ لِلَّذِي فَطَرَ السَّمَوَاتِ وَالأَرْضَ حَنِيفًا وَمَا أَنَا مِنَ الْمُشْرِكِينَإِنَّ صَلاَتِي وَنُسُكِي وَمَحْيَاىَ وَمَمَاتِيلِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَلاَ شَرِيكَ لَهُ وَبِذَلِكَ أُمِرْتُ وَأَنَا أَوَّلُ الْمُسْلِمِينَاللَّهُمَّ مِنْكَ وَلَكَ عَنْ مُحَمَّدٍ وَأُمَّتِهِ(بِسْمِ اللَّهِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ)
(Note : Muhammadiw wa ummatihi ki jagah jiski taraf se Qurbani ho uska naam leaur agar apni khud ki ho to Aan ki jagah Anni kahe )
---------------------
✦ Jabir bin Abdullah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah salalalhu alaihi wasallam ne eid ke din do maindho ki Qurbani ki, jab Aap sal-Allahu alaihi wasallam unko Qibla rukh kiya toye kalimat irsad farmaye"inni wajjahtu wajhiya Lillazi Fataras samawaati wal ardahanifaw wamaa ana minal mushrikeen. inna-Salaati Wa Nusuki Wa MahyayaWa Mamati Lillahi Rabbil A'lameen.La sharika lahu Wa bizaalika umirtu Wa Anaawwalu minal muslimeen. Allahumma Minka Wa laka Aan Muhammadiw wa ummatihi" (Bismillahi Wa-Allahu Akbar)
(Note : Muhammadiw wa ummatihi ki jagah jiski taraf se Qurbani ho uska naam leaur agar apni khud ki ho to Aan ki jagah Anni kahe )
Sunan Ibn majah, Jild 3, Hadith 2-Hasan
--------------------
✦ Tarjuma : Main Apna rukh us zaat ki taraf karta hu jisne aasman aur zameenko paida farmaya aur aur main shirk karne walon mein se nahi hubila shuba meri namaz aur meri qurbani aur meraJeena aur meramarna sab Allah-Rabbul-Aalameen ke liye hai jiska koi sharik nahi haiaur mujhe isee ka hukm diya gaya hai aur main sabse pahle islam lane walomein se hu , Eh Allah ye Qurbani teri hi Ata se hai aur teri hi raza ke liye hai,Muhammad (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) aur unkiummat ki taraf se(Allah ke naam ke saath aur Allah sabse bada hai)
Sunan Ibn majah, Jild 3, Hadith 2-Hasan
---------------------
✦ जाबिर बिन अब्दुल्लाह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहु अलैही वसल्लम ने ईद के दिन दो भेड़ों की क़ुर्बानी की, जब आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम नेउनको क़िब्ला रुख़ किया तो ये कलिमात ईरशाद फरमाये" ईन्नी वज्जहतू वजहीया लिललज़ी फातारस समावाती वल अरदा हनीफव वमा अना मीनल मुशरीकिन, इन्ना सलाती वा नुसुकी वा महयाया वा मामाती लिल्लाही रबबील आलमीन,ला शरीका लहू वा बिज़ालिका उमीरतू वा अना अव्वलू मीनल मुसलीमीन,अल्लहुम्मा मिनका वा लका अन मुहम्मदिव व उम्मातिही ( बिस्मिल्लही वा अल्लाहू अकबर )(मुहम्मदिव व उम्मातिही की जगह जिसकी तरफ से क़ुरबानी हो उसका नाम ले और अपनी तरफ से हो तो वा लका अन्नी कहे )
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 3 , हदीस 2 - हसन
--------------------
✦ حضرت جابر بن عبداللہ سے روایت ہے ،انہوں نے فرمایا :رسول اللہ ﷺ نے عید کے دن جو مینڈھے قربان کیے جب انہیں قبلہ رخ کیا تو فرمایا : >قرآن< إِنِّي وَجَّهْتُ وَجْهِيَ لِلَّذِي فَطَرَ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ حَنِيفًا وَمَا أَنَا مِنَ الْمُشْرِكِينَ إِنَّ صَلَاتِي وَنُسُكِي وَمَحْيَايَ وَمَمَاتِي لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ لَا شَرِيكَ لَهُ وَبِذَلِكَ أُمِرْتُ وَأَنَا أَوَّلُ الْمُسْلِمِين اللهم منك ولك عن محمد اومته‘‘ ’’میں نے یکسو ہو کر اپنا چہرہ اللہ کی طرف کرلیا جس نے آسمانوں اور زمین کو پیدا کیا اور میں مشرکین میں سے نہیں ۔ بے شک میری نماز ،میری قربانی ،میری موت اللہ کے لیے ہے جو سارے جہانوں کا مالک ہے ، اسکا کوئی شریک نہیں ۔مجھے اسی بات کا حکم دیا گیا ہے اور میں سب سے پہلا فرماں بردار ہوں ۔ اے اللہ!یہ جانور تجھی سے ملا اور تیرے ہی لیے قربان کیا ۔ محمد ﷺاور انکی امتسے ۔‘‘
------------
✦ Dua for Sacrifice An Animal ✦
-----------------------
It was narrated that Jabir bin Abdullah radi alahu anhu said:“The Messenger of Allah Sal-Allahu alaihi wasallam sacrificed tworams on the Day of Eid. When he turned them to face towards the prayer direction he said:"inni wajjahtu wajhiya Lillazi Fataras samawaati wal ardahanifaw wamaa ana minal mushrikeen. inna-Salaati Wa Nusuki Wa Mahyaya Wa Mamati Lillahi Rabbil A'lameen. La sharika lahu Wa bizaalika umirtu Wa Ana awwalu minal muslimeen.Allahumma Minka Wa laka Aan Muhammadiw waummatihi "(Bismillahi Wa-Allahu Akbar)
Sunan Ibn majah, Book 26, Hadith 3121-Hasan
( Note : In place of "Muhammad and his nation" you should mention the name of the person on whose behalf the sacrifice is being done)
--------------------------------
Translation: ‘Verily, I have turned my face towardsHim Who has created the heavens and the earth, as a monotheist, and I am not of the polytheists. Verily, my prayer, my sacrifice, my living, and my dying are for Allah, the Lord of all that exists. He has no partner. And of this I have been commanded, and I am the first of the Muslims O Allah, from You to You, on behalf of Muhammad and his nation.’”(In the name of ALLAH, Allah is Greatest)
------------------------------
https://quran-hadith-only.blogspot.com/2017/08/islamic-quiz-95.html

Sunday, 13 August 2017

Jo deen mein naye naye kaam nikalne wale ( bidati ) ko jagah de us par bhi Allah ki laanat hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo deen mein naye naye kaam nikalne wale ( bidati ) ko jagah de us par bhi Allah ki laanat hai
-----------------------
★Abu Tufail Amir se rivayat hai ki main hazrat Ali Radi Allahu Anhu ke pass baitha tha itne mein ek shakhs aaya aur kahne laga Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aapko kuch chup kar (secretaly) batlaya hai , to Hazrat Ali Radi Allahu Anhu naraz huye aur kaha ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne mujhe aisee koi cheez nahi batlayee jo dusro se chupa li ho, siwaye chaar baato ke , wo shaksh kahne laga ki Eh Ameerul momeneen wo baatein kaunsi hain to hazrat Ali Radi Allahu Anhu ne kaha ki Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmayee Jo apne walid par laanat kare us par Allah ki laanat hai , jo Allah ke siwa kisi aur ke liye Qurbani kare us par bhi Allah ki laanat hai, jo deen mein naye naye kaam nikalne wale (bidati) ko jagah de us par bhi Allah ki laanat hai aur jo zameen ke nishan (boundry line) ko badal de us par bhi Allah ki laanat hai.
Sahih Muslim,Jild-5,Hadith-5124
-----------------------
★अबू तुफैल आमिर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की मैं हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु के पास बैठा था इतने में एक शख्स आया और कहने लगा रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने आपको कुछ छुप कर (secretly) बतलाया है , तो हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु नाराज़ हुए और कहा की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने मुझे ऐसी कोई चीज़ नही बतलाई जो दूसरो से छुपा ली हो, सिवाए चार बातों के , वो शख्स कहने लगा एह अमीरुल मोमिनीन वो बातें कौन सी हैं तो हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु ने कहा की आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जो अपने वालिद पर लानत करे उस पर अल्लाह की लानत है , जो अल्लाह के सिवा किसी और के लिए क़ुर्बानी करे उस पर भी अल्लाह की लानत है, जो दीन में नये नये काम निकालने वाले (बिदअती) को जगह दे उस पर भीअल्लाह की लानत है और जो ज़मीन के निशान (boundary lines) को बदल दे उस पर भी अल्लाह की लानत है
सही मुस्लिम,जिल्द-5,हदिस-5124

-----------------------
حضرت ابوالطفیل عامر رضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتے ہیں کہ میں حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ بن ابی طالب کے پاس تھا کہ ایک آدمی آیا اور اس نے عرض کیا نبی صلی اللہ علیہ وسلم آپ کو چھپا کر کیا بتاتے تھے؟ حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ غصہ میں آگئے اور فرمایا نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے مجھے مخفی طور پر کوئی ایسی چیز نہیں بتائی تھی کہ جو دوسرے لوگوں کو نہ بتائی ہو سوائے اس کے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے مجھے چار باتیں ارشاد فرمائی ہیںاس آدمی نے عرض کیا اے امیر المومنین وہ کیا ہیں؟حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا ایسےآدمی پر اللہ کی لعنت ہوتی ہے کہ جو آدمی اپنے والدین پر لعنت کرتا ہے ایسے آدمی پر اللہ کی لعنت ہوتی ہے کہ جو اللہ تعالیٰ کے علاوہ کسی اور کی تعظیم کے لئے ذبح کرے اور ایسے آدمی پربھی اللہ تعالیٰ کی لعنت ہوتی ہے کہ جو کسی بدعتی آدمی کو پناہ دیتا ہے اور ایسے آدمی پر بھی اللہ کی لعنت ہوتی ہے کہ جو آدمی زمین کی حدبندی کے نشانات کو مٹاتا ہے۔
صحيح مسلم،جلد-٥،حديث-٥١٢٤

-----------------------
★Abu Tufail Amir bin Withila reported I was in the company of Ali b. Abi Talib, when a person came to him, and said: What was it that Allah's Apostle (ﷺ) told you in secret? Thereupon he (liadrat 'All)was enraged and said: Allah's Apostle (ﷺ) did not tell me anything in secret that he hid from people, except that he told me four things. He said: Commader of Faithful, what are these? He Sallallahu Alaihi wasallam said: Allah cursed him who cursed his father; Allah cursed him who sacrificed for anyone besides Allah; and Allah cursed him who accommodates an innovator (in religion) ; and Allah cursed him who changed the minarets (the boundary lines) of the land.
Sahih Muslim,Book-22,Hadith-4876

------------------------------
https://quran-hadith-only.blogspot.com/2017/08/islamic-quiz-86.html

Sunday, 18 September 2016

Har ladka apne aqeeqe ke badle mein girwi rakha hua hai , isliye uski taraf se saatwe din Qurbani ki jaye

Bismillahhirrahmanirrahim
*Har ladka apne aqeeqe ke badle mein girwi rakha hua hai , isliye uski taraf se saatwe din Qurbani ki jaye*
------------------
✦Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya har ladka apne aqeeqe ke badle mein girwi rakha hua hai , isliye uski taraf se saatwe din Qurbani ki jaye aur uska sir mundwaya jaye aur uska naam rakha jaye
------------------
✦रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हर लड़का अपने अक़ीक़े के बदले में गिरवी रखा हुआ है इसलिए उसकी तरफ से सातवे दिन क़ुर्बानी की जाए और उसका सिर मुंडवाया जाए और उसका नाम रखा जाए
------------------
✦رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”ہر بچہ عقیقہ کے بدلے گروی رکھا ہوا ہے ، پیدائش کے ساتویں دن اس کا عقیقہ کیا جائے، اس کا نام رکھا جائے اور اس کے سر کے بال منڈائے جائیں“۔
------------------
✦The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: A boy is in pledge for his Aqiqah, Sacrifice is made for him on the seventh day, his head is shaved and he is given name.
_[Urdu Ref :: Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Hadith 1563]_
*Note*●◗► *Girwi rakhe hone ka Matlab Ulama ne ye Bayan farmaya hai ke Agar Isteta’at ke Bawajood Waldain, Bacche ka Aqiqah nahin karte to Qayamat ke din us Bacche ko Waldain ki Shifa’at se rok diya jayega, Baaz Ulama “Girwi” hone ka Matlab ye bayan farmate hain ke Agar Isteta’at ke bawajood bacche ka Aqiqah nahin kiya jata to Baccha Bimariyon aur Aafaat mein Ghira rahta hai*
------------------------------

Sunday, 11 September 2016

Ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakra Qurbani karta

Bismillahirrahmanirrahim
*Ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakra Qurbani karta*
----------
✦ Ata ibn yasar bayan karte hain ki maine Abu Ayyub ansari radi allahu se pucha ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ke zamane mein Qurbani kaise hua karti thi to unhone farmaya ki ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakri (ya ek bakra) Qurbani kiya karta tha  jismein wo khud bhi khate aur dusro ko bhi khilate , yaha tak ki log ek dusre par fakhr karne lag gaye aur haal waise ho gaya jaisa aajkal aap dekh rahe (yani ek ghar mein ek se zyada Qurabani karne lag gaye)
*Jamia tirmizi, Jild 2,1545-Sahih*
---------
✦ अता  इब्न यासिर  बयान करते हैं की मैने अबू अय्यूब अंसारी रदी अल्लाहू से पूछा की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  के ज़माने में क़ुर्बानी कैसे हुआ करती थी तो उन्होने फरमाया की एक आदमी अपने और अपने घरवालों  की तरफ से एक बकरी (या एक बकरा) क़ुर्बानी किया करता था  जिसमें वो खुद भी खाते और दूसरो को भी खिलाते ,यहाँ  तक की लोग एक दूसरे पर फख्र करने लग गये और हाल वैसा  हो गया जैसा आजकल आप देख रहे (यानी एक घर में एक से ज़्यादा क़ुरबानी करने लग गये)
*जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 2 , 1545-सही*
---------
 میں نے ابوایوب انصاری رضی الله عنہ سے پوچھا: رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے زمانے میں قربانیاں کیسے ہوتی تھی؟ انہوں نے کہا: ایک آدمی اپنی اور اپنے گھر والوں کی طرف سے ایک بکری قربانی کرتا تھا، وہ لوگ خود کھاتے تھے اور دوسروں کو کھلاتے تھے یہاں تک کہ لوگ (کثرت قربانی پر) فخر کرنے لگے، اور اب یہ صورت حال ہو گئی جو دیکھ رہے ہو
---------
✦ Narrated Ata bin Yasar Radi Allahu anhu I asked Abu Abyub Al-Ansari radi allahu anhu how the slaughtering was done during the time of the Messenger of Allah (ﷺ). He said: 'A man would sacrifice a sheep for himself and the people in his household. They would eat from it and feed others, until the people (later) would boast about it and it became as you see now."
*Jamia Tirmizi, Book 17, 1505-Sahih*
------------------------------

Agar kisi shaks ko Qurbani karne ki haisiyat na ho to wo kya karen

Bismillahhirrahmanirrahim
*Agar kisi shaks ko Qurbani karne ki haisiyat na ho to wo kya karen*
---------------------
✦ Hazrat Abdullah bin Umar bin Aas Radi-Allahu-Anhu se Riwayat Hain ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne Ek shaks se Irshad farmaya Mujh ko mahe dhul-hijjah  Das tareek mein Eid-ul-Adha  karne ka hukm hua hai. Allah ta'ala ne us roz ko is ummat ke waste eid banaya. Usne Araz kiya Agar mere paas kuch bhi maujood na ho ( yani Qurbani ke mutabiq nisab maujood na ho) Lekin Ek hi bakri ya oontani ho, to kya mai us ko Qurbani karun ??  Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Nahi. ( is liye ke Ek hi jaanwar maujood hai ke jis ki Qurbani karne se dushwari ho gi ) Lekin tum Apne baal aur nakhun katar walo aur moonch ke baal moond-lo aur zer-e-naf Baal saaf krlo bas yahi tumhari Qurbani Hai Allah ta'ala ke nazdeek.
---------------------
✦ हजरत अब्दुल्ला बिन अमर बिन आस से रिवायात है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने एक आदमी से फ़रमाया की मुझे क़ुरबानी वाले दिन को ईद बनाने का हुकम दिया गया है जिसे अल्लाह ने इस उम्मत के लिए मुक़र्रर फ़रमाया तो उस सख्स ने अर्ज की अगर मेरे पास दूध वाली बकरी के अलावा कोई और जानवर क़ुरबानी के लिए ना हो तो फ़रमाया क्या मैं उसे ही जबह कर दू ? तो आपने फ़रमाया नही। लेकिन तू क़ुरबानी वाले दिन अपने बाल काट ले नाख़ून और मूंछे तराश ले और जेर-ए-नफ बाल साफ़ करले तो अल्लाह पाक के नजदीक तेरे तरफ से यही क़ुरबानी है
---------------------
✦ حضرت عبداللہ بن عمرو بن عاصؓ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے ایک آدمی سے فرمایا: ’’مجھے قربانیوں والے دن کو عید بنانےکا حکم دیا گیا ہے جسے اللہ تعالیٰ نے اس امت کے لیے مقرر فرمایا ہے۔‘‘ اس شخص نے عرض کی: اگر میرے پاس دودھ والی بکری کے علاوہ کوئی اور جانور قربانی کے لیے نہ ہو تو فرمائیے کیا میں اسے ہی ذبح کر دوں؟ آپ نے فرمایا: ’’نہیں۔ لیکن تو )قربانی والے دن( اپنے بال کاٹ لے، ناخن اور مونچھیں تراش لے اور زیر ناف بال صاف کر لے۔ اللہ تعالیٰ کے ہاں تیری طرف سے یہی مکمل قربانی شمار ہوگی۔
---------------------
✦ It was narrated from 'Abdullah bin 'Amr bin al-As that the Messenger of Allah said to a man:
"I have been instructed to take the Day of Sacrifice as an 'Id which Allah, the Might and Sublime, has ordained for this Ummah." The man said: "What do you think if I cannot find anything but a female sheep that has been loaned to me so that I may benefit from its milk - should I sacrifice it?" He said: "No. Rather cut something from your hair and your nails, trim your mustache and shave your pubic hairs, and you will have a complete reward with Allah, the Might and Sublime, as if you had offered the sacrifice."
*Sunan an-Nasa'i 4365-Sahih*
------------------------------

Monday, 5 September 2016

Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye

Bismillahhirrahmanirrahim
Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye
-----------------------------------------
✦ Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai
1)Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho
2)dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho
3)teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho
4)Aur chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski haddiyon mein Gooda
na ho
-----------------------------------------

✦ अल बारां इब्न-ए-अज़ीब रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की क़ुरबानी के लिए चार तरह के जानवर दुरुस्त नही है
1) वो जिसका कानापन्न या भेंगापन बिलकुल जाहिर हो
2) दूसरा वो जो देखने से ही बीमार लगता हो
3)तीसरा वो जिसका लंगड़ापन बिल्कुल जाहिर हो
4) चौथा वो जो बूढ़ा हो और बिल्कुल कमजोर हो,जिसकी हड्डियों में गूदा ना हो
-----------------------------------------

 چار طرح کے جانور قربانی کے لائق نہیں ہیں
(1)ایک کانا جس کا کانا پن بالکل ظاہر ہو
(2) دوسرے بیمار جس کی بیماری بالکل ظاہر ہو
(3)تیسرے لنگڑا جس کا لنگڑا پن بالکل واضح ہو
(4)اور چوتھے دبلا بوڑھا کمزور جانور جس کی ہڈیوں میں گودا نہ ہو
-----------------------------------------

✦ Narrated Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Four (types of animals) should be avoided in sacrifice
1)A One-eyed animal which has obviously lost the sight of one eye
2)A sick animal which is obviously sick
3)A lame animal which obviously limps
4)And an animal with a broken leg with no marrow.

-----------------------------------------
Sunan Abu Dawud, Vol 2 1029-Sahih
------------------------------

Tuesday, 30 August 2016

Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum me se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun na kaatey

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum me se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun na kaatey
----------------
✦Umm Salamah  Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jiskey paas janwar ho zabah karne ke liye aur Zil Hijja ka chand aa jaye ( ya jab Dhu'l-Hijja ka mahina aa jaye) to apney Baal na katwaye aur na Nakhun tarashey jab tak qurbani na kar le.
*Sahih Muslim , Vol 5, 5121*
--------------------
✦उम्म सलमा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया की जिसके पास जानवर हो जबह करने के लिए और जिल हिज्जा का चाँद (या जब जिल हिज्जा का महीना आ जाए) तो अपने बाल ना कटवाए और नाख़ून ना तराशे जबतक की क़ुरबानी ना कर ले
--------------------
نبی ﷺکی زوجہ محترمہ حضرت ام سلمہ رضی اللہ عنہا بیان کرتی ہیں کہ رسول اللہﷺنے فرمایا: جس آدمی کے پاس ذبح کرنے کے لیے کوئی قربانی ہو تو جب ذو الحجہ کا چاند نظر آجائے تو وہ قربانی کرنے تک اپنے بالوں اور ناخنوں کو بالکل نہ کاٹے۔
--------------------
✦Umm Salama, the wife of Allah's Apostle may peace be upon him reported Allah's Messenger may peace be upon him have said: He who has a sacrificial animal with him whom (he intends) to offer as sacrifice, and he enters the month of Dhu'I-Hijja, he should not get his hair cut or nails trimmed until he has sacrificed the animal.
*Sahih Muslim, Book 022, Number 4873*
------------------------------

Tuesday, 16 August 2016

Qurbani ke jaanworo ke gale mein haar pahna diya karti thi



Bismillahhirrahmanirrahim
*Qurbani ke jaanworo ke gale mein haar pahna diya karti thi*
---------------------
✦Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Madiney se Qurbani rawana kartey they aur main un (Qurbani ke jaanworo) ke gale mein haar pahna diya karti thi
-------------------
✦आयेशा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायात है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम मदीने से क़ुरबानी रवाना करते थे और मैं उन(क़ुरबानी के जानवरो के)गले में हार पहना दिया करती थी
---------------
حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے روایت ہےوہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہ ﷺ مدینہ سے قربانی کا جانور بھیجا کرتے تھے ، اور میں خود ان جانوروں کے گلے مے ہار بناتی تھی
--------------------
✦Aishah said: “The Messenger of Allah (SAW) used to send sacrificial animals from Al-Madinah and I would twist the garlands for his sacrificial animals
Sahih Muslim, Vol 3, 3194
------------------------------

Saturday, 13 August 2016

Qurbani ke janwaro ki koi cheez qasayee ko mazduri mein na do

Qurbani ke janwaro ki koi cheez qasayee ko mazduri mein na do
-------------------
Bismillahhirrahmanirrahim
✦ Ali Radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoollAllah sallallahu alaihi wasallam ne mujhe hukm diya ki main Qurbani ke oonto ki dekhbhal karo aur unmein se koi cheez qasayee ko mazduri mein na do
-------------
✦ अली रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायात है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने मुझे हुक्म दिया की मै क़ुरबानी के ऊँटो की देखभाल करो और उनमे से कोई चीज कसाई को मजदूरी में ना दो
----------------
✦ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے علی رضی اللہ عنہ کو حکم دیا تھا کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی قربانی کے اونٹوں کی نگرانی کریں اور یہ کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے قربانی کے جانوروں کی ہر چیز گوشت چمڑے اور جھول  قصائی کی مزدوری اس میں سے نہ دیں۔
-------------------
✦ Narrated Ali Radi allahu anhu that the Prophet sallallahu alaihi wasallam ordered me to supervise the slaughtering (Animals) and not to give anything (of their bodies) to the butcher as wages for slaughtering.
_Sahih Bukhari, Vol 3, 1716_
------------------------------

Saturday, 23 July 2016

Aqeeqe k liye ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek

Bismillahhirrahmanirrahim
Aqeeqe k liye ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek 
-----------------
✦Umm Kurz Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya (Aqeeqe ke liye) ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek, aur is se koi farq nahi padhta ki wo (bakre) nar (male) ho ya mada (female).
---------------------
✦उम्म कुर्ज़ रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया (अक़ीक़े के लिए) लड़के की तरफ से दो बकरे हैं है और लड़की की तरफ से एक, और इस से कोई फ़र्क़ नही पढ़ता की वो (बकरे) नर (male) हो या मादा (female)
---------------------
✦ام کرز کعبیہ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا آپ فرماتے تھے : ” ( عقیقہ ) میں لڑکے کی طرف سے دو بکریاں برابر کی ہیں
----------------------
✦Narrated Umm Kurz The Messenger of Allah (ﷺ) said: Two sheep which resemble each other are to be sacrificed for a boy and one for a girl.
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1062-Sahih
---------------------------------