Search This Blog

Showing posts with label Umrah. Show all posts
Showing posts with label Umrah. Show all posts

Sunday, 4 August 2019

Ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
-------------
✦Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya HAJJ mabrur ka jannat ke siwa koi sila nahi hai aur ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
Sunan Nasaii,Jid-2,Hadith-533-Sahih
-----------------------
✦अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया हज्ज मबरुर का जन्नत के सिवा कोई सिला नही है और एक उमराह दूसरे उमराह तक होने वाले गुनाहों का कफ्फारा है
सुनन नसाई,जिल्द-2,हदिस-533–सही
-----------------------
ابوہریرہ رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”مبرور و مقبول حج کا بدلہ جنت کے سوا اور کچھ نہیں اور ایک عمرہ دوسرے عمرہ کے درمیان تک کے گناہوں کا کفارہ ہے“۔
سنن نسائی،جلد-٢،حديث-٥٣٣-صحيح
-----------------------
✦It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said: "The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Hajj al-Mabrur brings no reward other than Paradise, and from one 'Umrah to another is expiation for what came in between.
Sunan Nasaii,Book-24,Hadith-2623-Sahih
------------------------------

Saturday, 18 August 2018

Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai
-----------------------
★Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya baar baar Hajj aur Umrah kiya karo kyunki baar baar Hajj aur umraah karna Gareebi ( Muflisi) aur Gunaahon ko aisey khatam kar deta hai jaisey bhatti lohey ke mail ko khatam kar deti hai.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,1044--Sahih
-----------------------
★उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया बार बार हज और उमरा किया करो क्यूंकि बार बार हज और उमरा करना गरीबी और गुनाहों को ऐसे खत्म कर देता है जैसे भट्टी लोहे के मैल को खत्म कर देती है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-2,हदीस-1044
-----------------------
عمر رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﻧﺒﯽ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺣﺞ ﺍﻭﺭ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﻮ ﯾﮑﮯ ﺑﻌﺪ ﺩﯾﮕﺮﮮ ﺍﺩﺍ ﮐﺮﻭ، ﺍﺱ ﻟﯿﮯ ﮐﮧ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﺑﺎﺭﺑﺎﺭ ﮐﺮﻧﺎ ﻓﻘﺮ ﺍﻭﺭ ﮔﻨﺎﮨﻮﮞ ﮐﻮ ﺍﯾﺴﮯ ﮨﯽ ﺩﻭﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ ﺟﯿﺴﮯ ﺑﮭﭩﯽ ﻟﻮﮨﮯ ﮐﮯ ﻣﯿﻞ ﮐﻮ ۔
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ ﺟﻠﺪ ۲ ۱۰۴۴ ﺻﺤﯿﺢ
-----------------------
★Narrated by Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu that the prophet peace be upon him said Perform Hajj and Umrah one after the another for performing them one after the other removes poverty and sin as the bellows removes impurity from iron.
Sunan Ibn Majah,Book-25,2887-Sahih
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 15 August 2018

Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega
-----------------------
★Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega.
Al Silsila As Sahiha,Hadith-2146
-----------------------
★अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा
अल सिलसिला अस साहिहा,हदिस-2146
-----------------------
اﺑﻮ ﮨﺮﯾﺮﮦﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺳﮯ ﻣﺮﻭﯼ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﷺ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﺍﺭﺍﺩﮮ ﺳﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ، ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮ ﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮﻧﮯﮐﺎﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﮯ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎﮔﯿﺎ ﺗﻮ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﺠﺎﮨﺪ ﮐﺎ ﺍﺟﺮ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔
ﺍﻟﺴﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٢١٤٦
-----------------------
✦Abu Huraira reported:The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said,Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.
Al Silsila As Sahiha, 2146
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 3 July 2018

Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye

Bismillahhirrahmanirrahim
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye
-----------------------
★Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye aur tamam umre Dhul Qaida ke mahine mein kiye siwaye us Umre ke jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hajj ke saath kiya
1) Hudaibiya ka Umra bhi Aap ﷺ Dhul Qaida ke mahine mein kiya
2) Phir dusre saal mein Aap  ﷺ ne Dhul Qaida meinumra kiya aur
3) Ek umra Jirana se Aap  ﷺ ne kiya tha jaha Gazwe Hunain ki ganimat Aap  ﷺ ne taqseem ki thi ye bhi Dhul Qaida mein kiya tha
4) Aur ek umra Hajj ke sath kiya ( jo Dhul hajj mein kiya tha).
Saih Bukhari,Jild-5,Hadith-4148
-----------------------
★अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने चार (4) उमरा किए और तमाम उमरे ज़ुल क़ायदा के महीने में किए सिवाए उस उमरे के जो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम नेहज्ज के साथ किया
1) हुदेबिया का उमरा भी आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ज़ुल क़ायदा के महीने में किया
2) फिर दूसरे साल  में आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने ज़ुल क़ायदा में उमरा किया और
3) एक उमरा जिअराना से आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने किया था जहाँ गजवा ए हुनैन की गनीमत आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने तक़सीम की थी ये भी ज़ुलक़ायदा में किया था
4) और एक उमरा हज्ज के साथ किया ( जो ज़ुल हज्ज में किया था)
सही बुखारी, जिल्द 5, 4148
-----------------------
انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے خبر دی کہ رسول اللہ ﷺ نے چار عمرے کئے اور سوا اس عمرے کے جو آپ ﷺ نے حج کے ساتھ کیا  تمام عمرے ذیقعدہ ( کے مہینے ) میں کئے۔حدیبیہ کا عمرہ بھی آپ ﷺ ذی قعدہ ( کے مہینے ) میں کرنے تشریف لے گئے پھر دوسرے سال  آپ ﷺ نے ذی قعدہ میں عمرہ کیااور ایک عمرہ جعرانہ سے آپ  ﷺ نے کیا تھا  جہاں غزوہ حنین کی غنیمت آپ ﷺ نے تقسیم کی تھی۔ یہ بھی ذی قعدہ میں کیا تھااور ایک عمرہ حج کے ساتھ کیا ( جو ذی الحجہ میں کیا تھا ) ۔
صحیح بخاری جلد ٥، ٤١٤٨
-----------------------
★Narrated Anas Radi Allahu Anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  performed four Umras, all in the month of Dhul-Qa'da, except the one which he performed with his Hajj (i.e. in Dhul-Hijja).
1) He ﷺ performed one Umra from Al-Hudaibiyain Dhul- Qa'da
2) another Umra in the following year in Dhul Qa'da
3) A third from Al-Jirana where he ﷺ distributed the war booty of Hunain, in DhulQa'da,
4) And the fourth Umra he ﷺ performed was with his Hajj.
Sahih Bukhari,Book-59,Hadith-469
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 17 April 2018

Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai
-----------------------
★Sahl bin Hunaif radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo apne ghar mein paak hokar Masjid Quba mein aakar namaz ada kare usko umrah karne ke barabar ajar milega.
Sunan ibn Majah,Jild-1,Hadith-1412-Hasan
-----------------------
★सहल बिन हुनैफ रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जो अपने घर में पाक होकर मस्जिद क़ुबा में आकर नमाज़ अदा करे उसको उमरह करने के बराबर अजर मिलेगा
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,हदिस-1412-हसन*l
-----------------------
حضرت سہل بن حنیف بیان فرماتے ہیں کہ رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے ارشاد فرمایا جو اپنے گھر خوب پاکی حاصل کرے پھر مسجد قباء آ کر نماز پڑھے اس کو عمرہ کے برابر اجر ملے گا ۔
سنن ابن ماجه،جلد-١،حديث-١٤١٢-حسن
-----------------------
★Sahl bin Hunaif said:“The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘Whoever purifies himself in his house, then comes to the Quba’ Mosque and offers one prayer therein, will have a reward like that for ‘Umrah.”
Sunan Ibn Majah,Book-5,Hadith-1477-Hasan
-----------------------------------------------------------