Search This Blog

Showing posts with label Qarz (Debt). Show all posts
Showing posts with label Qarz (Debt). Show all posts

Tuesday, 23 June 2020

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye

Bismillahhirrahmanirrahim

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye 
-------------

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,Hadith-570–Sahih
-----------------------

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन की रूह (मौत के बाद भी)क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए.
सुनन ईब्न माजा,जिल्द-2,हदिस-570–सही
-----------------------

 ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: آدمی کی جان اس کے قرض کے ساتھ لٹکی رہتی ہے یہاں تک کہ اس کی طرف سے ادائیگی کر دی جائے-
سنن ابن ماجہ،جلد-۲،حديث- ۵۷۰-صحيح
-----------------------

✦  It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off.
Sunan Ibn Majah,Book-15,Hadith-2413-Sahih
------------------------------

Thursday, 26 July 2018

Qarzdar ko mohlat dene par har roz sadqe ka sawab milta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Qarzdar ko mohlat dene par har roz sadqe ka sawab milta hai
-----------------------
★RasoolAllah ﷺ ne farmaya Jo tangdast ko mohlat dega usko har din ke badle sadqe ka sawab milega aur jo adayeegi ki miyad guzarne ke baad bhi mohlat de to usko diye gaye qarze ke barbabr har roz sadqe ka sawab mile ga
Sunan Ibn Maja , Jild 2, 575-Sahih
-----------------------
✦रसूल-अल्लाह ﷺ ने फरमाया जो तंगदस्त को मोहलत देगा उसको हर दिन के बदले सदक़े का सवाब मिलेगा और जो अदायीगी की मियाद गुज़रने के बाद भी मोहलत दे तो उसको दिए गये क़र्ज़े के बराबर हर रोज़ सदक़े का सवाब मिलेगा
सुनन इब्न माजा , जिल्द 2, 575-सही
-----------------------
ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺟﻮ ﺗﻨﮕﺪﺳﺖ ﮐﻮ ﻣﮩﻠﺖ ﺩﮮ ﺗﻮ ﺍﺱ ﮐﻮ ﮨﺮ ﺭﻭﺯ ﮐﮯ ﺑﺪﻟﮧ ﺻﺪﻗﮧ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻣﻠﮯ ﮔﺎ ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺍﺩﺍﺋﯿﮕﯽ ﮐﯽ ﻣﯿﻌﺎﺩ ﮔﺬﺭﻧﮯ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ ﺑﮭﯽ ‏( ﻗﺮﺽ ﺩﺍﺭ ﮐﻮ ‏) ﻣﮩﻠﺖ ﺩﮮ ﺗﻮ ﺍﺱ ﮐﻮ ﮨﺮ ﺭﻭﺯ ﻗﺮﺿﮧ ﮐﮯ ﺑﺮﺍﺑﺮ ﺻﺪﻗﮧ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻣﻠﮯ ﮔﺎ۔
سنن ابن ماجه،جلد-٢،حديث-٥٧٥-صحيح
-----------------------
★RasoolAllah ﷺ said Whoever gives respite to one in difficulty, he will have (the reward of) an act of charity for each day. Whoever gives him respite after payment becomes due, will have (the reward of) an act of charity equal to (the amount of the loan) for each day.
Sunan Ibn Maja, Book 15, 2418-Sahih
-----------------------------------------------------------

Sunday, 1 July 2018

Qarz lekar apne nafs ko khauff mein mat daalo

Bismillahhirrahmanirrahim
Qarz lekar apne nafs ko khauff mein mat daalo
-----------------------
★RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aman ke baad apne nafso ko khauff  mein mat daalo , logon ne kaha Ya RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam wo kaise ? to RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qarz lekar (yani qarz lene se bacho)
Masnad Ahmed : 6019-Sahih
-----------------------
★रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अमन के बाद अपने नफ्सों को खौफ में मत डालो , लोगों ने कहा या रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम वो कैसे ?तो रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया क़र्ज़ लेकर ( यानि क़र्ज़ लेने से बचो )
मसनद अहमद -6019-सही
-----------------------
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌‌وسلم  نےفرمایا:  امن کے بعد اپنے نفسوں کو خوف میں مت ڈالوں ۔لوگوں نے کہا:یا رسول الله ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم وہ  کیسے ؟  آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم  نے فرمایا:   قرض لے کر  (یعنی قرض لینے سے بچوں)
مسند احمد ٦٠١٩- صحیح
-----------------------
★RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Don’t scare yourselves after you are being reassured.” The companions asked, “What is that, O Messenger of Allah?” He replied It is debt. (A person should avoid debt
Masnad Ahmed : 6019-Sahih
-----------------------------------------------------------