Search This Blog

Showing posts with label Etidaal (The Zuhd). Show all posts
Showing posts with label Etidaal (The Zuhd). Show all posts

Sunday, 7 January 2018

Duniya ki misaal aakhirat ke muqable mein aisee hai jaisey tum mein se koi apni ungli samundar mein dale phir dekhey ki kitna paani uski ungli mein lagta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Duniya ki misaal aakhirat ke muqable mein aisee hai jaisey tum mein se koi apni ungli samundar mein dale phir dekhey ki kitna paani uski ungli mein lagta hai
-----------------------
★Mustawrid Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Duniya ki misaal aakhirat ke muqable mein aisee hai jaisey tum mein se koi apni ungli samundar mein dale phir dekhey ki kitna paani uski ungli mein lagta hai.
Sunan ibn Majah,Jild-3,989-Sahih
-----------------------
★मुस्तविर्द रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया दुनिया की मिसाल आखिरत के मुकाबले में ऐसी है जैसे तुम में से कोई अपनी ऊँगली समुन्दर में डाले फिर देखे की कितना पानी उसकी ऊँगली में लगता है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-3,हदिस-989-सही
-----------------------
مستورد رضی اللہ عنہ (جو بنی فہر کے ایک فرد تھے) کہتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: دنیا کی مثال آخرت کے مقابلے میں ایسی ہی ہے جیسے تم میں سے کوئی اپنی انگلی سمندر میں ڈالے، اور پھر دیکھے کہ کتنا پانی اس کی انگلی میں واپس آتا ہے ۔
سنن ابن ماجع،جلد-٣،حديث-٩٨٩-صحيح
-----------------------
★Its narrated by Mustawrid Radi Allahu Anhu I heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: ‘The likeness of this world in comparison to the Hereafter is that of anyone of you dipping his finger into the sea: let him see what he brings forth.’”
Sunan Ibn Majah,Book-37,Hadith-4108-Sahih
-----------------------------------------------------------

Thursday, 23 November 2017

Murdah kahega mujh ko Namaz padhne do

Bismillahhirrahmanirrahim
Murdah kahega mujh ko Namaz padhne do
-----------------------------
✦Hazrat Jabir Radi-Allahu-Anhu se Riwayat Hain ke Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya: jab maiyat ko Qabar mein daqil kiya jata hain to us ko nazar aata hain jaise suraj doobne ke kareeb hain wo baithta hain Apni donon Aankhon ko malte huye aur kehta hain mujh ko Namaz padhne do chord do.
✦जाबिर रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायात है की नबी करीम सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की जब मय्यत को क़ब्र में दाखिल किआ जाता है तो उसको नजर आता है की जैसे सूरज डूबने के करीब है वो बैठता है अपनी दोनों आँखों को मलते हुए कहता है की मुझको नमाज पढ़ने दो छोढ़ दो
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب مردہ قبر میں جاتا ہے تو اسے ایسا لگتا ہے کہ سورج ڈوبنے کا وقت قریب ہے، وہ بیٹھتا ہے اپنی دونوں آنکھوں کو ملتے ہوئے، اور کہتا ہے: مجھے نماز پڑھنے کے لیے چھوڑ دو ۔
It was narrated from Jabir that the Prophet Sall-Allahu Alaihi Wasallam said:“When the deceased enters the grave, the sun is made to appear as if it is setting. He sits up, wipes his eyes and says: ‘Let me pray
-------------------------
❗Sunan Ibne Majaah(sahih)
English reference : Vol. 5, Book 37, Hadith 4272Arabic reference : Book 37, Hadith 4413
------------------------

Thursday, 16 November 2017

Duniya momeen ke liye Qaidkhana (jail) hai aur kaafir ke liye Jannat hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Duniya momeen ke liye Qaidkhana (jail) hai aur kaafir ke liye Jannat hai
-----------------------
★Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Duniya momeen ke liye Qaidkhana (jail) hai aur kaafir ke liye Jannat hai.
Sahih Muslim,Jild-6, Hadirh-7417
-----------------------
★अबु हुरैरा रदि अल्लाहु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया दुनिया मोमीन के लिए कैदखाना (जेल) है और क़ाफ़िर के लिए जन्नत है.
सही मुस्लिम,जिल्द-6,हदिस-7417
-----------------------
حضرت ابو ہریرۃ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے ،کہا:رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: دنیا مومن کا قید خانہ اور کافر کی جنت ہے-
صحيح مسلم،جلد-٦،حديث-٧٤١٧
-----------------------
★Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: The world is a prison-house for a believer and Paradise for a non-believer.
Sahih Muslim,Book-42,Hadith-7058
------------------------------

Tuesday, 1 August 2017

Mainey Qabr ke manzar se zyada ghabrahat paida karne wala manzar nahi dekha

Bismillahhirrahmanirrahim
Mainey Qabr ke manzar se zyada ghabrahat paida karne wala manzar nahi dekha
-----------------------
★Hazrat Uthman Radi Allahu Anhu kisi qabr par khadey hotey to itna rotey ki aapki dadhi Mubarak tar ho jati un se kaha gaya ki Aap jannat aur dozakh ke zikr par itna nahi rote jitna Qabr ko dekh kar rotey hain iski kya wajah hai , to Uthman Radi Allahu anhu ne farmaya ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qabr aakhirat ki manzil mein se pahli manzil hai agar kisi ne is sey nijat paa li to jo uskey  baad (hashr) hai wo uskey liye aasan hoga lekin kisi ko is se nijat na mili to jo uskey baad hai wo aur bhi sakht hoga phir Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya mainey Qabr ke manzar se zyada ghabrahat paida karney wala manzar nahi dekha.
Jamia Tirmidhi,Jild-2,189-Hasan
-----------------------
★हज़रत उसमान  रदी अल्लाहू अन्हु किसी क़ब्र पर खड़े होते तो इतना रोते की आपकी दाढ़ी मुबारक तर हो जाती उन से कहा गया की आप जन्नत और दोज़ख़ के ज़िक्र पर इतना नही रोते जितना क़ब्र को देख कर रोते हैं इसकी क्या वजह है , तो उसमान रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया की रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया क़ब्र आख़िरत की मंज़िल में से पहली मंज़िल है अगर किसी ने इस से निजात पाली तो जो उसके बाद (हशर) है वो उसके लिए आसान होगा लेकिन किसी को इस से निजात ना मिली तो जो उसके बाद है वो और भी सख़्त होगा फिर रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मैने क़ब्र के मंज़र से ज़्यादा घबराहट पैदा करनेवाला मंज़र नही देखा
जामिया तिरमिज़ी,जिल्द-2,189-हसन
-----------------------
عثمان رضی الله عنہ جب کسی قبرستان پر ٹھہرتے تو اتنا روتے کہ آپ کی داڑھی تر ہو جاتی، ان سے کسی نے کہا کہ جب آپ کے سامنے جنت و جہنم کا ذکر کیا جاتا ہے تو نہیں روتے ہیں اور قبر کو دیکھ کر اس قدر رو رہے ہیں؟ تو کہا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا ہے: ”آخرت کے منازل میں سے قبر پہلی منزل ہے، سو اگر کسی نے قبر کے عذاب سے نجات پائی تو اس کے بعد کے مراحل آسان ہوں گے اور اگر جسے عذاب قبر سے نجات نہ مل سکی تو اس کے بعد کے منازل سخت تر ہوں گے“، عثمان رضی الله عنہ نے مزید کہا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا: ”گھبراہٹ اور سختی کے اعتبار سے قبر کی طرح کسی اور منظر کو نہیں دیکھا“
جامع ترمزى،جلد-٢، ١٨٩-حسن
-----------------------
★Hani the freed slave of Uthman Radi Allahu Anhu said:When Uthman Radi Allahu Anhu would stop at a grave he would cry until his beard was soaked (in tears). It was said to him: 'The Paradise and the Fire were mentioned and you did not cry, yet you cry because of this?' So he said:  The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "Indeed the grave is Allah the first stage among the stages of the Hereafter. So if one is saved from it, then what comes after it is easier than it. And if one is not saved from it, then what comes after it is worse than it." And the Messenger of Allah said: "I have not seen any sight except that the grave is more horrible than it."
Jamia Tirmidhi,Book-10,2308-Hasan
------------------------------

Saturday, 17 June 2017

Allah subhanahu Farmata hai mere liye aapas me muhabbat karney walo ke liye noor ke mimbar honge

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah subhanahu Farmata hai mere liye aapas me muhabbat karney walo ke liye noor ke mimbar honge
-----------------------
★Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu farmata hai mere liye aapas mein muhabbat karney walo ke liye noor ke mimbar hongey jin par Anbiya aur shohda (Shaheed) bhi rashk karengey.
Jamia Tirmidhi,Jild-2,274-Sahih
-----------------------
★मुआज़ बिन जबल रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया अल्लाह सुब्हानहु फरमाता है मेरे लिए आपस में मुहब्बत करने वालो के लिए नूर के मिंम्बर होंगे जिनपर अम्बिया और शोहदा(शहीद)भी रश्क करेंगे
जामी तिर्मिज़ी,जिल्द-2,274-सही
-----------------------
معاذ بن جبل رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: ”اللہ تبارک و تعالیٰ نے فرمایا: میری عظمت و بزرگی کے لیے آپس میں محبت کرنے والوں کے لیے قیامت کے دن نور( روشنی ) کے ایسے منبر ہوں گے جن پر انبیاء اور شہداء بھی رشک کریں۔
جامع ترمذی،جلد-٢، ٢٧٤-صحیح
-----------------------
★Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu narrated that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: Allah, the Mighty and Sublime, said: 'Those who love each other for the sake of My Majesty shall be upon podiums of light, and they will be admired (desired ) by the Prophets and the martyrs.
Jamia Tirmidhi,Book-10,2390-Sahih
------------------------------

Saturday, 13 May 2017

Wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai
-----------------------
★Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai , subah ko wo bhukhe nikalte hain aur sham ko wo pet bhar kar wapas aate hain.
Jamia Tirmidhi,Jild-2,225-Hasan
-----------------------
★उमर बिन ख़त्ताब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल्ल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया अगर तुम अल्लाह पर इस तरह भरोसा करो जिस तरह भरोसा करने का हक़ है तो वो तुम्हे इस तरह रिज़क़ देगा जिस तरह परिंदो को रिज़क़ देता है, सुबह को वो भूखे निकलते हैं और शाम को वो पेट भर कर वापस आते हैं
जामिया तिरमिज़ी,जिल्द-2,225-हसन
-----------------------
عمر بن خطاب رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ رسول الله صلى الله عليه وسلم نے فرمایا اگر تم اللہ پر اس طرح بھروسہ کرو جس طرح بھروسہ کرنےکا حق ہے تو وہ  تمہے اس طرح رزق دیگا جس طرح پرندو کو رزق دیتا ہے ،صبح کو وو بھوکھے نکلتے ہیں اور شام کو وہ  پیٹ بھر کر واپس آتے ہیں
جامع  ترمزی ،جلد-٢،-٢٢٥-حسن
-----------------------
★Its Narrated by Umar bin Al-Khattab Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said If you were to rely upon Allah with the required reliance, then He would provide for you just as a bird is provided for, it goes out in the morning empty, and returns full.
Jamia Tirmidhi,Vol-4,Book-10,2344-Hasan
------------------------------
Islamic Quiz-253
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Waisey to Allah sabko hi rizq deta hai magar is hadith me kiska zikar hai ?
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah (-----------) ko rizq deta hai ?
A) parindo
B) Oonto
C) Insano
D) Jinno
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
A is the correct answer

Thursday, 11 August 2016

Saaf Dil wala ho aur Sacchi Zubaan wala ho" to wo Sab se Behtar Banda"hai

Saaf Dil wala ho aur Sacchi Zubaan wala ho" to wo Sab se Behtar Banda"hai
---------------
Bismillahhirrahmanirrahim
✦Hajrat abdullah bin umar se riwayat hai ki Rasool-Allah (Sal-Allahu-alaihe-wasallam) ne farmaya;Logo me sab se Behtar wo hai jo, Paak aur Saaf Dil wala ho aur Sacchi Zubaan wala ho Paak-Saaf Dil wala woh Parhezgaar Aadmi hai, Jiske Dil me koi Gunaah, Zulm-o-Zyaadati, Jalan aur Hasad aur Nafrat na ho
-------------------
✦हजरत अब्दुल्लाह बिन उमर रदि अल्लाहु से रिवायात है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की लोगो में सब से बेहतर वो है जो पाक और साफ़ दिल वाला हो और सच्ची जुबान वाला हो।पाक साफ़ दिल वाला वो परहेजगार आदमी है जिसके दिल में कोई गुनाह,ज़ुल्म और ज्यादती,जलन और हसद और नफरत ना हो
---------------
✦حضرت عبداللہ بن عمر سے روایت ہے کى رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سوال کیا گیا ۔ کو ن سا آدمی افضل ہے آپ نے فر ما یا ہر صا ف دل والا صحا بہ نے عر ض کیا سچی زبا ن والا توہم جا نتے ہیں ۔ صاف دل والا کو ن ہو تا ہے آ پ نے فر ما یا پر ہیز گا ر پا ک با ز جس (کے دل ) میں نہ کو ئی گنا ہ ہو نہ زیا دتی نہ کینہ نہ حسد
-------------------
✦It was narrated that ‘Abdullah bin ‘Amr said: “It was said to the Messenger of Allah (ﷺ): ‘Which of the people is best?’ He said: ‘Everyone who is pure of heart and sincere in speech.’ They said: ‘Sincere in speech, we know what this is, but what is pure of heart?’ He said: ‘It is (the heart) that is pious and pure, with no sin, injustice, rancor or envy in it.’”
Sunan Ibn Majah-4216(Sahih)
------------------------------