Search This Blog

Showing posts with label Jihad. Show all posts
Showing posts with label Jihad. Show all posts

Sunday, 4 August 2019

Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah ki raah mein ladte hai
-------------
✦Kya tumne hajiyo ko pani pilana aur masjid Al-haram ko aabad karna unke barabar jaisa khayal kar liya hai jo Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhte hai aur Allah ki raah mein ladte hai , ye log Allah ke nazdeek barabar nahi hai , aur Allah zalim logon ko hidayat nahi deta
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Aayat-19
-----------------------
✦क्या तुमने हाजियों को पानी पिलाना और मस्जिद अल-हराम (काबा) को आबाद करना उनके बराबर जैसा ख्याल कर लिया है जो अल्लाह और आखिरत के दिन पर ईमान रखते हैं और अल्लाह की राह में लड़ते हैं ये लोग अल्लाह के नज़दीक बराबर नहीं हैं और अल्लाह जालिमों को हिदायत नहीं दिया करता
अल~क़ुरान,सुरह तौबा(9),आयत-19
-----------------------
کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد الحرام یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو اللّه اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہےاور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ اللّه کے نزدیک برابر نہیں ہیں  اور اللّه ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا-
القرآن،سورة التوبة(٩)،آیت-١٩
-----------------------
✦Do you consider the providing of drinking water to the pilgrims and the maintenance of Al-Masjidal-Haram (at Makkah) as equal to the worth of those who believe in Allah and the Last Day, and strive hard and fight in the Cause of Allah? They are not equal before Allah. And Allah guides not those people who are the Zalimun (polytheists and wrong-doers).
Al~Quran,Surah At-Taubah(9),Verse-19
------------------------------

Wednesday, 21 November 2018

Bewaon aur miskeenon ki madad karne wale ka darja

Bismillahhirrahmanirrahim
Bewaon aur miskeenon ki madad karne wale ka darja
-----------------------
★Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala Allah ke raastey mein Jihad karney waley ke barabar hai  ya Raat bhar Ibadat aur din bhar Roza  rakhney waley ke barabar hai.
Sahih Bukhari, Jild-7, 5353
-----------------------
★हजरत अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया बेवाओं और मिस्कीनों के काम आनेवाला अल्लाह के रास्ते में जिहाद करने वाले के बराबर है या रात भर इबादत और दिन भर रोज़ा रखने वाले के बराबर है।
सही बुख़ारी, जिल्द-7, 5353
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ بیواؤں اور مسکینوں کے کام آنے والا اللہ کے راستے میں جہاد کرنے والے کے برابر ہے، یا رات بھر عبادت اور دن کو روزے رکھنے والے کے برابر ہے۔
سحى بخارى، جلد 7، 5353
-----------------------
★Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam  said, "The one who looks aftera widow or a poor person is like a Mujahid (warrior) who fights for Allah's Cause, or like him who performs prayers all the night and fasts all the day."
Sahih Bukhari, Vol-7,Book 64, 265
-----------------------------

Wednesday, 12 September 2018

Allah Subhanahu ne tumara naam Musalman rakha hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah Subhanahu ne tumara naam Musalman rakha haid
-----------
★Aur Allah Subhanahu ki raah mein jihad Karo Jaise jihad karne ka haq Hai usne tumhein apne kaam ke liye chun liya hai aur tum par deen ki kisi baat mein tangi ( Mushkil) nahi ki aur tumhare liye tumhare Baap Ibrahim Alaihi Salam ke deen ko pasnad Kiya Allah Subhanahu ne pahle ( Yani Pahli kitabon mein) tumara naam Muslman rakha tha aur iss Kitab mein bhi wahi naam rakha hai, to jihad Karo taaki Nabi( Sallallahu Alaihi Wasallam) tumare bare mein gawah ho aur tum logo par gawah ho aur Namaz padho, aur Zaqat do, aur Allah Subhanahu Ke Deen ki rassi ko pakde raho wahi tumara dost hai aur khoob dost aur khoob madadgar hai
Al~Quran,Surah Al-Hajj(22)Aayat-78
-----------------------
★और अल्लाह सुबहानहु की राह में जिहाद करो जैसे जिहाद करने का हक़ है उसने तुम्हें अपने काम के लिए चुन लिया है और तुम पर दीन की किसी बात में तंगी ( मुश्किल) नही की और तुम्हारे लिए तुम्हारे बाप इब्राहिम अलैही सलाम के दीन को पसंद किया, अल्लाह सुब्हानहु ने पहले (यानी पहली किताबों में) तुम्हारा नाम मुसलमान रखा था और इस किताब में भी वही नाम रखा है, तो जिहाद करो ताकि नबी (सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) तुम्हारे बारे में गवाह हो और तुम लोगो पर गवाह हो और नमाज़ पढ़ो, और ज़कात दो, और अल्लाह सुबहानहु के दीन की रस्सी को पकड़े रहो वही तुम्हारा दोस्त है और खूब दोस्त और खूब मददगार है
अल~क़ुरान,सुरह हज (22),आयत (78)
-----------------------
ﺍﻭﺭ ﺍﻟﻠﻪ ‏( ﮐﯽ ﺭﺍﮦ ‏) ﻣﯿﮟ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻭ ﺟﯿﺴﺎ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﺎ ﺣﻖ ﮨﮯ۔ ﺍﺱ ﻧﮯ ﺗﻢ ﮐﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﮐﺎﻡ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﭼﻦ ﻟﯿﺎ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﭘﺮ ﺩﯾﻦ ﮐﯽ ‏( ﮐﺴﯽ ﺑﺎﺕ ‏) ﻣﯿﮟ ﺗﻨﮕﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﯽ۔ ‏( ﺍﻭﺭ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﻟﺌﮯ ‏) ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﺑﺎﭖ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢ ﮐﺎ ﺩﯾﻦ ‏( ﭘﺴﻨﺪ ﮐﯿﺎ ‏) ﺍُﺳﯽ ﻧﮯ ﭘﮩﻠﮯ ‏( ﯾﻌﻨﯽ ﭘﮩﻠﯽ ﮐﺘﺎﺑﻮﮞ ﻣﯿﮟ ‏) ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﻧﺎﻡ ﻣﺴﻠﻤﺎﻥ ﺭﮐﮭﺎ ﺗﮭﺎ ﺍﻭﺭ ﺍﺱ ﮐﺘﺎﺏ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ‏( ﻭﮨﯽ ﻧﺎﻡ ﺭﮐﮭﺎ ﮨﮯ ﺗﻮ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻭ ‏) ﺗﺎﮐﮧ ﭘﯿﻐﻤﺒﺮ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﺑﺎﺭﮮ ﻣﯿﮟ ﺷﺎﮨﺪ ﮨﻮﮞ۔ ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﻣﻘﺎﺑﻠﮯ ﻣﯿﮟ ﺷﺎﮨﺪ ﺍﻭﺭ ﻧﻤﺎﺯ ﭘﮍﮬﻮ ﺍﻭﺭ ﺯﮐﻮٰﺓ ﺩﻭ ﺍﻭﺭ ﺧﺪﺍ ﮐﮯ ﺩﯾﻦ ﮐﯽ ‏( ﺭﺳﯽ ﮐﻮ ‏) ﭘﮑﮍﮮ ﺭﮨﻮ۔ ﻭﮨﯽ ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﺩﻭﺳﺖ ﮨﮯ۔ ﺍﻭﺭ ﺧﻮﺏ ﺩﻭﺳﺖ ﺍﻭﺭ ﺧﻮﺏ ﻣﺪﺩﮔﺎﺭ ﮨﮯ
ﺍﻟﻘﺮﺁﻥ ﺳﻮﺭۃ ﺍﻟﺤﺞ ‏( ۲۲ ‏) ﺁﯾﺖ ۷۸
-----------------------
★And strive for Allah with the striving due to Him. He has chosen you and has not placed upon you in the religion any difficulty. [It is] the religion of your father, Abraham. Allah named you Muslims before [in former scriptures] and in this [revelation] that the Messenger may be a witness over you and you may be witnesses over the people. So establish prayer and give zakah and hold fast to Allah . He is your protector; and excellent is the protector, and excellent is the helper.
Al~Quran,Surah Al-Hajj(22)Verse-78
-----------------------------------------------------------

Monday, 10 September 2018

Wednesday, 15 August 2018

Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega
-----------------------
★Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega.
Al Silsila As Sahiha,Hadith-2146
-----------------------
★अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा
अल सिलसिला अस साहिहा,हदिस-2146
-----------------------
اﺑﻮ ﮨﺮﯾﺮﮦﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺳﮯ ﻣﺮﻭﯼ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﷺ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﺍﺭﺍﺩﮮ ﺳﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ، ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮ ﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮﻧﮯﮐﺎﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﮯ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎﮔﯿﺎ ﺗﻮ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﺠﺎﮨﺪ ﮐﺎ ﺍﺟﺮ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔
ﺍﻟﺴﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٢١٤٦
-----------------------
✦Abu Huraira reported:The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said,Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.
Al Silsila As Sahiha, 2146
-----------------------------------------------------------

Tuesday, 3 July 2018

Allah ki raah mein takleefein pahuchne par na haare hain aur sust huye hain aur na wo dabey hain

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah ki raah mein takleefein pahuchne par na haare hain aur sust huye hain aur na wo dabey hain

-----------------------
★Aur bahut se Nabee aise huye hain jinke saath milkar bahut se Allah wale ladey hain phir Allah ki raah mein takleefein pahuchne par na haare hain aur sust huye hain aur na wo dabey hain aur Allah sabit qadam rahne walo ko pasand karta hai.
Al~Quran,Surah Al Imran(3),Aayat-146
-----------------------
★और बहुत से नबी ऐसे हुए हैं जिनके साथ मिलकर बहुत से अल्लाह वाले लड़े हैं  फिर अल्लाह की राह में तकलीफ पहुचने पर ना हारे हैं और ना सुस्त हुए हैं और ना वो दबे हैं और अल्लाह साबित क़दम रहने वालों को पसंद करता है
अल~क़ुरान,सुरह आल-ए-इमरान,आयत(3),आयत-146
-----------------------
اور بہت سےنبی ہیں جن کے ساتھہو کر بہت سے الله والے لڑے ہیں پھر الله کی راہ میں تکلیف پہنچنے پر نہ ہارے ہیںاور نہ سست ہوئے اور نہ وہ دبے ہیں اور الله ثابت قدم رہنے والوں کو پسند کرتا ہے-
القرآن،سورة آل عمران(٣)،آیت-١٤٥
-----------------------
★And many a Prophet fought (in Allah's Cause) and along with him (fought) large bands of religious learned men. But they never lost heart for that which did befall them in Allah's Way, nor did they weaken nor degrade themselves. And Allah loves As-Sabirun (the patient).
Al~Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Aayat-146
-----------------------------------------------------------

Thursday, 5 April 2018

Kaunsa kaam ALLAH ko sabse ziyada pasand hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kaunsa kaam ALLAH ko sabse ziyada pasand hai
-----------------------
★Abdullah bin masood ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  se pucha kaunsa kaam ALLAH ko sabse ziyada pasand hai,Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya waqt par namaz Padhna ,pucha ki phir kaunsa ? farmaya Waldein ke saath achcha  suluk karna ,  pucha ki phir kaunsa , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki ALLAH ke raaste mein Jihad karna .
Sahih Bukhari,Jild-7,Hadith-5970
-----------------------
★अब्दुला बिन मसूद ने रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम से पुछा कौन सा काम अल्लाह को सबसे ज्यादा पसंद है ? आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया वक़्त पर नमाज़ पढ़ना , पुछा की फिर कौन सा ? फ़रमाया की वालदैन के साथ अच्छा सुलूक करना , पुछा की फ़िर कौन सा ? आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया की अल्लाह के रास्ते में ज़िहाद करना
सही बुख़ारी,जिल्द-7,हदिस-5970
-----------------------
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا اللہ تعالیٰ کے نزدیک کون سا عمل سب سے زیادہ پسند ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ وقت پر نماز پڑھنا۔ پوچھا کہ پھر کون سا؟ فرمایا کہ والدین کے ساتھ اچھا سلوک کرنا، پوچھا پھر کون سا؟ فرمایا کہ اللہ کے راستے میں جہاد کرنا۔
صحيح بخارى جلد-٧،حديث-٥٩٧٠
-----------------------
★Narrated Al-Walid bin 'Aizar Radhi Allahu Anhu : I heard Abi Amr 'Ash-Shaibani saying, "The owner of this house." he pointed to 'Abdullah bin masood's house, "said, 'I asked the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam 'Which deed is loved most by ALLAH?" He replied, 'To offer prayers at their early (very first) stated times.' " 'Abdullah asked, "What is the next (in goodness)?" The Prophet said, "To be good and dutiful to one's parents," 'Abdullah asked, "What is the next (in goodness)?" The Prophet said, To participate in Jihad for ALLAH's Cause."
Sahih Bukhari,Book-73,Hadith-1
-----------------------------------------------------------

Wednesday, 9 August 2017

Kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai
-----------------------
★Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Mere liye , kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jati hai.
Sunan Abu Dawud,Jild-2,822-Sahih
-----------------------
★अबु दर्दा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरे लिए , कमजोर लोगों को तलाश करो क्यूंकी तुम्हे उन्ही की वजह से रोज़ी मिलती है और उन्ही की वजह से तुम्हारी मदद की जाती है
सुनन अबू दाऊद,जिल्द-2,822-सही

-----------------------
ابوالدرداء رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا ” میرے لیے ضعیف اور کمزور لوگوں کو ڈھونڈو ، کیونکہ تم اپنے کمزوروں کی وجہ سے رزق دیئے جاتے اور مدد کئے جاتے ہو-
سنن ابو داؤد،جلد-٢،حديث-٨٢٢-صحيح

-----------------------
★Narrated Abu Darda Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: Seek for me weak persons, for you are provided means of subsistence and helped through your weaklings.
Sunan Abu Dawud,Book-14,2588-Sahih

------------------------------

Tuesday, 1 August 2017

Allah subhanahu Qayamat ke pahley usey sakht museebat me daal dega

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah subhanahu Qayamat ke pahley usey sakht museebat me daal dega
-----------------------
★Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisney na kisi ghazwey mein hissa liya , aur na hi Ghazi (Allah ki raah mein ladney waley) ko koi saman faraham kiya, aur na hi Ghazi ke ghar walo ke saath achcha bartaw kiya to Allah subhanahu Qayamat ke pahley usey sakht museebat mein daal dega.
Sunan ibn Majah,Jild-2,919–Hasan
-----------------------
★अबु उमामा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु वसलम ने फरमाया जिसने ना किसी ग़ज़वे में हिस्सा लिया ,और ना ही ग़ाज़ी (अल्लाह की राह में लड़ने वाले) को कोई सामान फ़राहम किया,और ना ही ग़ाज़ी के घरवालों के साथ अच्छा बर्ताव किया तो अल्लाह सुब्हानहु क़यामत के पहले उसे सख्त मुसीबत में डाल देगा
सुनन इब्न माजा,जिल्द-919-हसन
-----------------------
ابوامامہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص نہ غزوہ کرے، نہ کسی غازی کے لیے سامان جہاد کا انتظام کرے، اور نہ ہی کسی غازی کی غیر موجودگی میں اس کے گھربار کی بھلائی کے ساتھ نگہبانی کرے، تو اللہ تعالیٰ قیامت آنے سے قبل اسے کسی مصیبت میں مبتلا کر دے گا ۔
سنن ابن ماجع،جلد-٢، ٩١٩-حسن
-----------------------
★It was narrated from Abu Umamah Radi Allahu Anhu that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said:“Whoever does not fight, or equip a fighter, or stay behind to look after a fighter’s family, Allah will strike him with a calamity before the Day of Resurrection.”
Sunan ibn Majah,Book-24,2762-Hasan
------------------------------

Thursday, 9 March 2017

Har qadam jo namaz ke liye uthtaa hai wo bhi sadqa hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Har qadam jo namaz ke liye uthtaa hai wo bhi sadqa hai
-----------------------
✦Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai agar koi shaksh kisi ki sawari mein madad kare ki usko sahara dekar sawari par sawar kara de ya uska saman us par utha kar rakh de to ye bhi sadqa hai, achcha aur paak lafz bhi sadqa hai, har qadam jo namaz ke liye uthtaa hai wo bhi sadqa hai aur (kisi musafir ko) raasta bata dena bhi sadqa hai.
Sahih Bukhari,Jild-4,2891
-----------------------
✦अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया रोज़ाना इंसान के हर जोड़ पर सदक़ा लाज़िम है अगर कोई सख्स किसी की सवारी में मदद करे की उसको सहारा देकर सवारी पर सवार करा दे या उसका सामान उसपर उठा के रख दे तो ये भी सदक़ा है ,अच्छा और पाक लफ्ज़ भी सदक़ा है ,हर क़दम जो नमाज़ के लिए उठता है वो भी सदक़ा है और किसी मुसाफिर को रास्ता बता देना भी सदक़ा है
सही बुखारी,ज़िल्द-4,2891
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہا کہ  نبی  کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا روزانہ انسان کے ہر ایک جوڑ پر صدقہ لازم ہے اور اگر کوئی شخص کسی کی سواری میں مدد کرے کہ اس کو سہارا دے کر اس کی سواری پر سوار کرا دے یا اس کا سامان اس پر اٹھا کر رکھ دے تو یہ بھی صدقہ ہے ۔ اچھا اور پاک لفظ بھی ( زبان سے نکالنا ) صدقہ ہے ۔ ہر قدم جو نماز کے لیے اٹھتا ہے وہ بھی صدقہ ہے اور ( کسی مسافر کو ) راستہ بتا دینا بھی صدقہ ہے ۔
سحى بخارى،جلد-4-2891
-----------------------
✦Narrated Abu Huraira Radi allahu anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said,"Charity is obligatory everyday on every joint of a human being. If one helps a person in matters concerning his riding animal by helping him to ride it or by lifting his luggage on to it, all this will be regarded charity. A good word, and every step one takes to offer the compulsory Congregational prayer, is regarded as charity; and guiding somebody on the road is regarded as charity."
Sahih Bukhari,Vol-4,Book-52,141
------------------------------

Friday, 9 December 2016

ALLAH subhanahu uska ajar jaari farma dega

Bismillahhirrahmanirrahim
ALLAH subhanahu uska ajar jaari farma dega
-----------------------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jo raah-e-khuda mein tainati ki halat mein is duniya se gaya to jo bhi (achcha) amal wo karta tha ALLAH subhanahu uska ajar jaari farma dega aur Allah iska rizq bhi (Qabr mein) jari farma dega Aur wo Qabr ki aazmayeesh se mehfooz rahega aur ALLAH usey qayamat ke roz har tarah ke khauff aur ghabrahat se mutmaeen uthayega.
Sunan Ibn Majah,Vol 2, 924-Sahih
-----------------------
حضرت ابو ہریرہ ؓ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا : جو راہ خدا میں تعنیاتی کی حالت میں اس دنیا سے گیا تو جو بھی (اچھا) عمل وہ کرتا تھا اللہ ﷻ اسکا اجر جاری فرما دیگا اور اللّه اسکا رزق بھی (قبر مے) جاری فرما دیگا اور وہ قبر کی آزمائش سے محفوظ رہے گا اور اللہ اسے قیامت کے روز ہر طرح کے خوف اور گھبراہٹ سے مطمئن اٹھائے گا۔
سنن ابن ماجہ, vol۲, ۹۲۴ صحیح
-----------------------
★अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की जो राह-ए-खुदा में तैनाती क़ी हालत में इस दुनिया से गया तो जो भीं(अच्छा) अमल वो करता है अल्लाह सुब्हानहु उसका अज़र जारी फरमा देगा और अल्लाह इसका रिज़्क़ भी क़ब्र में जारी फरमा देगा और वो क़ब्र की आज़माइश से महफूज़ रहेगा और अल्लाह उसे क़यामत के रोज हर तरह  के खौफ और घबराहट से मुतमईन उठाएगा
सुनन इब्न माजा, जिल्द 2,924-सही
-----------------------
★It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:“Whoever dies being prepared in the cause of Allah, will be given continuously the reward for the good deeds that he used to do, and he will be rewarded with provision, and he will be kept safe from Fattan (fitna or punishment of grave)  and Allah will raise him on the Day of Resurrection free of fright.”
Sunan Ibn Majah, Vol 1, Book 24,Hadith 2767-Sahih
-----------------------------