Search This Blog

Sunday, 27 June 2021

Hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye

Bismillahhirrahmanirrahim

Hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye 
-------------

✦ Pus hazrat ibrahim (alh-e-salam) per hazrat loot (alh-e-salam) eman laye aur kehnay lagay kay mein apnay rab ki taraf hijrat kerney wala hun. Woh bara hi ghalib aur hakeem hai.
Al~Quran,Surah Ankaboot (29),Aayat-26
-----------------------

✦ पस हजरत इब्राहीम अलैहि सलाम पर हज़रत लूत अलैहि सलाम ईमान ले आए और कहने लगे के मै अपने रब के तरफ हिजरत करने वाला हूं. वो बड़ा ही ग़ालिब और हक़ीम है
अल~क़ुरान,सूरए अन अनक़बूत(29),आयत-26
-----------------------

پس حضرت ابراہیم (علیہ السلام) پر حضرت لوط(علیہ السلام ایمان لائے اور کہنے لگے کہ میں اپنے رب کی طرف ہجرت کرنے والا ہو وہ بڑا ہی غالب اور حکیم ہے۔
القرآن،سورة العنكبوت(٢٩)،آیت-٢٦
-----------------------

✦ So Lut believed in him. He (Ibrahim Alaihi salam) said: "I will emigrate for the sake of my Lord Verily, He is the All-Mighty, the All-Wise.
Al~Quran,Surah Ankaboot(29),Aayat-26
------------------------------

Islamic Quiz-426

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Wo kaunse nabee hain jo Ibrahim Alaihi salam par imaan laye ?

A) Yaqub Alaihi Salam
B) Ishaq Alaihi Salam
C) Lut Alaihi Salam
D) Ismaeel Alaihi Salam
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai

# What is the name of that Prophet who believed in Ibrahim alaihi salam ?

A) Yaqub Alaihi Salam
B) Ishaq Alaihi Salam
C) Lut Alaihi Salam
D) Ismaeel Alaihi Salam
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
C is the correct answer

Thursday, 17 June 2021

Uss din munafiq mard-o-orat eman walon say kahan gay kay humara intizar to kero kay hum bhi tumharay noor say kuch roshni hasil kerlen

Bismillahhirrahmanirrahim

Uss din munafiq mard-o-orat eman walon say kahan gay kay humara intizar to kero kay hum bhi tumharay noor say kuch roshni hasil kerlen 
-------------

✦ Uss din munafiq mard-o-orat eman walon say kahan gay kay humara intizar to kero kay hum bhi tumharay noor say kuch roshni hasil kerlen jawab diya jayega kay tum apney peechay lot jao our roshni talash kero phir inkay our unkay darmiyan aik deewar haaeel kerdi jayegi jiss main darwaaza bhi hoga uss kay androoni hissay main to rehmat hogi our bahir ki taraf azab hoga.
Al~Quran,Surah Al-Hadid(57),Aayat-13
-----------------------

✦ उस दिन मुनाफिक मर्द और औरत इमान वालो से कहेंगे के हमारा इंतेज़ार तो करो के हम भी तुम्हारे नूर से से कुछ रौशनी हासिल कर ले , जवाब दिया जाएगा कि तुम अपने पिछे लौट जाओ और रौशनी तलाश करो , फिर इनके और उनके दरमियान एक दीवार हाएल कर दी जाएगी जिस में दरवाज़ा भी होगा , उसके अंदरूनी हिस्से में तो रहमत होगी और बाहर के तरफ अज़ाब होगा.
अल~क़ुरान,सूरए अल हदीद(57),आयत-13
-----------------------

اس دن منافق مرد و عورت ایمانداروں سے کہیں گے کہ ہمارا انتظار تو کرو کہ ہم بھی تمہارے نور سے کچھ روشنی حاصل کرلیں۔ جواب دیا جائے گا کہ تم اپنے پیچھے لوٹ جاؤ اور روشنی تلاش کرو پھر ان کے اور ان کے درمیان ایک دیوار حائل کر دی جائے گی جس میں دروازہ بھی ہوگا اس کے اندرونی حصہ میں تو رحمت ہوگی اور باہر کی طرف عذاب ہوگا۔
القرآن٫سورة الحديد(۵۷)٫آیت-۱۳
-----------------------

✦ On the [same] Day the hypocrite men and hypocrite women will say to those who believed, "Wait for us that we may acquire some of your light." It will be said, "Go back behind you and seek light." And a wall will be placed between them with a door, its interior containing mercy, but on the outside of it is torment.
Al~Quran,Surah Al-Hadid(57),Verse-13
------------------------------ 

Islamic Quiz-425

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Quran ke hisab se Qayamat ke din ye alfaz kaun kis se kahega ?
"Hamara intezar karo hum bhi tumhare noor se roshni le le "
A) Munafiq log momeeno se
B) Mushrik log momeeno se
C) Kafir Momeeno se
D) Burey dost unke achche dosto se
E) Gumrah ummat apne nabiyo se
F) Inmey se koi nahi
G) Sahi Jawab ka intezar hai

# According Quran Who will say this sentence to
"Wait for us! Let us get something from your light"
A) Hypocrites will say to believers
B) Polythiest will say to believers
C) Disbelievers will say to believers
D) The bad friend wll say to their good friend
E) Astray nation will say to their Prophet
F) None of the above
G) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
A is the correct answer 

Jo shakhs bair-e-ruma (yani ruma ke kuwey) ko khodega aur usko musalmano ke liye waqf kar dega to usko jannat ki basharat hai

Bismillahhirrahmanirrahim

Jo shakhs bair-e-ruma (yani ruma ke kuwey) ko khodega aur usko musalmano ke liye waqf kar dega to usko jannat ki basharat hai 
-------------

✦ Abu Abdur-Rahman radi allahu anhu se rivayat hai ki jab hazrat Uthman radi Allahu anhu muhasre mein liye gaye to (apne ghar ke)upar chad kar aapne baagiyo se farmaya tumko Allah ki kasam dekar puchta hu aur sirf Nabee Sal-Allahu alaihi wasallam ke ashab se puchta hu ki kya aap logo ko malum nahi ki jab Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs bair-e-ruma (yani ruma ke kuwey) ko khodega aur usko musalmano ke liye waqf kar dega to usko jannat ki basharat hai to maine hi us kuwey ko khoda tha
Sahih al-Bukhari 2778 (Part)
-----------------------

✦ अबु अब्दुर रहमान रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि जब हज़रत उस्मान रदि अल्लाहु अन्हु मुहाशरे में लिए गए तो (अपने घर के) ऊपर चढ़ के आपने बागियो से फ़रमाया तुमको अल्लाह की कसम देकर पुछता हु और सिर्फ नबी सल-अल्लाहु अलैहि वसलम के अशहाब से पुछता हु की क्या आपलोगो को मालूम नही की जब रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जो शख्स बैर-ए-रूमा (यानी रूमा के कुंए) को खोदेगा और उसको मुसलमानो के लिए वक्फ कर देगा तो उसको जन्नत की बशारत है , तो मैंने ही उस कुंवे को खोदा था.
सही अल बुखारी,हदिस-2778(पार्ट)
-----------------------

ابوعبدالرحمن نے کہ جب حضرت عثمان غنی رضی اللہ عنہ محاصرے میں لئے گئے تو ( اپنے گھر کے ) اوپر چڑھ کر آپ نے باغیوں سے فرمایا میں تم کو خدا کی قسم دے کر پوچھتا ہوں اور صرف نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے اصحاب سے قسمیہ پوچھتا ہوں کہ کیا آپ لوگوں کو معلوم نہیں ہے کہ جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص بیئر رومہ کو کھودے گا اور اسے مسلمانوں کے لئے وقف کر دے گا تو اسے جنت کی بشارت ہے تو میں نے ہی اس کنویں کو کھودہ تھا-
صحيح بخارى،حديث-٢٧٧٨
-----------------------

✦ Abu 'Abdur-Rahman Radi allahu anhu narrated When 'Uthman (ra) was circled (by the rebels), he looked upon them from above and said, "I asked you by Allah, I ask nobody but the Companions of the Prophet (ﷺ), dont you know that Allah's Messenger (ﷺ) said, 'Whoever will (buy and) dig the well of Ruma will be granted Paradise, and I (bought and) dug it.
Sahih Bukhari,Book-51,Hadith-38(Part)
------------------------------

Islamic Quiz-424

⏰ Daily Islamic Quiz➖1️⃣ ⏰

#Wo kaunse Ghazwa ka lashkar tha jiske liye Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo bhi is lashkar ke liye saman ka intezam usko jannat ki khushkhabri hai ?
A) Ghzwa e Hunain
B) Ghzwa e Banu Quraiza
C) Ghzwa e Khandaq
D) Ghazwa e Badr
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai

# What is the name of that Ghazwa (battle) for which the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said whoever will be equip that army , he will be granted paradise ?
A) Ghzwa e Hunain
B) Ghzwa e Banu Quraiza
C) Ghzwa e Khandaq
D) Ghazwa e Badr
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------


⏰ Daily Islamic Quiz➖2️⃣ ⏰

# Us Ghazwa ke lashkar ke liye saman ka intezam kisne kiya tha ?
A) Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
B) Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
C) Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D) Uthman Radi Allahu Anhu
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai

# Who equipped that army ?
A) Saad bin maaz Radi Allahu Anhu
B) Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
C) Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D) Uthman Radi Allahu Anhu
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
CC is the correct answer 

Sunday, 13 June 2021

Uss din jab tum momin mardon aur momin aurton ko dekho gay kay unn ka noor unn kay samney

Bismillahhirrahmanirrahim

Uss din jab tum momin mardon aur momin aurton ko dekho gay kay unn ka noor unn kay samney 
-------------

✦ Uss din jab tum momin mardon aur momin aurton ko dekho gay kay unn ka noor unn kay samney aur unn kay dayen janib dorr raha hoga , ( aur unn say kaha jaye ga kay : ) aaj tumhen khushkhabri hai unn baaghaat ki jinn kay neechay nehren behti hain , jinn mein tum hamesha hamesha raho gay . yehi hai jo bari zabardast kamiyabi hai.
Al~Quran,Surah Hadid(57), Aayat-13
-----------------------

✦ उस दिन जबकि तुम मोमिन मर्दों और औरतों को देखोगे कि उनका नूर उनके आगे-आगे और उनकी दाईं तरफ़ दौड़ रहा होगा। (उनसे कहा जाएगा कि) आज ख़ुशख़बरी है तुम्हारे लिये।" जन्नतें होंगी जिनके नीचे नहरें बह रही होंगी, जिनमें वो हमेशा रहेंगे। यही बड़ी कामयाबी है।
अल~क़ुरान,सूरए अल हदीद(57),आयत-12
-----------------------

جس دن آپ ایماندار مردوں اور عورتوں کو دیکھیں گے کہ ان کا نور ان کے سامنے اور ان کے داہنے دوڑ رہا ہوگا تمہیں آج ایسے باغوں کی خوشخبری ہے کہ ان کے نیچے نہریں چلتی ہیں وہ ان میں ہمیشہ رہیں گے یہی وہ بڑی کامیابی ہے-
القرآن،سورة الحديد(٥٧)آیت-١٢
-----------------------

✦ On the Day you see the believing men and believing women, their light proceeding before them and on their right, [it will be said], "Your good tidings today are [of] gardens beneath which rivers flow, wherein you will abide eternally." That is what is the great attainment. 
Al~Quran,Surah Hadid(57),Verse-13
------------------------------