Bismillahhirrahmanirrahim
Tum mein say aik jamat aisi honi chahaiye jo bhalaee ki taraf bulaye aur nek kaamon ka hukum keray aur burray kaamon say rokey aur yehi log falah aur nijat paney walay hain.
تم میں سے ایک جماعت ایسی ہونی چاہیے جو بھلائی کی طرف لائے اور نیک کاموں کا حکم کرے اور برے کاموں سے روکے اور یہی لوگ فلاح اور نجات پانے والے ہیں۔
तुम में से एक जमात ऐसी होनी चाहिए जो लोगों को नेकी की तरफ बुलाए और अच्छे काम करने का हुक्म दे और बुरे कामों से मना करे , ये लोग निजात पाने वाले है
And let there be [arising] from you a nation inviting to [all that is] good, enjoining what is right and forbidding what is wrong, and those will be the successful.
Al~Quran(3.104)
______________________
💠 Ae Merey Rabb Hmey Apny rahmat k panaah me le ley.Humsbko nafsey ammara k waswasey se bacha merey malik.Jo pareshanhal hai unki preshani ko door kar.Hmey kaamil tareen Imaan wala bana aur nafabaksh ilm dey.Teri har ek banawat me hum insano k liye naseehat hai.Humko saarey tarah k gunaho se bachatey hue Terry pyarey mehboob sall-Allahu Alaihi wasallam k raasto par chalney ki Tofeeq dey maula
_Aameen_

No comments:
Post a Comment