Search This Blog

Saturday 23 July 2016

Aqeeqe k liye ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek

Bismillahhirrahmanirrahim
Aqeeqe k liye ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek 
-----------------
✦Umm Kurz Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya (Aqeeqe ke liye) ladke ki taraf se do bakre hain hai aur ladki ki taraf se ek, aur is se koi farq nahi padhta ki wo (bakre) nar (male) ho ya mada (female).
---------------------
✦उम्म कुर्ज़ रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया (अक़ीक़े के लिए) लड़के की तरफ से दो बकरे हैं है और लड़की की तरफ से एक, और इस से कोई फ़र्क़ नही पढ़ता की वो (बकरे) नर (male) हो या मादा (female)
---------------------
✦ام کرز کعبیہ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا آپ فرماتے تھے : ” ( عقیقہ ) میں لڑکے کی طرف سے دو بکریاں برابر کی ہیں
----------------------
✦Narrated Umm Kurz The Messenger of Allah (ﷺ) said: Two sheep which resemble each other are to be sacrificed for a boy and one for a girl.
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1062-Sahih
---------------------------------

No comments:

Post a Comment