Search This Blog

Monday 25 July 2016

Jo shaksh Quran padhta hai aur uske liye mushkil hota hai to usko duguna ajar milega

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo shaksh Quran padhta hai aur uske liye mushkil hota hai to usko duguna ajar milega
-------------------
✦Hazrat Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs Quran padhta hai aur usko padhne mein mahir ho wo shakhs aise likhne wale (farishto) ke saath hoga jo buzurg aur nekokar (Kiramin-Bararah) hain aur jo shaksh Quran padhta hai aur uske liye mushkil hota hai to usko duguna ajar milega.
Jamia Tirmizi, Jild 2,813-Sahih
-------------------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स क़ुरान पढ़ता है और उसको पढ़ने में माहिर हो वो शख्स ऐसे लिखने वाले (फरिश्तों) के साथ होगा जो बुज़ुर्ग और नेकोकार (जो किरामिन बरारा हैं) और जो शख्स क़ुरान पढ़ता है और उसके लिए मुश्किल होता है तो उसको दुगुना अजर मिलेगा
जाम़िया तिरमिज़ी, जिल्द 2, 813 – सही
--------------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو شخص قرآن پڑھتا ہے اور قرآن پڑھنے میں مہارت رکھتا ہے وہ بزرگ پاکباز فرشتوں کے ساتھ ہو گا، اور جو شخص قرآن پڑھتا ہے اور بڑی مشکل سے پڑھ پاتا ہے، پڑھنا اسے بہت شاق گزرتا ہے تو اسے دہرا اجر ملے گا“
--------------------
✦Hadith: Narrated Aishah Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: "The one who recites the Qur'an and he is proficient with it, then he is with the noble and blessed Angels (Kiramin-Bararah), and the one who recites it And it is hard for him then he gets two rewards.
Jamia Tirmizi, Book 42, 2904-Sahih
--------------------------------

No comments:

Post a Comment