Search This Blog

Monday 4 July 2016

Zakat mufliso aur mohtajon ka haq hai

Zakat mufliso aur mohtajon  ka haq  hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Zakat mufliso aur mohtajon aur uska kaam karne walon ka haq hai aur jinki diljoyee karni hai aur gulam ki gardan churhane mein aur Qarzdaron ke Qarz (ada karne) mein aur Allah ki raah mein aur musafir ko ye Allah ki taraf se muqarrar kiya hua hai aur Allah janne wala hikmat wala hai
Surah Tauba (9) , Verse 60
----------------------
زکوة مفلسوں اور محتاجوں اوراس کا کام کرنے والوں کا حق ہے اورجن کی دلجوئی کرنی ہے اور غلاموں کی گردن چھوڑانے میں اور قرض داروں کے قرض میں اور الله کی راہ میں اورمسافر کو یہ الله کی طرف سے مقرر کیاہوا ہے اور الله جاننے والا حکمت والا ہے
Surah Tauba (9) , Verse 60
----------------------
Al Quran : The alms are only for the Fuqara' (the poor), and Al-Masakin (the needy) and those employed to collect (the funds); and to attract the hearts of those who have been inclined (towards Islam); and to free the captives; and for those in debt; and for Allah's Cause, and for the wayfarer (a traveler who is cut off from everything); a duty imposed by Allah. And Allah is All-Knower, All-Wise.
Surah Tauba (9) , Verse 60
----------------------
अल क़ुरान : ज़कात मुफलिसों और मोहतज़ों और उसका काम करने वालों का हक़ है और जिनकी दिलजोई करनी है और गुलामों की गर्दन छुड़ाने में और क़र्ज़दारों के क़र्ज़ (अदा करने) में और अल्लाह की राह में और
मुसाफिर को ये अल्लाह की तरफ से मुक़र्रर किया हुआ है औरअल्लाह जानने वाला हिकमत वाला है
सुराह तौबा (9) , आयत 60
--------------------------------

No comments:

Post a Comment