Search This Blog

Tuesday 30 August 2016

Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum me se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun na kaatey

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum me se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun na kaatey
----------------
✦Umm Salamah  Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jiskey paas janwar ho zabah karne ke liye aur Zil Hijja ka chand aa jaye ( ya jab Dhu'l-Hijja ka mahina aa jaye) to apney Baal na katwaye aur na Nakhun tarashey jab tak qurbani na kar le.
*Sahih Muslim , Vol 5, 5121*
--------------------
✦उम्म सलमा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया की जिसके पास जानवर हो जबह करने के लिए और जिल हिज्जा का चाँद (या जब जिल हिज्जा का महीना आ जाए) तो अपने बाल ना कटवाए और नाख़ून ना तराशे जबतक की क़ुरबानी ना कर ले
--------------------
نبی ﷺکی زوجہ محترمہ حضرت ام سلمہ رضی اللہ عنہا بیان کرتی ہیں کہ رسول اللہﷺنے فرمایا: جس آدمی کے پاس ذبح کرنے کے لیے کوئی قربانی ہو تو جب ذو الحجہ کا چاند نظر آجائے تو وہ قربانی کرنے تک اپنے بالوں اور ناخنوں کو بالکل نہ کاٹے۔
--------------------
✦Umm Salama, the wife of Allah's Apostle may peace be upon him reported Allah's Messenger may peace be upon him have said: He who has a sacrificial animal with him whom (he intends) to offer as sacrifice, and he enters the month of Dhu'I-Hijja, he should not get his hair cut or nails trimmed until he has sacrificed the animal.
*Sahih Muslim, Book 022, Number 4873*
------------------------------

No comments:

Post a Comment