Search This Blog

Wednesday 7 September 2016

Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai
---------
✦ Aisha Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai, Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain ?
*Sahih Muslim, Vol 3, 3288*
------------------------------
✦ आयशा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अरफा से बढ़कर कोई दिन ऐसा नही जिसमे अल्लाह सुब्हानहु अपने बन्दों को आग से आज़ाद करता हो जितना की अरफा के दिन आज़ाद करता है अल्लाह सुब्हानहु करीब से करीब होता है और फरिश्तों के सामने बन्दों का हाल देख कर फख्र करता है और फरमाता है की ये किस इरादे से जमा हुए है ?
------------------------------
✦ حضرت عائشہ رضی اللہ عنہا سے روایت ہے وہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہﷺ نے فرمایا: اللہ تعالی عرفہ کے دن سے زیادہ کسی دن اپنے بندوں کودوزخ سے آزاد نہیں کرتا اور اللہ اپنے بندوں کے قریب ہوتا ہے اور فرشتوں کے سامنے اپنے بندوں پر فخر کرتاہے کہ یہ بندے کس ارادے سے آئے ہیں؟
------------------------------
✦ It was narrated from Ibn Musayyab that Aishah Radi allahu anha said that the Messenger of Allahsallallahu alaihi wasallam said: “There is no day on which Allah ransoms more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: ‘What do these people want?’”
*Sahih Muslim, Book 7, # 3126*
------------------------------
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
**************************
------------------------------

No comments:

Post a Comment