Search This Blog

Saturday, 10 September 2016

Arafah (9 Dhul Hijja) ke din ka roza Yani Eid Al-Adha ke ek din pahle ke roza ka sawab

Bismillahirrahmanirrahim
Arafah (9 Dhul Hijja) ke din ka roza Yani Eid Al-Adha ke ek din pahle ke roza ka sawab
---------------------------
✦ Abu Qatada Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Arafah (9 DhulHijja) ke din ka roza rakha ,main Allah se ummed karta hu ki uskey ek saal agle aur ek saal pichle gunaah maaf kar diye jayengey .
*Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1731-Sahih*
------------------------
✦ अबू क़तादा रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल्लअल्लाह सललल्लाहू -अलैही-वसल्लम ने फरमाया जिसने अरफ़ाह (9 धज़ुल हिज्जा ) के दिन का रोज़ा रखा ,मैं अल्लाह से उम्मीद करता हूँ की उसके एक सालअगले और एक साल पिछले गुनाह माफ़ कर दिए जाएँगे.
*सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 1 , # 1731-सही*
--------------------------
✦میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا: جس نے عرفہ کے دن روزہ رکھا تو اس کے ایک سال کے اگلے اور ایک سال کے پچھلے گناہ بخش دئیے جائیں گے ۔
--------------------------
✦ It was narrated from Abu Qatadah radi allahu anhu that the Messenger of Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam said Fasting on the Day of Arafah, I hope from Allah, expiates for the sins of the year before and the year after.
*Sunan Ibn Majah, Book 7, # 1730-Sahih*
------------------------------

No comments:

Post a Comment