Search This Blog

Sunday, 2 October 2016

Tumharey badan ka bhi tum par haq hai,tumhari aankh ka bhi tum par haq hai

Bismillahhirrahmanirrahim
*Tumharey badan ka bhi tum par haq hai,tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai*
-----------------------
✦Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Abdullah kya muijhe jo khbar mili hai wo sahi hai ki tum rozana (Rozana) din mein roza rakhtey ho aur raat bhar ibadat kartey ho, mainey kaha ki haan ya Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam, to Aapne farmaya ki aisa na karo, Rozey bhi rakho aur bina rozey bhi raho raat mein ibadat bhi karo aur soya bhi karo, kyunki tumharey badan ka bhi tum par haq hai , tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai.
*Sahih Bukhari, Vol 6, 5199*
-----------------------
✦अब्दुल्ला बिन अम्र बिन अल अस रदि  अल्लाहु  अन्हु से रिवायात है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अब्दुल्ला क्या मुझको जाे खबर मिली है वो सही है? की तुम रोज़ाना दिन में रोज़ा रखते हो और रातभर इबादत करते हो ? तो मैंने कहा की हा या रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम तो आपने फ़रमाया की ऐसा ना करो।रोज़े भी रखो और बिना रोज़े भी रहो।रात में इबादत भी करो और सोया भी करो  क्योंकि तुम्हारे बदन का भी तुमपर हक़्क़ है तुम्हारे आँख का भी तुमपर हक़्क़ है और तुम्हारी बीवी का भी तुमपर हक़्क़ है
*सही बुखारी, जिल्द6, 5199*
-----------------------
✦عبداللہ بن عمرو بن العاص رضی اللہ عنہما رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ عبداللہ! کیا میری یہ اطلاع صحیح ہے کہ تم (روزانہ) دن میں روزے رکھتے ہو اور رات بھر عبادت کرتے ہو؟ میں نے عرض کیا: جی ہاں یا رسول اللہ! نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ ایسا نہ کرو، روزے بھی رکھو اور بغیر روزے بھی رہو۔ رات میں عبادت بھی کرو اور سوؤ بھی۔ کیونکہ تمہارے بدن کا بھی تم پر حق ہے، تمہاری آنکھ کا بھی تم پر حق ہے اور تمہاری بیوی کا بھی تم پر حق ہے۔
*صحىح بخارى ,جلد 6, 5199*
-----------------------
✦Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi Allahu Anhu: ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O 'Abdullah! Have I not been formed that you fast all the day and stand in prayer all night?" I said, "Yes, O ALLAH's Apostle!"He said, "Do not do that! Observe the fast sometimes and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your eyes have a right over you and your wife has a right over you.
*Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127*
------------------------------

No comments:

Post a Comment