Search This Blog

Sunday 6 November 2016

Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane me wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane me wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai
-----------------------
★Abdullah bin masood Radi allahu anhu ne bayan kiya ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya kisi shakhs ka ye kahna bahut bura hai ki main falah falah aayat bhul gaya bulki yu (kahna chahiye) ki mujhe falah aayat bhula di gayee, aur Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane mein wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai.
Sahih Bukari, Jild 6, 5032
-----------------------
★अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु ने बयान किया की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया किसी शख्स का ये कहना बहुत बुरा है की मैं फ़लाह फ़लाह आयत भूल गया बल्कि यूँ (कहना चाहिए) की मुझे फ़लाह आयत भुला दी गयी, और क़ुरान मजीद को पढ़ते रहा करो क्यूंकी इंसानो के दिलों से दूर हो जाने में वो ऊँट के भागने से भी बढ़ कर है
सही बुखारी , जिल्द 6, 5032
-----------------------
عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما نے کہا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ حافظ قرآن کی مثال رسی سے بندھے ہوئے اونٹ کے مالک جیسی ہے اور وہ اس کی نگرانی رکھے گا تو وہ اسے روک سکے گا ورنہ وہ رسی تڑوا کر بھاگ جائے گا۔
سحى بخارى جلد 6 , 549
-----------------------
★Narrated Ibn Umar radi allahu anhu Allah's Messenger (ﷺ) said, "The example of the person who knows the Quran by heart is like the owner of tied camels. If he keeps them tied, he will control them, but if he releases them, they will run away."
Sahih Bukhari, Book 61,549

No comments:

Post a Comment