Search This Blog

Sunday 4 December 2016

Apne gharo me bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao

Bismillahhirrahmanirrahim
Apne gharo me bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao
-----------------------
★Ibn Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apne gharo mein bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao.
Sahih Bukhari, Vol 1, 432
-----------------------
عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اپنے گھروں میں بھی نمازیں پڑھا کرو اور انہیں بالکل مقبرہ نہ بنا لو۔
سخى بخارى، جلد 1، 432
-----------------------
★इब्न ऊमर रदि अल्लाहु अन्हुमा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अपने घरो में भी (नफिल) नमाजे पढ़ा करो और उन्हें कब्रो की तरह ना बनाओ
सही बुखारी, जिल्द-1, 432
-----------------------
★Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam had said, "Offer some of your prayers (Nawafil) at home, and do not take your houses as graves.
Sahih Bukhari, Book 8, 424
-----------------------------

No comments:

Post a Comment