Bismillahhirrahmanirrahim
Beshak ALLAH Bakhshne wala aur nihayat Raham wala hai
-----------------------
-----------------------
✦Jo kuch neki (tum)apne waste aage bhejoge to usko ALLAH ke paas behtar aur badey Ajar ki cheez paoge aur ALLAH se bakhshish maango beshak ALLAH Bakhshne wala aur nihayat Raham wala hai.
Surah Al-Muzzammil(73),20
-----------------------
Surah Al-Muzzammil(73),20
-----------------------
✦जो कुछ नेकी (तुम) अपने वास्ते आगे भेजोगे तो उसको अल्लाह के पास बेहतर और बड़े अजर की चीज़ पाओगे और अल्लाह से बखशीश माँगो बेशक अल्लाह बख्शने वाला और निहायत रहम वाला है
सुराह अल-मुज्ज़म्मिल(73),20
-----------------------
सुराह अल-मुज्ज़म्मिल(73),20
-----------------------
اورجو کچھ نیکی آگےبھیجو گے اپنے واسطے تو اس کو الله کے ہاں بہتر اور بڑے اجر کی چیز پاؤ گے اور الله سے بخشش مانگو بے شک الله بخشنے والا نہایت رحم والا ہے-
سورة المزمل(73)-20
-----------------------
سورة المزمل(73)-20
-----------------------
✦And whatever good you send forward for yourselves , you will certainly find it with ALLAH, better and greater in reward. And seek Forgiveness of ALLAH. Verily, ALLAH is Forgiving, Most-Merciful .
Surah Al-Muzzammil(73),20
------------------------------
Surah Al-Muzzammil(73),20
------------------------------
Islamic Quiz-193
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Inmey se kaun si aayat surah Muzammil se li gyi hai ?
A) Aur aapko kya khabar ki dozakh kya hai, na baaki rakhey Aur na chodey,Aadmee ko jhulas dey.
B) Agar tumne shirk kiya to zaroor tumhare Amal barbad ho jayenge aur tum nuksaan uthane walon mein se ho jaoge
C)Aey humaray rab! Humen hidayat denay kay baad humaray dil tehray na ker dey aur humen apney pass say rehmat ata farma yaqeena tu hi boht bari ata denay wala hai
D)Jo kuch neki (tum)apne waste aage bhejoge to usko ALLAH ke paas behtar aur badey Ajar ki cheez paaoge
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
-----------------------------
D is the correct answer
No comments:
Post a Comment