Search This Blog

Tuesday, 28 March 2017

Yateem ki khabargiri karney wala aur main Jannat mein saath hongey

Bismillahhirrahmanirrahim
Yateem ki khabargiri karney wala aur main Jannat mein saath hongey
-----------------------
✦Hazrat Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah  Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Yateem ki khabargiri karney wala (yani yateem ka kafeel)chahey uska azeez ho ya gair ho,main aur wo jannat mein saath hongey ( jaisey ye do ungliyan) aur Malik ne ishaara kiya kalmey ki ungli aur beech ki ungli se.
Sahih Muslim,7469
-----------------------
✦हजरत अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया यतीम की खबरगिरी करने वाला (यानि यतीम का काफिल) चाहे उसका अज़ीज़ हो या गैर हो,मै और वो जन्नत में साथ होंगे (जैसे ये दो उँगलियाँ)मलिक ने इशारा किया कलमे की ऊँगली और बीच की ऊँगली से
सही मुस्लिम,7469
-----------------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کسی یتیم بچے کی کفالت کرنے والا اس کا کوئی قریبی رشتہ دار یا اس کے علاوہ اور جو کوئی بھی ہو اور وہ جنت میں اس طرح ہوں گے حضرت مالک رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے شہادت کی اوردرمیانی انگلی سے اشارہ کرکے بتایا۔
سحى مسلم،7469
-----------------------
✦Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported thatAllah's Messenger may peace be upon him said: One who looks after the orphan whether he is his relative or not, I and he would be together in Paradise (like this two fingers), and Malik (explained it) with the gesture by drawing his index finger and middle finger close together
Sahih Muslim,Book-42,7108
------------------------------

No comments:

Post a Comment