Search This Blog

Saturday 15 April 2017

Aasmano aur zameen mein ALLAH hi ki baadshahi hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Aasmano aur zameen mein ALLAH hi ki baadshahi hai
-----------------------
✦Aasmano aur zameen mein ALLAH hi ki baadshahi hai jo chahta hai paida karta hai jisey chahta hai ladkiyan Ata karta hai jisey chahta hai ladkey ata karta hai, ya ladkey aur ladkiyin milakar deta hai aur jisey chahta hai baanjh kar deta hai beshak wo khabardar kudrat wala hai.
Surah Ash-Shura(42),Aayat-49-50
-----------------------
✦आसमान और ज़मीन में अल्लाह ही की बादशाही है जो चाहता है पैदा करता है जिसे चाहता है लडकिया अता करता है जिसे चाहता है लड़के अता करता है या लड़के और लड़कियाँ मिलाकर देता है और जिसे चाहता है बाँझ कर देता है बेशक वो खबरदार कुदरत वाला है
अल क़ुरान,सूरह अश शूरा(42),आयत-49-50
-----------------------
آسمانوں اور زمین میں الله ہی کی بادشاہی ہے جو چاہتا ہے پیدا کر تا ہے جسے چاہتا ہے لڑکیاں عطا کرتا ہے اور جسے چاہتا ہے لڑکے بخشتا ہے-یا لڑکے اور لڑکیاں ملا کر دیتا ہے اور جسے چاہتا ہے بانجھکر دیتا ہے بے شک وہ خبردار قدرت والا ہے-
سورة الشورى(42)،ايت-49-50
-----------------------
✦To ALLAH belongs the kingdom of the heavens and the earth. He creates what He wills.He bestows female (offspring) upon whom He wills, and bestows male (offspring) upon whom He wills.Or He bestows both males and females, and He renders barren whom He wills. Verily, He is the All-Knower and is Able to do all things.
Al Quran,Surah Ash-Shura(42),Verse-49-50
------------------------------
Islamic Quiz-215
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
لِلّٰهِ مُلْكُ السَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ ۭ يَخْلُقُ مَا يَشَاۗءُ ۭ يَهَبُ لِمَنْ يَّشَاۗءُ اِنَاثًا وَّيَهَبُ لِمَنْ يَّشَاۗءُ الذُّكُوْر
Ismy وَالْاَرْضِ se kya murad hai ?
A) Zameen (Earth)
B) Aasman (Sky)
C) Samundar (Ocean)
D) Jannat (Heaven)
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
A is the correct answer

No comments:

Post a Comment