Search This Blog

Thursday 13 April 2017

Allah par zameen aur aasman ki koi cheez chupi huyee nahi hai Wo jis tarah chahe Maa ke pet me tumhara naqsha banata hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah par zameen aur aasman ki koi cheez chupi huyee nahi hai Wo jis tarah chahe Maa ke pet me tumhara naqsha banata hai
-----------------------
✦Allah par zameen aur aasman ki koi cheez chupi huyee nahi hai Wo jis tarah chahe Maa ke pet me tumhara naqsha banata hai Uske siwa aur koi mabud nahi (wo) zabardast hikmat wala hai
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Aayat5-6
-----------------------
✦अल्लाह पर ज़मीन और आसमान की कोई चीज़ छुपी हुई नही है वो जिस तरह चाहे माँ के पेट में तुम्हारा नक्शा बनाता है,उसके सिवा और कोई माबूद नही (वो)जबर्दश्त हिकमत वाला है
अल क़ुरान,सूरह अल इमरान(3),आयत-56
-----------------------
الله پر زمین اور آسمان میں کوئی چیز چھپی ہوئی نہیں-وہی جس طرح چاہے ماں کے پیٹ میں تمہارا نقشہ بناتا ہےاس کے سوا اور کوئی معبود نہیں زبردست حکمت والا ہے-
سورة آل عمران(3)ايت، 5-6
-----------------------
✦Truly, nothing is hidden from Allah, in the earth or in the heaven.He it is Who shapes you in the wombs as He wills. None has the right to be worshipped but He,the All-Mighty, the All-Wise.
Surah Aal-e-Imran(3),Verse-5-6
------------------------------
Islamic Quiz-213
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Kaun si aayat Surah Al imran se li gayi hai ?
A) Aey eman walo! Tum Allah ki khatir haq per qaeem hojao raasti aur insaf kay sath gawahi denay walay bann jao kissi qom ki adawat tumhen khilaf-e-adal per aamaada na ker dey adal kiya kero jo perhezgari kay ziyada qarib hai
B) Maa baap aur khawesh-o-aqarib kay tarkay mein mardon ka hissa bhi hai aur aurton ka bhi. (jo maal maa baap aur khawesh-o-aqarib chor maren) khuwa woh maal kum ho ya ziyada (uss mein) hissa muqarrar kiya hua hai.
C) Allah par zameen aur aasman ki koi cheez chupi huyee nahi hai Wo jis tarah chahe Maa ke pet mein tumhara naqsha banata hai , Uske siwa aur koi mabud nahi (wo) zabardast hikmat wala hai.
D) Aur be-shak hum ney tum ko zamin per rehney ki jagah di aur hum ney tumaharay liye iss mein samaan-e-rizq peda kiya tum log boht hi kum shukar kertay ho.
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
C is the correct answer

No comments:

Post a Comment