Search This Blog

Thursday 20 April 2017

Imaan wale to wo hi hain jab Allah subhanahu ka naam aaye to unke Dil dar jaye

Bismillahhirrahmanirrahim
Imaan wale to wo hi hain jab Allah subhanahu ka naam aaye to unke Dil dar jaye
-----------------------
★Imaan wale to wo hi hain jab Allah subhanahu ka naam aaye to unke Dil dar jaye aur jab uski aaytein un par padhi jaye to unka Imaan ziyada ho jata hai Aur wo apne RAB par bharosa rakhte hain.Wo jo Namaz Qayam karte hain aur jo humne unhe Rizq diya hai usmein se kharch karte hain.Yahi sacche Imaan wale hain aur unke RAB ke yahan unke liye Darje hain aur bakhshish hai aur ezzat ka rizq hai.
Al Quran,Surah Anfal (8),Aayat-2-4
-----------------------
★ईमान वाले तो वो ही हैं जब अल्लाह सुबहानहु का नाम आए तो उनके दिल डर जाए और जब उसकी आयतें उन पर पढ़ी जाए तो उनका ईमान ज़ियादा हो जाता है और वो अपने रब पर भरोसा रखते हैं.वो जो नमाज़ क़ायम करते हैं और जो हमने उन्हे रिज़क़ दिया है उसमें से खर्च करते हैं यही सच्चे ईमान वाले हैं और उनके रब के यहाँ उनके लिए दर्जे हैं और बखशीश है और ईज्ज़त का रिज्क है.
अल क़ुरान,सुराह अनफाल(8),आयत-2-4
-----------------------
ایمان والے (تو) صرف وہی لوگ ہیں کہ جب (ان کے سامنے) اللہ کا ذکر کیا جاتا ہے (تو) ان کے دل  خوفزدہ ہو جاتے ہیں اور جب ان پر اس کی آیات تلاوت کی جاتی ہیں تو وہ ان کے ایمان میں زیادتی کر دیتی ہیں اور وہ اپنے رب پر توکل رکھتے ہیں وہ لوگ ہیں جو نماز قائم رکھتے ہیں اور جو کچھ ہم نے انہیں عطا کیا ہے اس میں سے خرچ کرتے رہتے ہیں  یہی لوگ سچے مومن ہیں، ان کے لئے ان کے رب کی بارگاہ میں (بڑے) درجات ہیں اور مغفرت اور بلند درجہ رزق ہے
سورة الأنفال(8)،ايت-2-4
-----------------------
★The believers are only those who, when Allah is mentioned, feel a fear in their hearts and when His Verses (this Qur'an) are recited unto them, they increase their Faith, And they put their trust in their Lord (Alone); Who perform As-Salat(Iqamat-as-Salat) and spend out of that We have provided them.It is they who are the believers in truth. For them are grades of dignity with their Lord, and Forgiveness and a generous provision (Paradise).
Al Quran,Surah Anfal(8),Verse-2-4
-----------------------------
Islamic Quiz-219
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Imaan wale to wo hi hain jab Allah subhanahu ka naam aaye to unke Dil dar jaye aur jab uski aaytein un par padhi jaye to unka Imaan ziyada ho jata hai Aur wo apne RAB par bharosa rakhte hain.Wo jo Namaz Qayam karte hain aur jo humne unhe Rizq diya hai usmein se kharch karte hain.Yahi sacche Imaan wale hain aur unke RAB ke yahan unke liye Darje hain aur bakhshish hai aur ezzat ka rizq hai.
Ye Aayat kis Surat se li gayi hai ?
A) Surah Saba
B) Surah Rahman
C) Surah Anfal
D) Surah Al Imran
E) ~Inmey se koi Nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
C is the correct answer

No comments:

Post a Comment