Search This Blog

Thursday 18 May 2017

Islamic Quiz-2

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Hazrat Anas Radi Allahu Anhu ne kaha ki Nabee Sal-Allahu Alaihi wasallam ke chand sahaba ne Nabee Sal-Allahu Alaihi wasallam ki biwiyo se Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki khufiya ibadat ka haal pucha yani jo ibadat Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ghar me kiya karte they to ?
A) Ek ne unmein se kaha ki main ab kabhi aurto se nikah nahi karunga
B) kisi ne kaha ki main kabhi gosht nahi khauunga
C) kisi ne kaha ki main kabhi bistar par nahi souunga
D) A & C
E) A , B & C
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------


No comments:

Post a Comment