Search This Blog

Saturday 13 May 2017

Wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai
-----------------------
★Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai , subah ko wo bhukhe nikalte hain aur sham ko wo pet bhar kar wapas aate hain.
Jamia Tirmidhi,Jild-2,225-Hasan
-----------------------
★उमर बिन ख़त्ताब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल्ल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया अगर तुम अल्लाह पर इस तरह भरोसा करो जिस तरह भरोसा करने का हक़ है तो वो तुम्हे इस तरह रिज़क़ देगा जिस तरह परिंदो को रिज़क़ देता है, सुबह को वो भूखे निकलते हैं और शाम को वो पेट भर कर वापस आते हैं
जामिया तिरमिज़ी,जिल्द-2,225-हसन
-----------------------
عمر بن خطاب رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ رسول الله صلى الله عليه وسلم نے فرمایا اگر تم اللہ پر اس طرح بھروسہ کرو جس طرح بھروسہ کرنےکا حق ہے تو وہ  تمہے اس طرح رزق دیگا جس طرح پرندو کو رزق دیتا ہے ،صبح کو وو بھوکھے نکلتے ہیں اور شام کو وہ  پیٹ بھر کر واپس آتے ہیں
جامع  ترمزی ،جلد-٢،-٢٢٥-حسن
-----------------------
★Its Narrated by Umar bin Al-Khattab Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said If you were to rely upon Allah with the required reliance, then He would provide for you just as a bird is provided for, it goes out in the morning empty, and returns full.
Jamia Tirmidhi,Vol-4,Book-10,2344-Hasan
------------------------------
Islamic Quiz-253
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Waisey to Allah sabko hi rizq deta hai magar is hadith me kiska zikar hai ?
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah (-----------) ko rizq deta hai ?
A) parindo
B) Oonto
C) Insano
D) Jinno
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
A is the correct answer

No comments:

Post a Comment