Bismillahhirrahmanirrahim
ye tab tak momeen nahi honge jab tak ki apne ikhtilafat mein aapko (Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko) munsif ( Judge) na maan le
-----------------------
-----------------------
★Aapke RAB ki Qasam ye tab tak momeen nahi honge jab tak ki apne ikhtilafat mein aapko (Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko) munsif ( Judge) na maan le, phir aapke faisle par apne dilo mein tangee na paye aur khushi se Qubul kare.
Surah An-Nisa (4),Aayat-65
-----------------------
Surah An-Nisa (4),Aayat-65
-----------------------
★आपके रब की कसम ये तब तक मोमीन नहीं होंगे जब तक की अपने इख्तिलाफात में आपको (आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम को) मुंसिफ (judge) ना मान ले,फिर आपके फैसले पर अपने दिलों में तंगी ना पाए और ख़ुशी से कुबूल करे
सुरह अन-निसा(4),आयत-65
-----------------------
सुरह अन-निसा(4),आयत-65
-----------------------
سو تیرے رب کی قسم ہے یہ کبھی مومن نہیں ہوں گے جب تک کہ اپنے اختلافات میں تجھے منصف نہ مان لیں پھر تیرے فیصلہ پر اپنے دلوں میں کوئی تنگی نہ پائیں اور خوشی سے قبول کریں
سورة النساء(4)، 65
-----------------------
سورة النساء(4)، 65
-----------------------
★But no, by your Lord, they can have no Faith, until they make you (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) judge in all disputes between them, and find in themselves no resistance against your decisions, and accept (them) with full submission.
Surah An-Nisa(4),Verse-65
------------------------------
Surah An-Nisa(4),Verse-65
------------------------------
Islamic Quiz-228
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Kaun si aayat Surah Nissa se li gyi hai ?
A) Her khabar (kay waqoo) ka aik waqt hai aur jald hi tum ko maloom hojaye ga.
B) Tum ko apney perwerdigar kay paygham phonchata hun aur mein tumhara amanatdaar aur khair khuwa hun.
C) Aapke RAB ki Qasam ye tab tak momeen nahi honge jab tak ki apne ikhtilafat mein aapko (Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko) munsif ( Judge) na maan le, phir aapke faisle par apne dilo mein tangee na paye aur khushi se Qubul kare.
D) Aur agar yeh log toraat aur injeel aur inn ki janib jo kuch Allah Taalaa ki taraf say nazil farmaya gaya hai inn kay pooray paband rehtay toyeh log apney upper say aur neechay say roziyan patay aur khatay aik jamat to inn mein say darmiyana ravish ki hai baqi inn mein say boht say logon kay buray aemaal hain.
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
------------------------------
C is the correct answer
No comments:
Post a Comment