Search This Blog

Wednesday 7 June 2017

Allah ke raastey mein Jihad karney waley ke barabar hai ya Raat bhar Ibadat aur din bhar Roza rakhney waley ke barabar hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah ke raastey mein Jihad karney waley ke barabar hai  ya Raat bhar Ibadat aur din bhar Roza  rakhney waley ke barabar hai
-----------------------
★Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala Allah ke raastey mein Jihad karney waley ke barabar hai  ya Raat bhar Ibadat aur din bhar Roza  rakhney waley ke barabar hai.
Sahih Bukhari, Jild-7, 5353
-----------------------
★हजरत अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया बेवाओं और मिस्कीनों के काम आनेवाला अल्लाह के रास्ते में जिहाद करने वाले के बराबर है या रात भर इबादत और दिन भर रोज़ा रखने वाले के बराबर है।
सही बुख़ारी, जिल्द-7, 5353
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ بیواؤں اور مسکینوں کے کام آنے والا اللہ کے راستے میں جہاد کرنے والے کے برابر ہے، یا رات بھر عبادت اور دن کو روزے رکھنے والے کے برابر ہے۔
سحى بخارى، جلد 7، 5353
-----------------------
★Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam  said, "The one who looks aftera widow or a poor person is like a Mujahid (warrior) who fights for Allah's Cause, or like him who performs prayers all the night and fasts all the day."
Sahih Bukhari, Vol-7,Book 64, 265
-----------------------------

No comments:

Post a Comment