Search This Blog

Saturday 17 June 2017

Daaye (right side) taraf se shuru karney ko pasand farmatey they

Bismillahhirrahmanirrahim
Daaye (right side) taraf se shuru karney ko pasand farmatey they
-----------------------
★Umm Aayesha radi allahu anha se se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam apney tamam kaamon mein jahan tak mumkin hota daaye (right side) taraf se shuru karney ko pasand farmatey they Taharat ke waqt bhi, Kangha karney mein aur juta pahanney mein bhi.
Sahih Bukhari,Jild-1,426
-----------------------
★उम्म आयेशा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम अपने तमाम कामो मे जहा तक मुमकिन होता दाए तरफ से शुरू करने को पसन्द फरमाते थे , तहारत के वक़्त भी ,कंघा करने में और जूता पहनने में भी
सही बुखारी,जिल्द-1,हदिस-426
-----------------------
عائشہ رضی اللہ عنہا فرماتی ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم اپنے تمام کاموں میں جہاں تک ممکن ہوتا دائیں طرف سے شروع کرنے کو پسند فرماتے تھے۔ طہارت کے وقت بھی،کنگھا کرنے اور جوتا پہننے میں بھی۔
صحیح بخاری،جلد-١،حديث-٤٢٦
-----------------------
★Narrated 'Aisha may ALLAH be pleased with her: The Prophet Peace be upon him used to start every thing from the right (for good things) whenever it was possible in all his affairs; for example: in washing, combing or wearing shoes.
Sahih Bukhari,Book-8,418
------------------------------

No comments:

Post a Comment