Search This Blog

Saturday 17 June 2017

Ek jis waqt wo roza kholta hai aur dusri jis waqt wo apney rabb se milega

Bismillahhirrahmanirrahim
Ek jis waqt wo roza kholta hai aur dusri jis waqt wo apney rabb se milega
-----------------------
★Ali bin abi talib radhi Allahu Anhu kahtey hai ki Rasool-Allah Sall-Allahu Alaihi Wasallam ney farmaya Allah tabarak wa Taala kahta hai roza mere liye hai aur mai hi uska badla dunga aur rozedar ke liye do khushiya hai ek jis waqt wo roza kholta hai aur dusri jis waqt wo apney rabb se milega aur kasam hai us zaat ki jiskey haath me meri jaan hai ,rozedar ki munh ki buu Allah ke najdik mushk ki buu se bhi Jyadah paakiza hai.
Sunan Nasaii,Jild-3,Hadith-2211-Sahih
-----------------------
★अली बिन अबी तालिब रदि अल्लाहु अन्हु कहते है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया अल्लाह तबारक वा ताला कहता है रोज़ा मेरे लिए है और मै ही उसका बदला दूंगा और रोज़ेदार के लिए दो खुशियॉ है एक जिस वक़्त वो रोज़ा खोलता है और दूसरी जिस वक़्त वो अपने रब से मिलेगा और क़सम है उस ज़ात की जिसके हाथ में मेरी जान है ,रोज़ेदार की मुंह की बू अल्लाह के नज़दीक मुश्क की बू से भी ज़्यादा पाकीज़ा है
सुनन नसाई, जिल्द-3,हदिस-2211-सही
-----------------------
علی بن ابی طالب رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ تبارک و تعالیٰ کہتا ہے: روزہ میرے لیے ہے، اور میں ہی اس کا بدلہ دوں گا۔ اور روزے دار کے لیے دو خوشیاں ہیں: ایک جس وقت وہ روزہ کھولتا ہے، اور دوسری جس وقت وہ اپنے رب سے ملے گا، اور قسم ہے اس ذات کی جس کے ہاتھ میں میری جان ہے۔ روزے دار کے منہ کی بو اللہ کے نزدیک مشک کی بو سے بھی زیادہ پاکیزہ ہے“۔
سنن نسائی،جلد-٣،حديث-٢٢١١-صحیح
-----------------------
★It was narrated from 'Ali bin Abi Talib that the Messenger of Allah said:"Allah, may He be blessed and exalted, says: 'Fasting is for me and I shall reward for it. Thefasting person has two moments of joy: When he breaks his fast and when he meets his Lord.' By the One in whose hand is my soul, the smell that comes from the mouth of the fasting person is better before Allah than the fragrance of musk.
Sunan Nasaii,Book-22,Hadith-2213-Sahih
------------------------------

No comments:

Post a Comment