Bismillahhirrahmanirrahim
In sabhi mein Aqal Walon ke liye nishaniyan hai
-----------------------
★Beshak Aasmano aur Zameen ke paida karne mein aur Raat aur din ke badalne mein aur Jahazon mein jo dariya mein logon ko fayda pahuchaney wali cheezain lekar chalte hain aur us pani mein jisey Allah ne aasman se nazil kiya hai phir us sey murda zameen ko zinda karta hai aur usmein har qism ke chalney waley jaanwar failata hai aur hawaon ke badlaney mein aur badal mein jo aasman aur zameen ke darmiyan hukm ka tabey hai Albatta (in sabhi mein ) Aqal Walon ke liye nishaniyan hai.
Al Quran,Surah AL-Baqara(2),Aayat-164
-----------------------
★बेशक़ आसमानो और ज़मीन पैदा करने में और रात और दिन के बदलने में और जहाज़ों में जो दरिया में लोगो को फायदा पहुचाने वाली चीज़ें लेकर चलते है और उस पानी में जिसे अल्लाह ने आसमान से नाज़िल किया है फिर उस से मुर्दा ज़मीन को ज़िंदा करता है और उसमें हर किस्म के चलने वाले जानवर फैलाता है और हवाओं के बदलने में और बादल में जो आसमान और ज़मीन के दरमियान हुक्म का ताबे है अलबत्ता (इन सभी में) अक़्ल वालो के लिए निशानियां हैं
अल क़ुरान,सुरह बकरा(2),आयत-164
-----------------------
بے شک آسمانوں اور زمین کے پیدا کرنے میں اور رات اور دن کے بدلنے میں اور جہازوںمیں جو دریا میں لوگوں کی نفع دینے والی چیزیں لے کر چلتے ہیں اور اس پانی میں جسسے الله نے آسمان سے نازل کیا ہے پھر اس سے مردہ زمین کو زندہ کرتاہے اور اس میں ہر قسم کے چلنے والے جانور پھیلاتا ہے اور ہواؤں کے بدلنے میں اور بادل میں جو آسمان اور زمین کے درمیان حکم کا تابع ہے البتہ عقلمندوں کے لیے نشانیاں ہیں-
القرآن،سورة البقرة(٢)،آیت-١٦٤
-----------------------
★Verily in the creation of the heavens and the earth, and in the alternation of night and day, and the ships which sail through the sea with that which is of use to mankind, and the water (rain) which Allah sends down from the sky and makes the earth alive there with after its death, and the moving (living) creatures of all kinds that He has scattered therein, and in the veering of winds and clouds which are held between the sky and the earth, are indeed Ayat (proofs, evidence, signs, etc.) for people of understanding.
Al Quran,Surah AL-Baqara(2),Verse-164
------------------------------
Beshak
ReplyDelete