Search This Blog

Wednesday 28 June 2017

Islamic Quiz-22

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Aap Sallallahu Alaihi wasallam thodi der chalte rahe aur uske baad farmaya Ya Muadh, Maine arz ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam hajir hu aapki itaat aur farmabardaari ke liye tayyar hu.Aapne farmaya ki tumhe malum hai Bando ka ALLAH par kya Haq hai jab wo ye kaam kar le? maine kaha ALLAH aur uske Rasool ko ziyada ilm hai , phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Bandon ka ALLAH par haq hai ki wo unhe (apne bando ko) Azab na karey.
Is hadith me kis kaam ka zikar hai ?
A) Itwar ke din ke roze rakhey
B) Khaas tarah ki ibadat karey
C) Allah ke saath kisi ko sharik na karey
D) A, B & C
D) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
C is the correct answer

No comments:

Post a Comment