Search This Blog

Saturday 17 June 2017

Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf se

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf se
-----------------------
★Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf (Right side) se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf (left Side) se utarey, taki Dahini janib pahanney mein awwal ho aur utarney mein aakhri ho.
Sahih Bukhari,Jild-7,5855
-----------------------
★अबू हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया जब तुम में से कोई सख्स जूता पहने तो दाहिने तरफ से शुरु करे और उतारे तो बाहिने तरफ से उतारे,ताकि दाहिने जानिब पहनने में अव्वल हो और उतारने में आखरी हो
सही बुखारी,जिल्द-7,5855
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جب تم میں سے کوئی شخص جوتا پہنے تو دائیں طرف سے شروع کرے اور جب اتارے تو بائیں طرف سے اتارے تاکہ داہنی جانب پہننے میں اول ہو اور اتارنے میں آخر ہو۔
صحیح بخاری،جلد-٧،حديث-٥٨٥٥
-----------------------
★Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu alaihi wasallam said, "If you want to put on your shoes, put on the right shoe first; and if you want to take them off, take the left one first. Let the right shoe be the first to be put on and the last to be taken off.
Sahih Bukhari,Book-72,747
------------------------------

No comments:

Post a Comment