Search This Blog

Saturday 8 July 2017

Dhuhar se pahle ki chaar rakat aur Dhuhar ke baad ki chaar rakat ki hifazat kare( yani usko rozana padhe)

Bismillahhirrahmanirrahim
Dhuhar se pahle ki chaar rakat aur Dhuhar ke baad ki chaar rakat ki hifazat kare( yani usko rozana padhe)
-----------------------
★Umm Habibah Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs dhuhar se pahle ki chaar rakat aur Dhuhar ke baad ki chaar rakat ki hifazat kare( yani usko rozana padhe)to us par Jahannam haram ho jayegi.
Sunan Abu Dawud,Jild-1,1256-Sahih
-----------------------
★उम्म हबीबा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया जो सख्स ज़ुहर से पहले की चार रकात और ज़ुहर के बाद की चार रकात की हिफाज़त करे (यानि उसको रोज़ाना पढ़े)तो उसपर जहन्नम हराम हो जाएगी
सुनन अबु दावूद,जिल्द-1,1256-सही
-----------------------
ام المؤمنین ام حبیبہ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص ظہر سے پہلے کی چار رکعتوں اور بعد کی چار رکعتوں کی پابندی کرے گا، اس پر جہنم کی آگ حرام ہو جائے گی۔
سنن ابو داؤد،جلد-١، ١٢٥٦-صحیح
-----------------------
★Narrated Umm Habibah Radi Allahu Anha The Prophet sallallahu alaihi wasallam said: If anyone keeps on praying regularly four rak'ahs before and four after the noon prayer, he will not enter the Hell-fire.
Sunan Abu Dawud,Book-4,1264-Sahih
------------------------------

No comments:

Post a Comment