Search This Blog

Tuesday 4 July 2017

Sawal Number-25

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya hai jo shaksh Eid ki namaz se pahle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz ke baad ada karega to wo ?
A) sadqa (ALLAH ke najdik) qubool nahi hoga
B) sadqa usko (aakhirat me) kuch faayda nahi dega
C) dusrey sadqe ki tarah ek sadqa hoga.
D) A & B only
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
C is the Correct Answer
https://quran-hadith-only.blogspot.com/2018/06/zakat-ul-fitr-ko-roze-ko-paak-karneaur.html

No comments:

Post a Comment