Search This Blog

Sunday 6 August 2017

Jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz Jamaat se ada karega to wo aisa hai jaise ki usne sari raat Ibadat mein Guzari

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz Jamaat se ada karega to wo aisa hai jaise ki usne sari raat Ibadat mein Guzari
-----------------------
★Syyedna Uthman bin Affan Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo shaksh Isha ki Namaz Jamaat se ada karega , wo aisa hai jaise ki aadhi raat tak Ibadat ki , aur jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz Jamaat se ada karega to wo aisa hai jaise ki usne Sari raat Ibadat mein Guzari.
Sunan Abu Dawud,Jild-1,553-Sahih
-----------------------
★सैयदना उस्मान बिन अफ्फान रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जो सख्स इशा की नमाज़ जमात से अदा करेगा , वो ऐसा है जैसे की आधी रात तक इबादत की , और जो सख्स इशा और फ़ज़र की नमाज़ जमात से अदा करेगा तो वो ऐसा है जैसे की उसने सारी रात इबादत में गुजारी
सुनन अबु दावूद,जिल्द-1,553-सही
-----------------------
سیدنا عثمان بن عفان رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ” جس نے عشاء کی نماز جماعت سے پڑھی تو یہ آدھی رات کے قیام کی طرح ہے اور جس نے عشاء اور فجر کی نمازیں باجماعت پڑھیں تو یہ پوری رات کے قیام کی طرح ہے ۔“
سنن ابو داؤد،جلد-١،حديث-٥٥٣-صحيح
-----------------------
★Uthman bin. ‘Affan reported the Messenger of Allah (may peace be him) as saying; if anyone says the night prayer in congregation, he is like one who keeps vigil (in prayer) till midnight; and he who says both the night and dawn prayer in congregation is like one who keeps vigil (in prayer) the whole night.
Sunan Abu Dawud,Book-2,555-Sahih
------------------------------

No comments:

Post a Comment