Search This Blog

Tuesday, 1 August 2017

Kufr ki halat me mar gaye to kisi se bhi zameen bhar kar sona bhi qubul nahi kiya jayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Kufr ki halat me mar gaye to kisi se bhi zameen bhar kar sona bhi qubul nahi kiya jayega
-----------------------
★Beshak jo log kafir huye aur kufr ki halat mein mar gaye to kisi se bhi zameen bhar kar sona bhi qubul nahi kiya jayega , chahey wo itna sara (azab se bachne ke) badle mein de, in logo ke liye dardnak azab hai aur inka koi madadgar nahi hoga.
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Aayat-91
-----------------------
★बेशक जो लोग काफ़िर हुए और कुफ्र की हालत में मर गए तो किसी से भी ज़मीन भर का सोना भी क़ुबूल नही किया जायेगा ,चाहे वो इतना सारा (अज़ाब से बचने के) बदले में दे, इनलोगो के लिए दर्दनाक अज़ाब है और इनका कोई मददगार नही होगा
अल~क़ुरान,सुरह अल इमरान(3),आयत-91
-----------------------
بے شک جو لوگ کافر ہوئے اور کفر کی حالت میں مر گئے توکسی ایسے سے زمین بھر کر سونا بھی قبول نہیں کیاجائے گا اگرچہ وہ اسقدر سونا بدلے میں دے ان لوگوں کے لیے دردناک عذاب ہے اور ان کا کوئی مددگار نہیں ہوگا
القرآن،سورة آل عمران(٣)،آیت-٩١
-----------------------
★Verily, those who disbelieved, and died while they were disbelievers, the (whole) earth full of gold will not be accepted from anyone of them even if they offered it as a ransom . For them is a painful torment and they will have no helpers.
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Verse-91
------------------------------

No comments:

Post a Comment