Search This Blog

Tuesday 1 August 2017

Uski (ALLAH ki) to ye shaan hai ki jab wo kisi cheez ka irada karta hai to itna hi farma deta hai ki ho ja so wo ho jati hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Uski (ALLAH ki) to ye shaan hai ki jab wo kisi cheez ka irada karta hai to itna hi farma deta hai ki ho ja so wo ho jati hai
-----------------------
★Kya wo jisney Aasman aur zameen ko bana diya us par Qadir nahi ki un jaisey aur banaye,  kyun nahi wo bahaut kuch bananey wala mahir hai.Uski to ye shaan hai ki jab wo kisi cheez ka irada karta hai to itna hi farma deta hai ki ho ja so wo ho jati hai.Wo Zaat (Yani Allah) paak hai  jiskey haath mein har cheez ka kamil ikhtiyar hai aur uski taraf tum lotaye jaogey
Al~Quran,Surah Yaseen(36),Aayat-81-83
-----------------------
★क्या वो जिसने आसमान और ज़मीन को बना दिया उसपर कादिर नही की उन जैसे और बनाये ? क्यूँ नही वो बहुत कुछ बनाने वाला माहिर है ,उसकी तो ये शान है कि जब वो किसी चीज का इरादा करता है तो इतना ही फरमा देता है कि हो जा सो वो हो जाती है .वो ज़ात (यानी अल्लाह पाक है ) जिसके हाथ में हर चीज का कामिल इख़्तियार है और उसकी तरफ तुम लौटाये जाओगे
अल~क़ुरान,सूरह यासीन(36),आयत-81-83
-----------------------
کیا وہ جس نے آسمانوں اور زمین کو بنا دیا اس پر قاد رنہیں کہ ان جیسے اور بنائے کیوں نہیں وہ بہت کچھ بنانے ولا ماہر ہے-اس کی تو یہ شان ہے کہ جب وہ کسی چیز کا ارادہ کرتا ہے تو اتنا ہی فرما دیتا ہے کہ ہو سو وہ ہو جاتی ہے-پس وہ ذات پاک ہے جس کے ہاتھ میں ہر چیز کا کامل اختیار ہے اور اسی کی طرف تم لوٹائے جاؤ گے
القرآن،سورة يس(٣٦)،آیت-٨١-٨٣
-----------------------
★Is not He Who created the heavens and the earth, Able to create the like of them? Yes, indeed! He is the All-Knowing Supreme Creator Verily, His Command, when He intends a thing, is only that He says to it,"Be!" - and it is! So glorified be He and exalted above all that they associate with Him, and in Whose Hands is the dominion of all things: and to Him you shall be returned.
Al Quran,Surah Yaseen (36),Verse-81-83
------------------------------

No comments:

Post a Comment