Search This Blog

Thursday 8 March 2018

Aalim ki fazeelat Aabid (ibadat guzar) par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna (aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Aalim ki fazeelat Aabid (ibadat guzar) par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna (aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai
-----------------------
★Abu Umamah Al-Bahili Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke samne do shakhs ka zikr hua jismein se ek aabid (ibadat guzar) tha aur dusra aalim , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aalim ki fazeelat Aabid par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna(aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai , Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte hai aur rahmat bhejte hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai.
Jamia Tirmidhi,Jild-2,581-Hasan
-----------------------
★अबू उमामा अल बहिलि रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम के सामने दो सख्स का ज़िक्र हुआ जिसमें से एक आबिद (इबादत गुज़ार) था और दूसरा आलिम , आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया आलिम की फ़ज़ीलत आबिद पर ऐसे है जिस तरह मेरी तुम में से अदना (आमाल के लिहाज से सबसे कम ) आदमी पर है, फिर आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया यकीनन अल्लाह सुब्हानहु और उसके फरिश्ते और तमाम अहल-ए-ज़मीन और आसमान और यहां तक की चींटी अपनी सुराख में और मछलियां भी उस सख्स के लिए खैर की दुआ करते हैं और रहमत भेजते हैं जो लोगो को भलाई की बाते सिखाता है
जामेअ तिर्मिज़ी,जिल्द-2,हदिस-581-हसन
-----------------------
ابوامامہ باہلی کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے سامنے دو آدمیوں کا ذکر کیا گیا، ان میں سے ایک عابد تھا اور دوسرا عالم، تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:”عالم کی فضیلت عابد پر ایسی ہے جیسےمیری فضیلت تم میں سے ایک عام آدمی پر ہے“، رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ اور اس کے فرشتے اور آسمان اور زمین والے یہاں تک کہ چیونٹیاں اپنی سوراخ میں اور مچھلیاں اس شخص کے لیے جو نیکی و بھلائی کی تعلیم دیتا ہے خیرو برکت کی دعائیں کرتی ہیں جامع ترمذی،جلد-٢،حديث-٥٨١-حسن
-----------------------
★Narrated Abu Umamah Al-Bahili Radhi allahu anhu :"Two men were mentioned before the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam . One of them a worshiper,and the other a scholar. So the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: 'The superiority of the scholar over the worshiper is like my superiority over the least of you.' Then the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Indeed Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in hishole, even the fish - say Salat upon the one who teaches the people to do good.
Jamia Tirmidhi,Book-39,Hadith-2685-Hasan
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment