Search This Blog

Wednesday 28 March 2018

Gaay (Cow) ka doodh shifa hai uska ghee dawa hai aur uska gosht beemari hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Gaay (Cow) ka doodh shifa hai uska ghee dawa hai aur uska gosht beemari hai
-----------------------
★Zuhair apni biwi se rivayat karte hai ki Malika Bint Umar ne unhe ek beemari mein gaay ka ghee istemal karne ka mashwara diya tha aur ye kaha tha ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya uska (Gaay ka) doodh shifa hai uska ghee dawa hai aur uska gosht beemari hai.
Al-Silsila-tus-Sahiha-Hadith-2293
-----------------------
★ज़ुहैर अपनी बीवी से रिवायत करते है की मलिका बिन्त उमर ने एक बीमारी में गाय का घी इस्तेमाल  करने का मशवरा दिया था और  ये कहा था की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम  ने फरमाया उसका (गाय का) दूध शिफा है उसका घी दवा है और  उसका गोश्त बीमारी है
अल सिलसिला अस सहीहा-हदिस-2293
-----------------------
زھیر اپنی بیوی سے روایت کرتے ہیں کی ملیکۃ بنت عمر نے ایک  بیماری میں ان کو  گائے کا گھی استمعال کرنے کا مشورہ دیا  تھا۔اور كہا كہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اس كا دودھ شفا ہے اس كا گھی دوا ہے اور اس كا گوشت بیماری ہے-
السلسلہ صحیحہ،حديث-٢٢٩٣
-----------------------
★Narrated Zuhair from his wife that malika bint umar recommended the cow's ghee for a disease and said RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam said about the cow: Its milk is a cure, its ghee is a treatment and its meat is a disease.
Al-Silsila-tus-Sahiha,Hadees-2293
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment