Search This Blog

Thursday, 22 March 2018

Islamic Quiz-164

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Uthman bin Hakim Ansari Radi allahu anhu se rivayat hai ki unhone saeed bin zuber Radi Allahu anhu se (--------) ke rozo ke bare mein pucha aur ye sawal (------) ke mahine mein hi kiya to unhone kaha ki maine ibn Abbas Radi Allahu anhu se suna ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam (lagatar) roze rakhte they aur itne rakhte they ki hum samajhte they ki ab iftar nahi karenge , aur iftar karte they yaha tak ki hum samajhte ab roze nahi rakhenge.
Dono (khali jagah) ek hi Word hongey
A) Safar
B) Shawwal
C) Rajab
D Jumada-Al-Thani
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
C is the Correct Answer
https://quran-hadith-only.blogspot.com/2017/04/rajab-ke-roze.html

No comments:

Post a Comment