Bismillahhirrahmanirrahim
✦ Part 38 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam
✦ Ar-Raheeq Al-Makhtum(The sealed Nectar)
-----------------------------
-----------------------------
★Allah Ta'ala ka irshaad hai, "Allah ne jo kheti aur chaupaae paidaa kiye hain us ka ek hissa unhon ne Allah ke liye muqarrar kiya aur kahaa yeh Allah ke liye hai - unke khayaal mein - aur yeh hamaare shurakaa ke liye hei. to jo un ke shurakaa ke liye hota hei woh to Allah tak nahein pahunchta (magar) jo Allah ke liye hotaa hai woh unke shurakaa tak pahunch jaataa hei. Kitna bura hai wo faisla jo yeh log karte hain." [6.136]
5) Butaon ke taqarrub ka ek tareeqa yeh bhi tha ke woh mushrikeen kheti aur chaupaae ke andar mukhtalif qism ki nazrein maante the.
★Allah Ta'ala ka irshaad hai.
"In mushrikeen ne kahaa ke yeh chaupaae aur khetian mamnu’ hain. Unhein wahi kha sakta hei jise ham chaahein - un ke khayaal mein - aur yeh weh chaupaae hain jin ki peetth haraam ki gai hai (na un par sawaari ki jaa sakti hei na saamaan laadaa ja sakta hai) aur kuchh chaupaae aise hain jin par yeh log Allah par iftira karte hue - Allah ka naam nahin lete." [6.138]
-----------------------------------------------------------
ENGLISH TRANSLATION

★To this effect, the Qur’ânic verses go:
> “And they assign to Allâh a share of the tilth and cattle which He has created, and they say: ‘This is for Allâh according to their pretending, and this is for our (Allâh’s so-called) partners.’ But the share of their (Allâh’s so-called) ‘partners’, reaches not Allâh, while the share of Allâh reaches their (Allâh’s so-called) ‘partners’.Evil is the way they judge.” [6:136]
★Currying favours with these idols through votive offerings of crops and cattle, to which effect, the Qur’ân goes:
> “And according to their pretending, they say that such and such cattle and crops are forbidden,and none should eat of them except those whom we allow. And (they say) there are cattle forbidden to be used for burden or any other work, and cattle on which (at slaughtering) the
Name of Allâh is not pronounced; lying against Him (Allâh).” [6:138]
-----------------------------------------------------------
To be continued....... In shaa Allah

No comments:
Post a Comment