Search This Blog

Tuesday, 3 April 2018

Qaum e aad ko sakht aandhi se halaq kar diya gaya

Bismillahhirrahmanirrahim
Qaum e aad ko sakht aandhi se halaq kar diya gaya
-----------------------
★Sach much hone wali ( yani qayamat) , wo sach much hone wali kya hai , aur tumko kya malum ki wo sach much hone wali (Qayamat) kya hai ,Qaum e Samud aur aad ne us khadkhade wali (Qayamat) ko jhoothlaya tha ,to samud ko sakht haibatnak cheekh se halaq kardiya gaya Aur qaum e aad ko sakht aandhi se halaq kar diya gaya.
Al~Quran,Surah Haqqa(69),Aayat-1-6
-----------------------
★सचमुच होने वाली (यानी क़यामत) , वो सचमुच होने वाली क्या है ?और तुमको क्या मालूम की वो सचमुच होने वाली (क़यामत ) क्या है , क़ौम-ए-समूद और आद ने उस खड़खड़ाने वाली (क़यामत) को झुठलाया था , तो समूद को सख्त हैबतनाक चीख से हलाक कर दिया गया क़ौम-ए-आद को सख्त आँधी से हलाक कर दिया गया
अल~क़ुरान,सुरह हक़्क़ा(69),आयत-1-6
-----------------------
قیامت-قیامت کیا چیز ہے-اور تمہیں کس چیز نے بتایا کہ قیامت کیا ہے-ثمود اور عاد نے قیامت کو جھٹلایا تھا-سو ثمود تو سخت ہیبت ناک چیخ سے ہلاک کیے گئے-اور لیکن قوم عاد سووہ ایک سخت آندھی سے ہلاک کیے گئے-
القرآن،سورة الحاقة(٦٩)،آیت-١-٦
-----------------------
★The Inevitable (the Day of Resurrection)! What is the Inevitable? And what will make you know what the Inevitable is ?Thamud and AAd people denied the Qari'ah (the striking Hour of Judgement)!.As for Thamud, they were destroyed by the awful cry! And as for AAd, they were destroyed by a furious violent wind!
Al~Quran,Surah Haqqa(69),Verse-1-6
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment