Search This Blog

Friday 25 May 2018

Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge

Bismillahhirrahmanirrahim
Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge
-----------------------
★Sahal bin Saad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi kartey rahenge.
Sahih Bukhari,Jild-3,1957
-----------------------
★सहल बिन साद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरी उम्मत के लोगों में उस वक़्त तक खैर बाक़ी रहेगी जब तक वो इफ्तार में जल्दी करते रहेंगे
सही बुखारी,जिल्द-3,1957
-----------------------
سہل بن سعد رضی اللہ عنہ نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، میری امت کے لوگوں میں اس وقت تک خیر باقی رہے گی ، جب تکوہ افطار میں جلدی کرتے رہیں گے
صحیح بخاری ، جلد-3 ،1957
-----------------------
★Narrated Sahl bin Sad Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The people will remain on the right path as long as they hasten the breaking of the fast."
Sahih Bukhari,Book-31,Number-178
------------------------------

No comments:

Post a Comment