Bismillahhirrahmanirrahim
✦ Part 47 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam
✦ Ar-Raheeq Al-Makhtum(The sealed Nectar)
-----------------------------
★Chunaanche Hajj ke dauraan yeh log Arafaat nahin jaate the aur na wahaan se Ifaazah karte the balki Muzdalifah hi mein thehar kar wahein se Ifaazah kar lete the. Allah Ta'ala ne is bid'at ki islaah karte hue farmaayaa: Yaani "tum log bhi wahein se Ifaaza karo jahaan se saare log ifaaza karte hain."• (12) “Unki ek bid'at yeh bhi thi ki woh kehte the ke Hums (Quraish) ke liye Ehraam ki haalat mein Paneer aur Ghee banaanaa durust nahein aur na yeh durust hai ki baal waale ghar (yaani kambal ke kheme) mein daakhil hon aur na yeh durust hai ke saaya haasil karna ho to chamre ke kheme ke siwaa kahein aur saaya haasil karein. • (13)
-----------------------
-----------------------
★चुनांचे हज के दौरान ये लोग अरफात नही जाते थे और ना वहाँ से इफाज़ा करते थे , बल्कि मुज़दलफा में ही ठहर कऱ वही से इफाज़ा कर लेते थे । अल्लाह ने इस नई बात को सुधारते हुए फ़रमाया - " तुम लोग भी वही से इफाज़ा करो , जहा से सारे लोग इफाज़ा करते हैं "(2:119). उनकी एक नई बात यह भी थी की वे कहते थे की हुम्स (क़ुरैश) के लिए एहराम की हालत में पनीर और घी बनाना सही नही और न यह सही है कि बाल वाले घर (अर्थात कम्बल के ख़ेमे) में दाखिल हो और न यह सही है कि छाया लेनी हो तो चमड़े के खेमे के सिवा कही और छाया लें
-----------------------
-----------------------
★The Noble Qur’ân rebuked and told them: “Then depart from the place from where (all) the people depart [2:199] Another heresy, deeply established in their social tradition, dictated that they would not eat dried yoghurt or cooked fat, nor would they enter a tent made of camel hair or seek shade unless in a house of adobe bricks, so long as they were committed to the intention of pilgrimage.
-----------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------
• (12) Ibn-e-Hisham 1/199, Saheeh Bukhari 1/226
• (13) Ibn-e-Hisham 1/202
• (13) Ibn-e-Hisham 1/202
■ To be continued....... In shaa Allah
No comments:
Post a Comment