Search This Blog

Sunday 10 June 2018

Jo koi Shab e Qadr me Imaan ke saath aur sawab ki niyat se ibadat ke liye khada ho to Uske tamam pichle gunaah baksh diye jayenge

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo koi Shab e Qadr me Imaan ke saath aur sawab ki niyat se ibadat ke liye khada ho to Uske tamam pichle gunaah baksh diye jayenge
----------------------------
✦Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jo koi Shab e Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyat se Ibadat ke liye khada ho to uskey tamam pichle gunaah baksh diye jayenge aur jisne Ramadan mein Imaan aur sawab ki niyatke saath roze rakhe uske pichle tamam gunaah maaf ho jayenge
Sahih Bukhari,Jild-3,1901
------------------------
✦अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है कीरसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो कोई शबए क़द्र में ईमान के साथ और सवाब की नियत से इबादत के लिए खड़ा हो तो उसके तमाम पिछले गुनाह बख्श दिए जाएँगे और जिसने रमजान में ईमान और सवाब की नियत के साथ रोज़ रखे उसके पिछले तमाम गुनाह माफ़ हो जाएँगे
सही बुखारी , जिल्द 3 , हदीस 1901
------------------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص شب قدر  ميى ایمان کے ساتھ محض ثواب آخرت کے لیےذکر و عبادت میں گزارے ، اس کے گزشتہ گناہ بخش دئیے جاتے ہیں
صحیح بخاری، جلد ٣ حدیث ١٩٠١
-----------------------
✦Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, Whoever established prayers on the night of Qadr out of sincere faith and hoping for a reward from Allah, then all his previous sins will be forgiven and whoever fasts in the month of Ramadan out of sincere faith, and hoping for a reward from Allah, then all his previous sins will be forgiven.
Sahih Bukhari,Book-31,125
-------------------------------

https://quran-hadith-only.blogspot.com/2018/06/sawal-number-22.html

No comments:

Post a Comment