Search This Blog

Tuesday 5 June 2018

kisi bhi maal par us waqt tak zakaat nahi hai jab tak us par saal na gujar jaaye

Bismillahhirrahmanirrahim
kisi bhi maal par us waqt tak zakaat nahi hai jab tak us par saal na gujar jaaye
-----------------------
★Ummul momineen aayesha radi allaahu anha kahti hai ke maine rasool allaah sal-allaahu alaihi wasalam ko farmaate suna ke kisi bhi maal par us vaqt tak zakaat nahi hai jab tak us par saal na gujar jaaye
Sunan ibn maaja, jild 3, 1792-hasan
-----------------------
★उम्मुल मोमिनीन आयेशा रदि अल्लाहु अन्हा कहती है की मैंने रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम को फरमाते सुना की किसी भी माल पर उस वक़्त तक ज़कात नही है जब तक उसपर साल ना गुजर जाये
सुनन इब्न माजा, जिल्द-3, 1792-हसन
-----------------------
ام المؤمنین عائشہ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا: کسی بھی مال پر اس وقت تک زکاۃ نہیں ہے جب تک کہ اس پر سال نہ گزر جائے ۔
سنن ابن ماجہ،جلد 3، 1792-حسن
-----------------------
★It was narrated that : Aishah said: “I heard the Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam say: 'There is not Zakat on wealth until Hawl (one year) has passed.' ”
Sunan Ibn maja,Book 8,1792-hasan
-----------------------------

No comments:

Post a Comment