Bismillahhirrahmanirrahim
✦ Part 52 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam
✦ Ar-Raheeq Al-Makhtum(The sealed Nectar)
-----------------------------
★Yahoodiyat ko Yemen mein bhi farogh haasil hua. Yahaan un ke phailne ka sabab tabaan As'ad Abi Karb tha. Yeh shakhs jang kartaa huaa Yasrib pahuncha. Wahaan Yahoodiyyat qabool kar li aur Banu Quraizah ke do (2) Yahoodi ulama ko apne saath Yemen le aayaa aur un ke zariye Yahoodiyat ko Yemen mein wusa't aur phailao haasil hua. Abi Karb ke ba'd us ka betaa Yusuf zu-N'awaas Yemen ka Haakim hua to us ne Yahoodiyyat ke josh mein Najraan ke Eisaaion par halla bol diya aur unhein majboor kiya ke Yahoodiyyat qabool karein. magar tmhon ne inkaar kar diva. Is par Zu-Nawas ne Khandaq khudwaai aur us mein aag jalwaa kar boodhe. bachhe, mard. aurat sab ko bila tameez aag ke alaavv mein jhonk diya. Kahaa jaata hai ke is haadse ka shikaar hone waalon ki tadaad bees (20) se chaalees (40) hazaar ke darmiyan thi. Yeh October 523 A.D. ka waaqia hai. Qur'aan Majid ne Surah Burooj mein isi waaqie ka zikr kiya hei. • (18)
-----------------------
-----------------------
★यहूदी मत को यमन में भी पलने बढने का मौका मिला . यहाँ उसके फैलने की वज़ह तबान असद अबू कर्ब था. यह व्यक्ति लड़ाई लड़ता हुआ यसरीब पहुंचा वहाँ, यहूदी मत अपना लिया और बनू क़ुरैज़ा के दो यहूदी उलेमा को अपने साथ यमन ले आया और उनके जरिए यहूदी मत को यमन में विस्तार और फैलाव मिला . अबू कर्ब के बाद उसका बेटा यूसुफ जुनवास यमन का हाकिम हुआ तो उसने यहूदी होने के जोश में नजरान के ईसाइयो पर हल्ला बोल दिया और उन्हें मजबूर किया कि यहूदी मत अपना ले . मगर उन्होंने इंकार कर दिया . इसपर जुनवास ने खाई खुदवायी और उसमें आग जलवाकर बूढ़े-बच्चे,मर्द-औरत सबको बिना किसी भेद-भाव के आग के अलाव में झोंक दिया . कहा जाता है कि इस दुर्घटना के शिकार होने वालों की तायदाद बिस से चालीस हजार के बिच थी . यह अक्टूबर 523 ई० की घटना है , क़ुरान मजीद ने सूर: बुरुज में इसी दुर्घटना का उल्लेख किया है
-----------------------
-----------------------
★Judaism was introduced into Yemen by someone called As‘ad Abi Karb. He had gone to fight in Yathrib and there he embraced Judaism and then went back taking with him two rabbis from Bani Quraizah to instruct the people of Yemen in this new religion. Judaism found a fertile soil there to propagate and gain
adherents. After his death, his son Yusuf Dhu Nawas rose to power, attacked the Christian community in Najran and ordered them to embrace Judaism. When they refused, he ordered that a pit of fire be dug and all the Christians indiscriminately be dropped to burn therein. Estimates say that between 20- 40 thousand Christians were killed in that human massacre. The Qur’ân related part of that story in Al-
Buruj (zodiacal signs) Chapter.
-----------------------------------------------------------
adherents. After his death, his son Yusuf Dhu Nawas rose to power, attacked the Christian community in Najran and ordered them to embrace Judaism. When they refused, he ordered that a pit of fire be dug and all the Christians indiscriminately be dropped to burn therein. Estimates say that between 20- 40 thousand Christians were killed in that human massacre. The Qur’ân related part of that story in Al-
Buruj (zodiacal signs) Chapter.
-----------------------------------------------------------
• (18) Ibn-e-Hisham 1/20,21,22,27,31,35,37 neez mulaahaza farmaiye kutub-e-Tafseer, Tafseer Surah Burooj
■ To be Continued....... In shaa Allah
No comments:
Post a Comment