Search This Blog

Thursday, 19 July 2018

Jab mere sahaba ka zikr ho to khamosh raha karo

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab mere sahaba ka zikr ho to khamosh raha karo
-----------------------
★RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab mere sahaba ka zikr ho to khamosh raha karo (yani unki khatao ko nazarandaz kar diya karo), aur jab sitaro ka zikr ho tab bhi khamosh raha karo aur jab taqdeer ka zikr ho tab bhi khamosh raha karo (yani in sabke baare mein zyada bahas na kiya karo)
Al Silsila As sahiha, 3350
-----------------------
★रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब मेरे सहाबा का ज़िक्र हो तो ख़ामोश रहा करो (यानी उनकी ख़ताओ को नज़रअंदाज़ कर दिया करो), और जब सितारो का ज़िक्र हो तब भी खामोश रहा करो और जब तक़दीर का ज़िक्र हो तब भी खामोश रहा करो (यानी इन सबके बारे में ज़्यादा बहस ना किया करो)
अल सिलसिला अस साहिहा, 3350
-----------------------
ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ‌ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺟﺐ ﻣﯿﺮﮮ ﺻﺤﺎﺑﮧ ﮐﺎ ﺫﮐﺮ ﮨﻮ ﺗﻮ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﺭﮨﺎ ﮐﺮﻭ ‏( ﯾﻌﻨﯽ ﺍﻥ ﮐﯽ ﺧﻄﺎﺅﮞ ﮐﻮ ﻧﻈﺮﺍﻧﺪﺍﺯ ﮐﺮ ﺩﯾﺎ ﮐﺮﻭ ‏) ﺍﻭﺭ ﺟﺐ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﺎ ﺫﮐﺮ ﮨﻮ ﺗﺐ ﺑﮭﯽ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﺭﮨﺎ ﮐﺮﻭ ﺍﻭﺭ ﺟﺐ ﺗﻘﺪﯾﺮ ﮐﺎ ﺫﮐﺮ ﮨﻮ ﺗﺐ ﺑﮭﯽ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﺭﮨﺎ ﮐﺮﻭ ‏( ﯾﻌﻨﯽ ﺍﻥ ﮐﮯ ﺑﺎﺭﮮ ﻣﯿﮟ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺑﺤﺚ ﻧﮧ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﻭ )
ﺳﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٣٣٥٠
-----------------------
★It was narrated from Ibn Masood Radi Allahu Anhu that the RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said: If my Companions are mentioned, then keep quiet (means dont talk too much about them) if the stars are mentioned, then keep quiet; and if the divine decree is mentioned, then keep quiet.
Al Silsila As sahiha, 3350
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment